himat kabhi na harin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: himat kabhi na harin

    Friend ap nay sahi kaha hai,Jo trading main fail hota hai wo bohat strong hota hai iski reason ye hai kay loss honay par usko kafi lesson milta hai aur wo apni mistakes ko correct kar kay apny knowledge main izafa kar raha hota hai aur jab next wo trade karta hai to previous mistakes kabi nahi karta is liye failures become a good traders one day just they need to make some effort,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: himat kabhi na harin

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
      Dear traders, Umeed karta hon sb log thek hon.Kisi bhi business main kamyab hony k liye start main mushkalat ka samna karna parta hai.aur wahi log kamyab hoty hain jo kisi bhi hal main sabar ka daman nhi chorty hain. Forex bhi dunya ka sb sy bara business hai.New members ko start main loss a sakta hai q keh start main forex sy related koi knowledge aur experience nhi hota hai.is liye new members ko start main give up nhi karna chahye balkeh Forex ko ziyada sy ziyada learn karna chahye. jaisy jaisy trader ka Forex sy related knowledge aur experience increase hota jata utna ziyada wo forex main kamyab hota jata hai
      Profit and loss Forex trading Cup art Agar traders go trading Karke loss ho jaaye Tu unko Main Nahin Karna chahi aur na hi tension leni chahi Hamesha Apne losser se learn Karen is se aap achche traders band kar denge
      • #18 Collapse

        Re: himat kabhi na harin

        Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi, ap nay bhtu he achi bat ki hai mager meri nazar mien jo sab say common mistake hai wo uyeh hai k hum pahly to es mien aa ker knowledge or experience hasil na kerty hien or jab hum yeh hasil na ker paty hien to dosry num ber per hum log greed kerty hien ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Re: himat kabhi na harin

          Dear koi bhi business ho us me starting me mushklat ka samna kerna perta he lekin jab aapko experience ho jata he to wo mushklat aahista aahista khatam ho jati he or aapko kamyabi milna start ho jati he is liye hamen kabhi bhi himat nahi haarni chahiye bal k dutt ker muqbla kerna chahiye loss ka ta k profit earn kia ja sake.
          • #20 Collapse

            Re: himat kabhi na harin

            g han dear brother main ap se agree karta hun ap ne ache bat ke hae forex main agar kisi bhe member ko kamyab hona hae to wo himat na hare har halat main apna morak down na hone de forex main new members ko shuru main kuch mushkilat ka samna karna parta hae agar wo member us halat main khud ko sanbhal gy to wo kamyab ho gy warna wo forex main kabhe kamyab nhe ho sakte
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: himat kabhi na harin

              Dear main ap ki baat say mutafiq hon, koi bhe new member ha jo trading karta hain us leay una cheay ka sahibwork karna ka leay huma huma acha nhi lagta us uno ko boath muahkilvlagta ha us leay hum aga trading ko seekhna cheya jesa huma kabi bhe trasing bhe mushkil nhi lagte ha us leay huma cheay ka sahi work karna ka leay huma cheay ka acha work karna ho ga,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
              https://t.me/pump_upp

              اب آن لائن

              Working...
              X