what is a suitable amount to start with forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Kam investment sy bh Bussiness to jaye ga but ziada faida nahi hoga. Agr ziada profit earn karna hai investment bh osi Hissab sy karni hogi. Newbies proper learning k bad se trading start Karen tu loss sy bach sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Agar aap new comers hain to aap ko small amount key sath trading krni hy aur us waqt tak big amount use nahi karni jab tak aap experienced nahi ho jatey. Agar aap ney aik reasonable amount use krni hy to 50 dollar ki amount aik reasonable amount hy. Agar aap small volum of lots use krain gey to acha profit bana lain gey.
      • #663 Collapse

        agar koi new forex trader is busienss ko initialy start kerna chahta ha tu wo is business mi itni he amount invest kary ke jo wo loss ki soarat mi offord ker skata ha and agar koi broker ap ki amount ka double bonus deta ha and us ka sprea bhi sahee ha tu wo trading ke ly best option ho sakta ha.
           
        • #664 Collapse

          "

          My dear friends Forex trading business ko hum takreban 1 $ se bhi start kar sakte hain. but mere khayal main forex ko start karne ke liye suitable amount 500$ hain. agar app 500$ deposit karte hain to app forex main achi earning kar sakte hain.

          "
           
          • #665 Collapse

            "

            wayse ap jetna choho kar saktey hay lakin ap pahle agar good practice aur ap ko pata chalay ke ap profit karney ke qabil hogaye ho to ap ko chaheyai ke ap 100 doller se shoru karay agar ap ye nahey kar sktey to 50 be ache hay...

            "
             
            • #666 Collapse

              "

              Forex trading mien suitable to jitna bhi capital hota he hota hai ap ko earnings us hisab sey he hoti hain jitna ap ka balance hota hai jitna ap key account ka capital hoga mainly ap key liye focus karney wali baat hoti hai key ap key pas skills kitna had tak hain.

              "
               
              • #667 Collapse

                "

                forex trading ko kar ne ke liye koi limit nahien he amount ki forex trading ke business mien app jitna ziyada invest karien ge utni bari trade laga kar achi earning kar sakte hien forex trading mien

                "
                 
                • #668 Collapse

                  "

                  bhai jaan ap ne bohat achi post ki hai main ap ki is baat se agree karta hon hamin hameesha kamyab hony kay liye aur forex mani zayda se zayda profit hasil karny kay liye small volume ke trde he lagani chaie is e hamin market kay trend ka pata lagta hai.

                  "
                     
                  • #669 Collapse

                    "

                    multiple pairs ki option is liye hoti ha k ye zarori nahin k ap ko har time ail pair ki tekh samaj a rahe ho or us main he ap ka dehan perfect ho kabhi insan ko aik pair ki samajh nahin bhi a rahe hoti is liye zrori hota ha k us time ap apna pair achange kar lain or kisi or pair main try kar lain

                    "
                       
                    • #670 Collapse

                      "

                      multiple pairs ki option is liye hoti ha k ye zarori nahin k ap ko har time ail pair ki tekh samaj a rahe ho or us main he ap ka dehan perfect ho kabhi insan ko aik pair ki samajh nahin bhi a rahe hoti is liye zrori hota ha k us time ap apna pair achange kar lain or kisi or pair main try kar lain

                      "
                         
                      • #671 Collapse

                        "

                        Dear ager app ache learning k bad he real trading start kertay hain to kerty hain to mera jo personal experience hy us k mutabik ager 100 usd k account say trading shuro kerty haito best ho ga

                        "
                           
                        • #672 Collapse

                          "

                          dear ya lazmi nahi hay kay aap kay paas aik bohat hi bara amount ho to aap forex may aawo bara amount ham us ko kahta hane kay jiss par aap sakone say trading kar sako forex kay liay agar 200 usd bi hay to wo aap kay liya best hay

                          "
                             
                          • #673 Collapse

                            "

                            if you want to start trading with proper and suitable investment then you must start your business at least 500 hundred us dollars other wise if you do trading with out proper investment then it is not good for you,so do and earn from this market.

                            "
                               
                            • #674 Collapse

                              "

                              I think k forex trading main jo new comers han or jo realtrading ko first kar k rahy hoty han to un ko200 USD say na to kam or na to zada trade main use karna chahyia kiu k zada amount pay ap ko loss be ho sakta hai...

                              "
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                "

                                jnab suitable amount puch rahay hen to batata chalun k yahan kam say kam jo 1000$ invest karta hy atb uska risk 50 percent kam ho jata hy is liay apko chahiay k ap 1000$ invest karen

                                "
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X