These days many of websites giving us fake signals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    These days many of websites giving us fake signals
    Assalamu Alaikum aaj kal main check kiya hai ke Hamen online bahut sari websites say wrong signal Diye Ja Rahe Hain Jin ki vajah se Hamein loss ho raha hai agar aap acche se analyse Karte Hain ki aap ko kaun si site Sahi signal de rahi hai to aap signal ko use kar lena Nahin to signal ke bagair manually trading Karen Jo ok aap ke liye acchi aur profitable sabit ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: These days many of websites giving us fake signals

    Mai aap ki baat se tpha karta hoon aapne bilkul theek kaha hai aaj kal Aise fack log bahut jyada hai jo Is Tarah Se kaam kar rahe hain paise mangte Hain Magar signal Thik Nahin Hote Aur Main Ya Kehna Chahunga ki dusre pay depend karne ki Bajaye hum khud learning Karen aur apne trade Khud Karen Taake Hamein Khud trading Aaye Aur Hum Apne earning Khud Karen
    • #3 Collapse

      Re: These days many of websites giving us fake signals

      G sir es Mai koi shak Ni hai Kay sub fake hotaye Hain kiyu Kay koi bhibtheak info Ni daita hai tu better hai kay khud he seekho kiyu Kay es Mai faida humara he hota kiyu Kay es Mai humain expirence ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: These days many of websites giving us fake signals

        Ap nay sahi kaha hai mn nay khud kai signals websites ku check kia hawy un kay signal ghalat sabit ho rahy hain ek achy trader ku kabhi kse kay signal par bhrosa nahi karna bulkuy us kay leey best hai kay wo apna analysis kary anpny trading pair par ju usy result milly usku dekhty hwy wo apni trade open kary experience hojayga
        • #5 Collapse

          Re: These days many of websites giving us fake signals

          bohat acha sawal ha ager hum kisi group ya per kisi website ke signel ko follow karna chataa ha to per hum ko chaheya ka hum wo signal first of all demo account pa try karaa q ka ager hum demo account pa use kartaa ha to per hum ko pataa chaltaa ha ka signal fake ha ya per real to per hum ko real account pa use karna hoga..........
          • #6 Collapse

            Re: These days many of websites giving us fake signals

            Ji haan bhai aapne thik kaha hai bahut sari websites Aisi Hain Jo Hamein trading ke signal deti Hain but un main say zayada tar signal fake Hoty Hain Jin ko follow karne se Hamein loss Aata Hai isliye Hamein Kisi bhi website ke signal ko follow nahi karna chahi aur Khud Se market ko analyse Karke trading Karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: These days many of websites giving us fake signals

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum aaj kal main check kiya hai ke Hamen online bahut sari websites say wrong signal Diye Ja Rahe Hain Jin ki vajah se Hamein loss ho raha hai agar aap acche se analyse Karte Hain ki aap ko kaun si site Sahi signal de rahi hai to aap signal ko use kar lena Nahin to signal ke bagair manually trading Karen Jo ok aap ke liye acchi aur profitable sabit ho sakti hai
              Forex trading market Mein Hamesha se his famous hai jo traders co free Forex signals Jeene Ki Baat Karte Hain aur kuch to payment bhi Vasool karte hain lekin unko profit Phir Bhi Nahin Hota
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: These days many of websites giving us fake signals

                Yes sir ap ki bat right hai k aj kal log hamain bhut say signals dety hien jo k fake hoty hien as lye haamin in per yaqeen nahi karna hota hai or hamain as mien aa ker hr bar kam karna hota hai or haamin as mien aa ker her bar earning hasil karna hota hai as lye jab hum as mien kam kerty hien tu hum as mien khud say analysis ker sakty hien or hamain as mien khud say trade open karna hota hai or as mie right time ka wait karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: These days many of websites giving us fake signals

                  forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala real busines hain
                  • #10 Collapse

                    Re: These days many of websites giving us fake signals

                    forex aik legal business hain hamy is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: These days many of websites giving us fake signals

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum aaj kal main check kiya hai ke Hamen online bahut sari websites say wrong signal Diye Ja Rahe Hain Jin ki vajah se Hamein loss ho raha hai agar aap acche se analyse Karte Hain ki aap ko kaun si site Sahi signal de rahi hai to aap signal ko use kar lena Nahin to signal ke bagair manually trading Karen Jo ok aap ke liye acchi aur profitable sabit ho sakti hai
                      Walaikum assalam aapki baat bilkul theek hai Jaise Jaise Forex trading business popular Hota Ja Raha Hai ismein Log fraud karne ke liye bhi a Rahe Hain Jo ki Hamen signature lete hain aur paise Le rahte hain lekin UN signal se Hamen Koi fayda Nahin Hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: These days many of websites giving us fake signals

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum aaj kal main check kiya hai ke Hamen online bahut sari websites say wrong signal Diye Ja Rahe Hain Jin ki vajah se Hamein loss ho raha hai agar aap acche se analyse Karte Hain ki aap ko kaun si site Sahi signal de rahi hai to aap signal ko use kar lena Nahin to signal ke bagair manually trading Karen Jo ok aap ke liye acchi aur profitable sabit ho sakti hai
                        Walaikum assalam Mere Khyal mein agar Ham Forex trading business Mein signals ko use karna chahte hain To Hamen Apne Khud Ke signal banaa Karun per kam karna chahie ya best hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X