Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye
    Gold ki market ka agar proper tajzia na kia jaye to gold ki market ka samjna asaan nahi hota traders ko luck key base par gold ki market se kabi be profit hasil nahi ho sakta hay es ley gold ki market me trading key ley traders ko luck aur guess ko avoid karna ho ga, traders ko market ka tajzia proper tareeqy se hi karna us ko profit de sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

    Forex trading men kabi kabi tu luck bhi sath dey jati hey aur banda acha profit hasil kar leta hey lekin gold kiun k ziyada risky pair hey iss acha profit bhi milta hey aur loss k bhi ziyada chances hotay hen iss liay luck pe depend karnay ki bajay apni mehnat aur experience pe depend karen tu yeh ziyada behtr ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

      G han dear ap ki bat thek hy...gold ki movement boht ziyada taiz hoti hy or us ki cmplt movement ko koe b ni smjh smta k kb kis side jay lekin agr experience ho to phir to keya ja skta hy or gold py trading b wahi log krty hn jin ko boht experience hota hy...
      • #4 Collapse

        Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

        bhai jan main abhi new mambers hun es liye main abhi trading k bary main itna knowlege nahi rakhta hun laken main ny yah sun hai k gold ki trading boht risky hoti hai es ki market bpotht fast hoti hai jis se apko loss hona bhi yakini ho jta hai es liue aghr hum gold ki trading kar rahy hain tu hmain ahtiyat ks ath karni chahye jis main aik tu rsik kam se kam ho or dosra hum apni tradng main eraning kar skaen q k es main loss hont k chaces zyda hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

          agar proper tajzia na kia jaye to gold ki market ka samjna asaan nahi hota traders ko luck key base par gold ki market se kabi be profit hasil nahi ho sakta hay es ley gold ki market me trading key ley traders ko luck aur guess ko avoid karna ho ga, traders ko market ka tajzia proper tareeqy se h
          • #6 Collapse

            Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

            Main hairan hun in logon pe jo kehtay hain k trading luck pe chalti hai bhai dekho trading prediction pe chalti hai har banda ka apna point of view hota hai jesay jeaay banda trading karta hai experience barhta jata hai aur banday ki predictions ka ratio barhta jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

              forex aik bohat bara business hain hamy is mai aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik real business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

                forex aik real business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy gold mai trading karny ky liye learning ko bahter bana kar gold mai trading karne chahey hamy luck ko ignore karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

                  dear forex markeet main gold k ilawa bhi har curriency main hamko luck say avoid krtay huvay kaam krna chaye jis pay agar ham beleive krtay hain to hamara forex markeet main say kuch bhi achay tareekay say earn krna mumkin nai hay aur agar ham inhi fazool baaton pay ziada say ziada zore daitay hain to hamaray hath kuch bhi nai anewla hay aur na he ham kabhi markeet main achay experts ban saktay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

                    Gold trading main luck ko avoid kerna boht zarori hay. wesay bhi forex main rehtay howay aur trading kertay howay trader ko luck per nahi apni trading skills per aitmad kerna chahey. que kay luck zayada tar kam nahi ati. jab kay hasil kia gia knowledge aur trading practice hi trader kay ander acha trading skill peda kertay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Gold ki market ka agar proper tajzia na kia jaye to gold ki market ka samjna asaan nahi hota traders ko luck key base par gold ki market se kabi be profit hasil nahi ho sakta hay es ley gold ki market me trading key ley traders ko luck aur guess ko avoid karna ho ga, traders ko market ka tajzia proper tareeqy se hi karna us ko profit de sakta hay.
                      Jo new traders Forex trading Mein Aate Hain unko chahi keva Forex trading game market Mein tab tak real investment na Karen indicator crane jab tak gonogo trading ki Kafi Jyada knowledge or experience Na Ho Jaaye Kyunki agar aap rail investment ke sath Thode and knowledge or experience ke sath trading Karenge to aap ko bahut jyada lost bhi ho sakta hai isliye Apne knowledge ko increase Karen real account mein invest Karen
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold trading key ley luck ko avoid karna chaye

                        G bilkul gold trading kay liye luck ko avoid kerna boht zarori hay. is say trader ko khud per yaqeen khatam ho jata hay aur wo har time luck per hi trading kerna shoro ker deta hay aur trading main luch boht kam sath deti hay. is liye tamam trader ko chahyekay wo apnay knowlege say hi trading karen aur koshish karen kay achay analysis say trading karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X