Forex main pressure management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main pressure management
    Dear members aj mn ap ko boht ahm issue k bare mn batana chahta hon pressure ki 2 type hoti han aik positive jis mn ap ko kuch krne kuch hasil krne ki justoju hoti ha dusra negative jis mn koi cheez bas ap k sar pe swar ho jati ha aur ap preshan ho jate han ye aksar us waqt hota ha jab hamin hamara matlooba target ni mill raha hota aur ham pressurized ho jate han asi surat mn ghalti k 90 feesad chance hote han so please forex mn ap asab ko control rakhna chahie aur pressure ko manage krna seekhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main pressure management

    G bilkul main ap ki bat se mutafiq hon k forex main hamein preesure k sath work nahi karna kyon k agar ap business main pressure k sath work karte han to us pressure ki wajah se business main ap loss kar jate han our pressure main mind fresh bhi nahi rehta hai our negativity ziyada hoti hai is liye business main aram sakoon k sath work karen our positive rahen
    • #3 Collapse

      Re: Forex main pressure management

      G ha dear ye bat tu hai forex mai humain kafi peresher ka samna karna parta hai per humain kabhi bhi us se ghabran ni chaye balkay humain dil laga kay trading karni chaye kiyu kay ager us time pay hum ghabra jataye hain tu humaraye liye kafi masail a jata hai yani kay hum aik dum se profit se lose mai ajatye hain wo sari waja peresher ki he hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex main pressure management

        Agar Hum fresher Mein Aage to Ke Humse he decision nahi de paenge Is Tarah Se FIR Hum confuse ho jayenge aur Hamein samajh Nahin Aayegi ke aur kya kiya jaye ho sakta hai ki confusion ki vajah Se Hum galat decision Lene is wajah se apne aap ko Thanda rakhen aur confused hone ki koi jarurat nahi hai isme Hamara nuksan hi hai is wajah se ek ungli ke sath chalne aur apne aap ko relax Rakhien
        • #5 Collapse

          Re: Forex main pressure management

          Pressure mein nahi aana chahiye balki Hame Skoon maal ho ke apna kaam karna chahie Agar Hum fresher Mein Aage to Fir Hum Sahi decision nahi le Payenge Is Tarah Se The Hum confuse ho jayenge aur Hamein samajh Nahin Aayegi ke aur kya kiya jaaye ho sakta hai ki confusion ki vajah Se Hum galat decision Lene is wajah se apne aap ko Thanda rakhe hain aur confused hone ki koi jarurat nahi
          • #6 Collapse

            Re: Forex main pressure management

            G ha ap ny Tk bt ki haky hm ko is my tension my km ni Krna Chaya jatna be hm is hm ko bilkul free tension my km krna Chayatk ky hm achy sy kr Saky km
            • #7 Collapse

              Re: Forex main pressure management

              Bhai aap theek aa rahe hain ki hamein pressure nahi Lena chahiye lekin pressure is waqt aata Hai jab hum bahut jyada loss kar lete hain aur FIR use recover karne ke liye aur big mistake karte Hain ki hum FIR jyada volume key trade open karte hain aur jyada loss ho jata hai jisse hamara account divas ho jata hai isiliye hamein koshish karni chahiye ki jab bhi trade Karen wait karke watch karke aur trend mated Karen kyunki market ki movement ka kuch pata nahin hota stop loss laga Kar trade Karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex main pressure management

                hamy money management kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main pressure management

                  G han bilkul theyk kaha ap may jab hm pressurized hoty hain to wahan par hm say mistakes ho jati hain jab ky forex trading main to choti si mistake say bhi hmara account wash ho jata hai is liyay mehnat say kam karain aur zyada say zyada forex ko time dain aur khud par tenation ko sawar mat karain to hi hm achi earning kar sakien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main pressure management

                    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy money management kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main pressure management

                      Yeh insan ki nature ha k jb aik matlooba target hsail na ho raha ho to hmaray zehn pay aik pressure build up hona shuru ho jata ha so hmain chaheay k us pressure ko qabu mn rakhin.
                      Jb hum aik trade open krtay hain to hmain kuch dino tak wait krna chaeay na thori dair bad trade ko loss mn daikh k pressure lena chaeay aur usi pressure mn ghalti trade pay trade lga dain. Kbi bhi trading ko sar pay sawar ni krna chaheay.
                      Kinza789 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main pressure management

                        Hum Apna Dhyan knowledge ki taraf Denge Hamein earning bhi yahan se knology Dega kyoki Agar Ham knowledge tumhare paas Nahin aayega Tu Hamare Paas Kuch Bhi Nahi rahega isliye jalakam knowledge ko game karne ke liye Chala time Hamein stand knowledge par karna chahiye open type sharing karne ke liye Masters ko samajhne ke liye Hamare Paas Jo Jyada important cheez hoti hai woh practice hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main pressure management

                          Yes jab ham as mien pressure lete hien tu ham kamaee nahi ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam acha karna hota h aur planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi karna hota h aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko apne aap ko as mien sabit karna hota h aur as mien khud k lyee umda life hasil karna hota h q k jab ham as mien kamyab hote hien tu hi ham asal mien khush hote hien aur wo apni zindgi ko acha ker sakte hien.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main pressure management

                            G ap ne bht acha explain kiya ha pressure hamary liye acha bhi sabit ho sakta ha aur bura bhi Jo log target k peechy bhagny haen wo lazmi tor pe pressurize hoty haen aur esi pressure ki waja se wo loss kr daity haen. Ya jb loss hota ha tu tb bhi bht se trader pressure le jaty haen aur be tuki trading kr k apna loss kr daity haen. Tu pressure Jo bhi ho ni laina chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main pressure management

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Chanda869 پيغام ديکھيے
                              Dear members aj mn ap ko boht ahm issue k bare mn batana chahta hon pressure ki 2 type hoti han aik positive jis mn ap ko kuch krne kuch hasil krne ki justoju hoti ha dusra negative jis mn koi cheez bas ap k sar pe swar ho jati ha aur ap preshan ho jate han ye aksar us waqt hota ha jab hamin hamara matlooba target ni mill raha hota aur ham pressurized ho jate han asi surat mn ghalti k 90 feesad chance hote han so please forex mn ap asab ko control rakhna chahie aur pressure ko manage krna seekhain
                              G han sir forex business me pressure me ana b asl me Emotional hona hai. yani k hm Fear/Greed or pressure k emotions ki wja se boht loss kr jaty hen. is lye in sb ko hi Control krni k jarort hoti hai. jb hm pressurized hoey bnia apne trading ko continue rakhen gy to hm apne Rules ko follow kr saken gy. or yehi chez hmen aik din successful trader b bna skti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X