himat kabhi na harin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    himat kabhi na harin
    Dear traders, Umeed karta hon sb log thek hon.Kisi bhi business main kamyab hony k liye start main mushkalat ka samna karna parta hai.aur wahi log kamyab hoty hain jo kisi bhi hal main sabar ka daman nhi chorty hain. Forex bhi dunya ka sb sy bara business hai.New members ko start main loss a sakta hai q keh start main forex sy related koi knowledge aur experience nhi hota hai.is liye new members ko start main give up nhi karna chahye balkeh Forex ko ziyada sy ziyada learn karna chahye. jaisy jaisy trader ka Forex sy related knowledge aur experience increase hota jata utna ziyada wo forex main kamyab hota jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: himat kabhi na harin

    G han forex trading men business karna himat aur hosalay ka kam hey jo log forex trading men mehnat se knowledge aur experience hasil nhi kartay aur musalsal loss ki waja se himat haar jatay hen unn ko chahiay k woh demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir pahlay se ziyada mehnat karen aur himat nah haren tu zaroor loss ko profit men badal saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: himat kabhi na harin

      g sir apny bilkul thek kha hy k hmen kisi bhi kam ko shuru kerny k bad himmat nh harni chye isk illawa ager hmen loss ho jata hy to hmen fikr nh kerni chye .kun k karobar men aisa hota rhta hy .isliye hmen apni ki jany wali galtion ko dobara dhorana nj chye.ager ham aapni galtion sy sabq seehken gy to ham lazmi tor per knowledge hasil kren gy aor nya seehken gy.
      • #4 Collapse

        Re: himat kabhi na harin

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne k business main hamein kabhi bhi himmat na haren chahiye ap ko business main loss ho ya profit ap ne himmat nahi harni hai ap ne apne hosle ko increase karna hai business main apne confidence ko maintain rakhen our business main mehnat karte rahen jab tak ap business main success nahi ho jate han
        • #5 Collapse

          Re: himat kabhi na harin

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein kabhi bhi himmat nai harni chy ager hamein loss hota hai tu hamein forex nai chor dena chy balke apni mehnat jari rakhni chy taa keh ham agey bhar sakein nafah our nuqsan tu iss business ka hissa hain iss lay unhein pershan hony ki zaroorat nai .
          • #6 Collapse

            Re: himat kabhi na harin

            forex trading main kamyb hony k liye apki mahnt bohtz arori hai jis se ap ko kamybhi milti hai es liye mahnt karen or forex ko leraning karen leraning k liye apko boht se paltform mil jaty hain jis se ap apni trading sikh skty hain or smjh skty hain es trha hum trading ko bar bar jub smjh kar karengy tu hum aik dinz aror kamyb ho jaengy forex aik boht zaberdast bsuiness hai es main loss hona bhi yakini hai tu kbhi bhi loss se dar kar himat na haren q k apki mahnt he apko kamyb bnati hai
            • #7 Collapse

              Re: himat kabhi na harin

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
              Dear traders, Umeed karta hon sb log thek hon.Kisi bhi business main kamyab hony k liye start main mushkalat ka samna karna parta hai.aur wahi log kamyab hoty hain jo kisi bhi hal main sabar ka daman nhi chorty hain. Forex bhi dunya ka sb sy bara business hai.New members ko start main loss a sakta hai q keh start main forex sy related koi knowledge aur experience nhi hota hai.is liye new members ko start main give up nhi karna chahye balkeh Forex ko ziyada sy ziyada learn karna chahye. jaisy jaisy trader ka Forex sy related knowledge aur experience increase hota jata utna ziyada wo forex main kamyab hota jata hai
              Profit and loss Forex trading ka hissa hai agar trading karte hue dost ho jaaye toh kabhi Himmat na Hare bulke Apne lockers aur mistake se learn Karen ya aap ki acchi trading may help Karenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: himat kabhi na harin

                G bilkul sahi kaha ap ne, forex mein hamen chahiye k himat se or hoslay se Kam len or acha sa knowledge hasil Karen or trading start Karen, Agar loss bhi ho jata hai to pareshan na hun bal k us ko himat or hoslay se pora Karen or jaldbazi bilkul na kren Es k boht nuqsan he
                • #9 Collapse

                  Re: himat kabhi na harin

                  Yes dear frnd ap sai kh rai hain hmen hmesha dill lgaa k serious ho k kam krna chae or himmat kbhi ni harni chae aksar log loss aanay sa trading chor daity hain jo k bilkul glat krty hain hmen apni mistakes sa seekhna chae na k unhen repeat krna chae har kam himmat sa krna chae
                  • #10 Collapse

                    Re: himat kabhi na harin

                    G han dear forex aik aisa business hai kay es mai ager hum himat har jatye hain tu kabhi bhi kamyab ni ho saktaye hain tu hamesha koshesh karain kay kabhi bhi himat na harain aur zayda se zayda mhnet kay sath kam kar kay achi earning karnaye ki kosesh karain kiyu es mai he humara faida ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: himat kabhi na harin

                      jo jo traders forex ki markeet main enter hain wo sab bakhubi jantay hain k is main har 2 trades k baad lose hay agar ham himmat krna jantay hain to hamaray liye forex main kaam krna koi mushkil kaam nai hay laikin us k liye hamaray pass kaam k resorces ka hona bhi bahut lazim hay k ham us kaam ko anjaam tak lay jane k kabil bhi hain ya nai aur agar ham aisi kuch slahiat rakhtay hain to hamaray liye yahan pay himmat bhi ban jayege aur ham achi earning bhi kr sakingay.
                      • #12 Collapse

                        Re: himat kabhi na harin

                        G brother aap nay buhut ache baath ke hay forex trading asa business nahee hay jis may aap ko start say he earning hojaaye is may aap ko start may buhut mushkilaath pesh aa sakhthi hay lekin wo knowledge ke kami our expenses ke kame ke waja say hotha hay lekin in losses say himaath nahee harane chahiay balke is say seekhna chahiay kion asay he aap expert ho sakhthay hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: himat kabhi na harin

                          G han dear ap ney theek baht ke hy himat kabi na harow age hum himat hargey too hum kabe bi kameyab nhi hosaktay isey tarah hum forex par mihnat nhi karhan gey too humen loss be ho sakta hey is leyah humen forex par zada say zada mehnat karney chaeyah too phr hum forex par kameyab ho saktay hen aur achi earning kar saktay hen g han.............
                          • #14 Collapse

                            Re: himat kabhi na harin

                            G han sir humain agr iss main loss hota ha toh humain iss main himaat ko kabi be harna nahi chaiye humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye tab he hum iss main kamiyaab ho sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat krni chaiye tab he humain iss main success mil sagti ha humain iss main zada sy zada mehnaat karni chiayr
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: himat kabhi na harin

                              apki mahnt bohtz arori hai jis se ap ko kamybhi milti hai es liye mahnt karen or forex ko leraning karen leraning k liye apko boht se paltform mil jaty hain jis se ap apni trading sikh skty hain or smjh skty hain es trha hum trading ko bar bar jub smjh kar karengy tu hum aik dinz aror kamyb ho jaengy forex aik boht zaberdast bsuiness hai es main loss hona bhi yakini hai tu kbhi bhi loss se dar kar himat na haren q k apki mahnt he apko kamyb bnati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X