sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..
    dear sab best hay ham apnay aap pay zore dain agar ham aisa krnay main kamyaab ho jatay hain to hamra mined khud aik aisa indicator hay jis k mukablay main aur koi technik barrh k nai hay agar ham is baat main kamyaab ho jatay hain k hamko har wo trades lainin hay jiska ham nay bhat wait kia hay to ham khud kisi indicator say kam nai hain aur sab say best hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

    ham logo ko forex par indicator use karni chyaia ku ka ya ham logo ko different cheezo ka bara ma bata ha is liya ham logo ko chayai ka ham log forex par trading ka shuru ma market aur trend wahgra ko analysis karna ka liya indicator wagra use karya aur jab ham logo ko forex ka bara ma knolwedge wagra mil jaya aur ham logo ko is ka bara ma pata chal jaya tab ham log indicator ka use nai karya
    • #3 Collapse

      Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

      Ys dear trading sirf indicators ki base per hi nhen ki jati. Market ky mood ko bhi dekhna hota hey. Jb trader market ko monitor kerta rehta hy to khud market usko signal deti hy entry aor exit ka. Her pair ki aik extream limit hoti hy us se agy uska move ker mushkil hota hy is chez ko jb trader samjh jaty hain to unko phir i dicators ki zarorat nhen perti.
      • #4 Collapse

        Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

        G dear ap n bikul seah Kha h forex m sab se bary indicators hm khud h boot bara indicator h q k khud ki bat ko prefer koi tabi hi ap kamyab ho skay apni hi stargey ko follow kro or kamyab business kro forex m
        • #5 Collapse

          Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

          Dear fellow members bhi ki bat b theek ha k insan khud b aik indicator ha jo sab se achi bat ha lekin is stage tak ponchne kelie boht time chahie hota ha jab ap boht purane ho jate han to pairs k key levels ap ko tips pe yad hote han is k ilawa international news k sath touch rehna boht zaruri hota ha baqi technical indicators hamari help kelie han bas in ko istemal krne ka treeqa pata hona chahie
          • #6 Collapse

            Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

            g han bhai apki bt blkl thk h aaagr hm market ko smj kr kam krty han tu hm sae axa indicator koi or ni ho sktaa a hyme cheyae kae hm axe trah market ko smj kr kaam krn or axe trah forex pr mhnt kr kae kam krn isi trah ap axe trah trading kr skty han or profit bna skty han or kamyab ho skty han
            • #7 Collapse

              Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein indicatores use nai krny chy balke candlesticks ko seekhna chy taa keh ham asani say trading ker sakein friends ham candlesticks say zyda profit hasil ker sakein gay our hamara loss kam hoga friends.
              • #8 Collapse

                Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

                indicators ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy acha indicators choose kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar sakiy gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik unique busines hain hum is mai part time be kam kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear sab best hay ham apnay aap pay zore dain agar ham aisa krnay main kamyaab ho jatay hain to hamra mined khud aik aisa indicator hay jis k mukablay main aur koi technik barrh k nai hay agar ham is baat main kamyaab ho jatay hain k hamko har wo trades lainin hay jiska ham nay bhat wait kia hay to ham khud kisi indicator say kam nai hain aur sab say best hain.
                  Assalamu Alaikum indicator bahut Zaroori Hota Hai Lekin expert logo ka 600 Gator use karna Itna zaroori nahi hota unke liye uski vajah Ya Hai Ki unke Paas experience hota hai isliye Woh Jyada beta analysis kar sakte hain Aam trader nahin kar sakta Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

                    hamy indicators ko use kar ky mahne sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain forex aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

                      forex aik unique business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty ma isy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna zada kam kary gy hamy utna he acha bonus mily ga forex aik aam business ke nisbat acha buiness hain hum is busienss ky apny boss kud ap he hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: sab say best indicators ham khud hain kisi indicators ki zarurat nai..

                        Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay....
                        Sir hum ko as mien aa ker indicators use kerny hoty hien or hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or jab stop loss or take profit lage hoty hien tu hum as mein aa ker tension free ho jaty hien q k as say hum ko fikr nahi hoti hai or hum ny in o use ker k as mien khud ko big loss say bachana hota hai agar hum as mien aa ker stop loss ko use karte hien tu yeh jab hit hota hai
                        tu hamain as mien extra loss nahi hota hai or hamara account safe rah jata hai or jab hum take profit use karte hain tu hum as mien aa ker as mie earning hasil kar sakty hain as lye hu ko as mien aa kar bar kam karna hota hai or hamain in say faida hasil karna hota hai or hum ko as mien aa ker khud ko aik expert trader prove karna hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X