what is a suitable amount to start with forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    dear ham is main posting ker k apna suitable amount bana saktay hain ager ham is main 1$ se bhi trading kerin tu sahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      "

      han ji ap ne bilkul sai kaha ke hum dosron ko blame karte hain aur aik aur gulti kar dete hain aur dosri gulti hum ye karte hain ke jab hum dosron per blame karte hain tu apni gulti ko nahi dekhte hain aur na hi apni gulti ko analysis karte hain jis ki waja se humien phir se loss hota hai

      "
         
      • #348 Collapse

        "

        salam dosto,trade koi b ho mistake ho jati ha lekin hamy mistake karny ka bad upset nai hona chahye q ka mistake is a lesson for us jo insan galti sa sekhta ha wo phr again nakam nai hota.

        "
           
        • #349 Collapse

          "

          dear friend hamain apni galtioun sy sabak hasal karna chayia , jb hamari kisi galti ke waja sy hamain koi nuksan hota ha to to phair dobara us galti sy hamain bachna chayia , ar dosron ko b un galtioun sy mana karna chayia.

          "
             
          • #350 Collapse

            Brother waise tou hum kisi b amount se trading start ker sakte hai , but jaha tak mera khayal hai new trader kam se kam 100$ se trade start kare tou better hai kiw k wo jitna time account mein rhe gay utna he wo behter seekh sake gay is leye 100$ suitable amount hai .
            • #351 Collapse

              "

              han ji ap ne bilkul sai kaha ke hum dosron ko blame karte hain aur aik aur gulti kar dete hain aur dosri gulti hum ye karte hain ke jab hum dosron per blame karte hain tu apni gulti ko nahi dekhte hain aur na hi apni gulti ko analysis karte hain jis ki waja se humien phir se loss hota hai

              "
                 
              • #352 Collapse

                "

                yes ager muje loss ho jaye tu main apni mistake manta ho aur per usi mistake kabi reapet nahe keta aur us mistake ko apny note ker lyta ho aur mere liye sab sy achi aprrcoh hai

                "
                   
                • #353 Collapse

                  "

                  salam dosto,trade koi b ho mistake ho jati ha lekin hamy mistake karny ka bad upset nai hona chahye q ka mistake is a lesson for us jo insan galti sa sekhta ha wo phr again nakam nai hota.

                  "
                     
                  • #354 Collapse

                    "

                    dear friend hamain apni galtioun sy sabak hasal karna chayia , jb hamari kisi galti ke waja sy hamain koi nuksan hota ha to to phair dobara us galti sy hamain bachna chayia , ar dosron ko b un galtioun sy mana karna chayia.

                    "
                       
                    • #355 Collapse

                      "

                      me to accept karta ho lakin aur baad me mujhey bohat dukh bhe hota hai aur me next time try krta ho ke aysa mat karo jo me ney mistakes key they aur acha result lo is leye me try karta ho mistakes se sekhney ke..

                      "
                         
                      • #356 Collapse

                        "

                        ji bhai jan mistake ho jati ha phr bi hama is ko mazeed sikhna chahia ka kiu mistake hoi kaha par galti hoi hum sa or hamari nazar success par honi chahia phr hi hum dobara mistake sa bach sakta han or ak acha trader ban sakta han

                        "
                           
                        • #357 Collapse

                          bhie forex trading start karna ka leya ap ko amount sa zada apna trade karna ka mathod importnace rakta ha kyeo ka ager ap ga galt trade karo ga tu ap ko loss he hu ga or ager ap achi trade karo ga tu ap ko profit hu ga or is k leya ap ka balance kam b hu koi farq nhe parta.
                          • #358 Collapse

                            suitableee amounttt ammm mery khyl syy wo amount trading men invst krny k lyee betr rhy gi joo arzi loss ko bear krsky..agr ap boht he kam amount sy invst kr rhy hen to mybe arzi loss os amount sy brh jay .to apka acount to phir bnd hojay ga na...isliye zra resonable amount invst krna betr rhy ga naa ziadaa heavy amount nas he kam.
                            • #359 Collapse

                              Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur forex trading men trading work start karnay keleye kam az kam 100$ ka hona zarori hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Gee sir forex trading business main jetna capital ho best hay, but agar low capital say trade ki jay to zaida risky ho sakta hay es liay kam az kam 200$ kay capital say low volume ki trading ki ja sakti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X