indicators ko ignore karna be durust nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ko ignore karna be durust nahi
    forex mai hamy indicators ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey hamy inhy kabe be ignore nahi karna chahey hamy indicators ko market mai enter hony ky liye use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha or unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

    Dear hume is business main sab se phaly analysis ko fallow krna chaiye ur is k bad analysis ko hume daily is maim zada se zada kam lrna chaiye analysis hume market ki soretehal k bhre main btate hein hume is main sab se zada menat krni chaiye ye important hai hamre liye
    • #3 Collapse

      Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

      indicators forex trading me bht ihm role paly karty hai . ham technical anaylysis indicatir ki madad say he karty hai hameen indicators par trust karna chaiey han jab koi high impact news hu tu hu sakta hai kay indicators bhi sahi prediction nhi kar sakrt warna indicators ki prediction kafi
      • #4 Collapse

        Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

        forex ke karobar mein indicators ko be ignore karna trading ke karobar mein loss kerny jke barbar he forex aik dusry se trading karny ka moka deta he jis se traders ko best time lagany ka experience share karny ka moka milta he forex aik international karobar he jis mein achy broker ke pehchan ho jati he jis hum apna kam karny mein asani mehsos karty hein
        • #5 Collapse

          Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

          Dosto forex per kameyabi k liye indicator be bohat madad dyty hain in indicator ki help sy ap 90 persent kameyab hosakty hain ya indicator ap ko market k bare may information dyty hain is sy hum ko up to date market information milty hai aur kameyabi k chance ziyada hojy hain insan apne takneq sy kameyabi hasil karsakta hai
          • #6 Collapse

            Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

            forex aik international business hain is main indicator ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is ko follow kar ky market main amount invest karni chahye pher hi ham successful ho sakty hain ham is 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai students or house wife ky liye aik bohat hi achi hain is main hamara koi be teacher nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

              Friends forex trading aik boht he munafa kamana waly or aik international business Hy is main hum market main sub chezo k rate indicaters py daikty Hain k kis trf ja rhy Hain or phir hum trade krty Hain
              • #8 Collapse

                Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

                agar hum loss jan boj karna chatey hain to hamy inicators ko ignroe karna hota hain hamy los he loss ho ga agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy indicatiors ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex kabe be katem na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
                  forex mai hamy indicators ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey hamy inhy kabe be ignore nahi karna chahey hamy indicators ko market mai enter hony ky liye use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha or unique business hain
                  Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham indicators ko ignore kar denge To Hamen Forex trading business mein jyada jaldi profit Hasil Nahin Ho sakega agar aap indicator ki madad se Trend ke bare mein maloomat Hasil kar lete hain tu Kafi acchi baat hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ko ignore karna be durust nahi

                    g han ap ne sehi baat ki hai k hamian forex main indecators ko ignor nhi karna chahye ye hamian bhot zyada faida dete hai hamain in ko follow karna chahye tab ham forex main kamyab ho sakte hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X