Expert aur new traders me difference

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expert aur new traders me difference
    Expert traders aur new traders me main difference ye hota hay key expert traders kabi be luck par depend nahi karty aur na hi guess kar key market ki movement ka andaza lagaty hey, jab key new traders market ki analyzing ko be zarori nahi samjty aur luck key base par aur sath me market ki movement ko be guess karny ki koshish karty hey jo key bilkul be ghalat hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expert aur new traders me difference

    Forex trading men expert banenay k liay bahut ziyada mehnat aur lamba arsa lagta hey phir ja k kahen banda expert banta hey her phir ziyada profit hasil hota hey kiun k expert k pass trading experience ziyada hota hey lekin new traders k pass acha experience nhi hota jiss ki waja se bar bar loss hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Expert aur new traders me difference

      expert banenay k liay bahut ziyada mehnat aur lamba arsa lagta hey phir ja k kahen banda expert banta hey her phir ziyada profit hasil hota hey kiun k expert k pass trading experience ziyada hota hey l
      • #4 Collapse

        Re: Expert aur new traders me difference

        forex trading main har trador he apni qabiliiyat se jana jata hai jis trha aghr hum yah dekhen k experts tradors ko loss nahi hota hai tu bhi yah sahi bat nahi hogi q k har trador ko he loss hota hai or new tradors ko bhi loss ho jta hai tu mera khyal hai k experts tradors ko loss hony ki miqdar kam hoti hai jub k new tradors ko lsos zayda hota hai meri nazr main yah frak hai experts or new mambers main baki mery ilm main koi khas farak nahi nazr ata
        • #5 Collapse

          Re: Expert aur new traders me difference

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Expert traders aur new traders me main difference ye hota hay key expert traders kabi be luck par depend nahi karty aur na hi guess kar key market ki movement ka andaza lagaty hey, jab key new traders market ki analyzing ko be zarori nahi samjty aur luck key base par aur sath me market ki movement ko be guess karny ki koshish karty hey jo key bilkul be ghalat hay.
          Assalamu Alaikum Forex trading main expert banne ke liye bahut jyada mehnat karne ki jarurat hoti hai jo log isme expert Ban Jate Hain wo log ise Apna lifetime business Banakar kar rahe hain isiliye Hamein aur Baki tamaam new members ko chahiye ki va senior trader ki post ko acche tarike se read Karen Taake acchi running ke sath achha knowledge bhi Haseen Ho Jaaye
          • #6 Collapse

            Re: Expert aur new traders me difference

            g han dear friend main ap se agree karta hun ap ne ache bat share ke hae forex main senior or new trader main zamen asman ka farq hota hae senior member experienced hota hae or new member like new born baby is liye use kuch pata nhe hota senior member forex ke rules se waqif hota hae isi liye wo rules ke against nhe jata or market ke movement ko dekh kar wo trading karta hae jabke new member main bs aison ke lalach hote hae wo profit ke liye ase he trade laga deta hae wo luck par depended hota hae or us main itna experience bhe nhe hota
            • #7 Collapse

              Re: Expert aur new traders me difference

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends ju expert trader hoty hain un kay pass acha experience hota hai unkay pass loss kay chances bhut kam hoty hain our ju new trader hoty hain unkay pass zyda experience nai hota wo zyda profit ki lalch main apna nuqsan krwaty hain friends.
              • #8 Collapse

                Re: Expert aur new traders me difference

                Aik expert ytader wo hota hai jiaay apnay Patience par ppra control hota hai kiun k market always play every men patience jo bhi is main jeet jaye markeet usay profit deti hai trading ziada tar mind ki game hai jis banday ne is baat ko samajh lia wo forex main agay nikal gaya
                • #9 Collapse

                  Re: Expert aur new traders me difference

                  ji haan sir aapne bilkul theek hai kaha hai main aap ke Baat manta hoon ke Agar Hame Forex main expected banna hai to Hame bahut jyada mehnat karna hoga aur Hamein Forex ko bahut jyada time Dena Hoga Agar Hum usko Jyada time Denge to Sharjah kar Hamesha expert reader banenge aur kamyabi theatre banenge FIR Hum ismein achha profit bhi Hasil kar Payenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Expert aur new traders me difference

                    Dear friends forex mein expert trader or new member mein boht ziada difference hota hai, expert trader apnay knowledge or experience se acha trade lagata hai or soch samjh k or hoslay k sath Kam karta hai jab k new Trader k pas experience Kam hota hai or wo jaldbazi mein ghalti Kar deta hai or loss ho jata he
                    • #11 Collapse

                      Re: Expert aur new traders me difference

                      Gee dear brother aap ki baat droost hay ky forex main trading kerty hoay aap ki pehly forex ka knowledge hasail kerna chahay kun ky ager aap achi trading kerna chahty Hain too knowledge ky sath experience hasail kerty wooaiy expart trader achi trading kerty hain Jab ky new trader trading ko sekhty Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Expert aur new traders me difference

                        Expert trade humesha soch samj kar kam karta ha expert traded ko market k movement kah idea hota ha woh iss main mehnaat karta ha or emotional ko control main rakta ah tab he woh iss main success hota ha or new trade iss main mehnaat be itni nahi karta ha or profit k chakar main lag jata ha jis kk waja sy woh starting main loss he kahta ha humain iss main knolwedge ko better karna chaiye tab he hum iss main success hasil karta hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Expert aur new traders me difference

                          Assalamu alaikum my dear friends expert on you trader Mein farak bahut jyada hota hai Jaise Ki Zameen aur Aasman ka Ek Saal Ke Taur par Agar Ek expert trader trade Karta Hai To wo so mein se 90% profit Mein Jayega aur ek Jo Anjaan Banta Jo ke Forex CA knowledge Nahi Rakhta vaso mein se 10% profit Mein Jayega lekin Jyada dard ke lost nahi chahti thi isliye expert aur newcomer mein kya Fark Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Expert aur new traders me difference

                            Forex Trader me senior trader kabhi bhi tukey ki trading nahi karte or wo analysis karte he News ko watch kerte he or phir soch samajh ker trade open karte he or juniors sirf or sirf luck per depend kerte he or market ko analysis kiye begair trade open ker lete he. Juniors ko chahiye k wo hamesha apne senior se discussions ker k us k baad trade open kerni chahiye jis se wo phir loss se bach sakte he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Expert aur new traders me difference

                              Asslamoalekum mere aziz dosto me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke new traders or experience trader me bohat zeyda farq hota he is leye yaha kamyab wo he hota he jis ko experience zeyda hota he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X