why you still trading after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    jee jee janaab loss kay baad bhee trading kartay hain kiuoon kay wo loss hamaari apni ghalati ki waja say hota hai or har ghalati aik sabak hoti hai so loss hone pay umeed to nahin haarni chahiye na
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Here are all operators in the forex market, some money, but I see two years without purpose companies are still negotiating traders'm disappointed, but sales started coming here. I am far from an account deposit bonus. So I see no deposit bonus account is the best way to learn, on the one hand, and a good amount of capital for business.
      • #123 Collapse

        loss in trading is the first step towards success and this is the main thing we must never forget because we cannot get success unless we see failure and only are hardworking and experience helps us to achieve are target soon and we wait to get that target thats y we trade again n again to get success.
        • #124 Collapse

          loss ky baad hum skills ko increase kartay hian aur forex aik business hay is ko ap game na samjhy aur ap forex ko mind say trade kiya karay aur trading karnay say pehly market analysis lazmi kiya karay ab forex ko koi bhi join kar sakta hay sirf knowledge hona chayie aur experience hasil karna hoga .
          • #125 Collapse

            jnab,,,si main kaam karna hi parta hay ji ,,is main kaam na karny wali konsi bata hay jnab...or jkai log to is main loss k baad bhi trading karty rehty hain jnab...
            • #126 Collapse

              forex aik aisa business hai jis main ap ko do cheezon say samna karna hota hai ya to aap ko is mian profit gian hota hai ya aap ko is main loss hota hai is liay is man tension lainay wali koi baat nai hai
              • #127 Collapse

                yes its only on hope q k app ko jub bi loss hota he to app ko apni mistakes ka andaza hota he to app apni mistakes sy learn karnty hen so dont lose hope,
                • #128 Collapse

                  salam bhai jee mein nay forex mein loss kiye hai abb woh loss kahan se pora karna hai is se he pora karna hai is liye trading kar raha hoon
                  • #129 Collapse

                    Hum loss k baad bhi trading ic liye krty hain k loss se humain koi na koi advaice ya sabaq milta hai k hum aisey dobara na krain jiss se humain loss ho, aap keh sakty hain k loss bhi aik tarha ka information ka methord hai experienced gain krny k liye.
                    • #130 Collapse

                      assalam o alikum mere bhai loss to har kisi business me hota hy lakin likin har koi thokeray kha kha k he sekhta hy mujhy b jafi nuksan uthana para hy lakin me b sekhta raha..shukriya..
                      • #131 Collapse

                        Dear me is business me abhi tk isi liye hon kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss bhi hota ha ior profit or loss k waqt hmen is business me ghabrana nahi chahye kyun k loss is business ka sb se main hisa ha jo hmen kabhi bhi ho sakta ha
                        • #132 Collapse

                          forex me after loss bhi hame trading karni he chahiye forex trading me aap ki skills tab he develop ho sakti hain ke jab apa ko is business me sahi se kam karna or is ko theek se use karna aa jaye or trading me loss hota rehta hai is ki waja se trading band nahi karni chahiye .
                          • #133 Collapse

                            dekhain life main himat nahi harni chiay agar loss hoa ha to is expereince say faida utnhana chaiykay kuan loss hoa ha phir is ko profit main change karna chiay.
                            • #134 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum me bhai jan abhi abhi aik aur thread ka reply kar key hata hoon key her rat key bad din zror hota hey aur ager ap ager is me dil laga kar kam kartey hen to ap ka loss profit me zror badley ga bs loss key bad be himat nahi harni chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Dear kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha or hmen is business me loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen loss k waqt is business me sbr se kam laina chahe ta k hm us se experince hasil kar sakyn or success ho skayn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X