Forex mein without knowledge kaam na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

    G han bhai ap ny saii khaha forex ma knowledge k bgair kam na karain keo k kisi cheez ka agar knowldge nh ho ga tu hmm kesy us ma kamiyab ho sakty hain is liya forex k liya bhi knowldge ki zarort ha agr knowlgde ho ga tu hmm achii income bna saky gy is liya hmmy chahye k hmm ziyada sy ziyada knowldge hasil kary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

      without knowledge work bilkul nahin karna chahi ye baat aap ki sahi hai pyare dost kyunki Agar hum college ke bagair kaam karenge to uske liye hamein bahut Jada nuksan ka samna karna padta sakta hai tu nuksan se bachne ke liye jaroori hai ke pahle hum Pakistan Forex par demo karke jyada se jyada knowledge aur information gain Karen aur experience hasil Kare ke work kaise karte hain aur kaise trading karte hain tab hi kamyabi mumkin hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

        Forex trading business actually hai hi itna tough k is main wo band akaam kr hi nahi sakta jo is ky bary main knowledge nahi rakhta. Lakin kuch loog jo is ky bary main thori bohat information rakhta hai wo is main trading start kr daity hain. Jiss sy unhain sirf loss hi hota hai. Poor knowledge means poor experience and skills level will be gain. Aur jb knowledge poor hai to behtar hai k trading na kary.

        اب آن لائن

        Working...
        X