Target hamesha chota rakhna chaheay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Target hamesha chota rakhna chaheay
    Friends kuch traders apna target to set kar letay hain but un ka target bahut zayada hota hy jisay hasel karnay k leay woh ya to over trading kartay hain ya phr bahut zayada lot size use kartay hain jis ki waja say un ka account risk main aa jata hy aur woh kuch bi hasel nai kar saktay aur un ko loss ho jata hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

    Traget hamesha apny experience aur apny ballace ky mutabik hi rakhna chahye, phir target tak pochna zyada mushki nhe ho ga agar ap apny experience se zyada bara goal slect karty hyn to us tak pochna mushkil ho jata hy aur ye bhi possible hy k ao pounch hi na saken lahaza apna time waste na karen kisi bary goal ki khatar
    • #3 Collapse

      Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

      G Han friends forex trading men mere khyal se humain target chota rakhna chayie ek bat clear hai Ap jitna zaida target rakhe gy ya to Ap ko utna profit ho ga ya phr loss best yehi hai k Ap chota target rakhe
      • #4 Collapse

        Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

        Jee dear brothers kese hain aap mere dost nay theek baat ki hay kay forex main trading karty huwy hamain apna target chhota rakhna chaheye oar thora thora profit kamaana chaheye , es say ye hay kay loss bhi kam haota hay oar members mehnat say earning bhi ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
          Friends kuch traders apna target to set kar letay hain but un ka target bahut zayada hota hy jisay hasel karnay k leay woh ya to over trading kartay hain ya phr bahut zayada lot size use kartay hain jis ki waja say un ka account risk main aa jata hy aur woh kuch bi hasel nai kar saktay aur un ko loss ho jata hy.
          Je bhai ap Bilkul thek keh rahain hmain target es trah say rakhna chahey k kitnay time m hm apna capital double kr laitay hay , mean agr hmara account 100 dollars ka hay tou hmain hmaisha ye chez mind m rakhni chahey k es capital ko double kaisay krna hay aur kitni dair m , wo time duration aik month b ho skti hay aik week b depends on ur skills
          • #6 Collapse

            Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

            Yes ham ko as mien target chota rkh kar kaam karna hota h aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h as lyee as mien dil sy kaam karna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

              meri nazar main target set karna apnay aap ko tabah karnay jaisa hai forex account safe rakh kar trading karny chayie profit jitna b ho kafi hota hai mujhay daikho main ne sabar se isy tarah trading ki or apna capital 6 month main hi double kar lia hai
              • #8 Collapse

                Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

                ji aapne Sahi kaha hai ki target Hamesha Chhota Rakhna chahiye aapka target Chhota ho ya Bada Ho target zaroor hona chahiye Jab Hum Apne kaam ka ek target Banane to Fir Hamare liye kaam karna Aasan ho jata hai target Agar Bana liya Jaaye to Fir Hamara Apne kaam mein Dil Lagta Hai FIR Hamara Dil Karta Hai Ki Hum Apne target ko pura Kare Jo Humne target Banaya Hai Isko achieve Karen Is Tarah Se Hamari Apne kaam hai dilchaspi badh Jati Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

                  Aapka target Chhota ho ya Bada Ho target zaroor Hona chahie Jab Ham Apne kaam ka ek target banale to Fir Hamare liye kaam karna Aasan ho jata hai target Agar Bana liya Jaaye to Fir Hamara Apne kaam mein Dil Lagta Hai Yeh Hamara Dil Karta Hai Ki Hum Apne Dard ko pura Kare Jo Humne target Banaya Hai Isko achieve Karen Is Tarah Se Hamari Apne kaam hai dilchaspi badh Jati Hai aur Hamein karna bhi Aisa Hi chahi Hamara Apne kaam mein target zaroor Hona chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

                    Target bilkul itna hona chahiey k us ko achieve bi kr skain. Apny capital ko bi zehm mn rakhna chahiey k mery pas itny hn aur ua pr kitny percent profit hona chahiey. Agr target mn kuch kamk reh jati h to agly din us pr na jain bl k agly goal ki bat krain.
                    Just view ???, Like kon kry ga???
                    • #11 Collapse

                      Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

                      Bhai jan humko is mein target ko set kar k hi is mein akm kare aur is mein mehnat k begair ap is mein earning nahi kars kate hai ur humo forex mein greed nahi karna chahye aur forex mein mehnat k begair earning kar skate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

                        Forex main trading ky Duran hmaien kbhi bhi lalach say kam nahi karna cahiyay balky hmaisha lot size kam rakh kar hi trading karain Kyun ky agar hm profit ka target zyada rakhaien gay to hmaien loss ho sakta hai is liyay hmaisha target km.rakhaien aur agar thora profit bhi ho to trade close kar dain kyun ky is tarah thora thora mil kar hi hmaien zyada profit milly ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Target hamesha chota rakhna chaheay

                          G dear sp ki bat thek hy ziyada target k chkrun min hm aksr thory profit sy b hath dho bethty hn or loss krwa bethty hn iye hmin chahye k hm chota target rkhin ir jb b wo pura ho to profit close kr dena chahye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X