Trading and physical fitness

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading and physical fitness
    Trade k sath sath hemin apni physical fatness pe bhi tawaju deni chahye har tome trade karna aue day nigh apna mind trade mein rakhna sehat k lye nuqsaandeh sabit ho sakti hy eslye trading k sath sath apni fatness ka bhi khyal rakhna chahye aur daily exercise aur sports ka bhi ahtmam zarori hy trading k lye ake makhsos time hi rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading and physical fitness

    Forex trading men koi physical effort nhi hota iss liay physical fitness ki zaroorat nhi hoti iss business men sirf mind aur hands ki working hoti hey online business honay ki waja se ghar men beth kar ya late kar bhi kar saktay hen aur yeh physical unfit logon k liay bhi achi opportunity hey
    • #3 Collapse

      Re: Trading and physical fitness

      G dear bro you are right, ap ne aik achi bat ki taraf tawajoo dilai hai, trading aik mushkil Kam hai es liye es mein har waqt soch mein rehna parta hai Jis se apki physical fitness boht ziada mutasir hoti hai es liye sab se pehle ap apni sehat pe tawajoo dain or usk sath trading Karen kiun k jab tak apki sehat achi nahi ho g tab tak ap sahi Kam nahi Kar Saktay
      • #4 Collapse

        Re: Trading and physical fitness

        اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlainchk پيغام ديکھيے
        Trade k sath sath hemin apni physical fatness pe bhi tawaju deni chahye har tome trade karna aue day nigh apna mind trade mein rakhna sehat k lye nuqsaandeh sabit ho sakti hy eslye trading k sath sath apni fatness ka bhi khyal rakhna chahye aur daily exercise aur sports ka bhi ahtmam zarori hy trading k lye ake makhsos time hi rakhen
        Yeh Baat To aapki bilkul theek tha traders Forex trading Mein kaam karne ke liye bus ek jagah par baithe Rehte Hain Kisne credit ki kuch khas physical activities Nahin Hoti jisse traders please fitness Par Asar padta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading and physical fitness

          G dear trading mai ager humain kamyab hona hai tu humain chaye kay hum mantly aur physicaly strong hun kiyu kay ager hum aisa ni hotaye hain tu hum se trading achaye tareeqaye se ni ho saktaye hai aur hum aksar nakam ho jataye hain tu kosesh kiya karain kay focus dain apni helth pay
          • #6 Collapse

            Re: Trading and physical fitness

            Jee dosto mere khiyaal main forex ik international business hub hay oar es main kamyaabi kay liay kafi mehnat ki zaroorat hay ,es liay members ko physically fit hona bahot zaroori hay ,ham jitna ziyaada physically fit hun gy otni Ziyaada mehnat kar sakty hain ,lehaaza physically fittness bahot zaroori hay
            • #7 Collapse

              Re: Trading and physical fitness

              G Han friends forex trading men Ap ko trading men physical fitness ki Koi zarort ni hoti Yeh kon sa mushkil work hai trading Araam se kisi bi jaga pr ki ja sakti hai is mere khyal se forex trading men Ap ko physical fitness ki Koi zarort ni hoti
              • #8 Collapse

                Re: Trading and physical fitness

                dear is main hume apni health ki be career krni chaiye agr hum sahi thra fit nai ho gy tu hum is main acha kam nai kr sakte hein is main hume mind ki sab se zada zahrorat hoti ha ur trading mind se hi hoti ha is liye fitness zahrori ha is main success lene k liye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading and physical fitness

                  Jitendra tha Hum Log isliye market ko samajh Jayenge Hamara running karne ke chances Yahan Par increase ho jayenge Mari skills bhi yahan par bahut hai isliye time ke sath main jo Jayegi aur Market Mein Nazar Rakhna Hamare liye bahut jyada important ban jata hai market Mein stop loss ke Lawa hum kuch bhi nahin kar sakte hain stop loss Lagana hamari ek Majboori ban jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading and physical fitness

                    ap ne aik achi bat ki taraf tawajoo dilai hai, trading aik mushkil Kam hai es liye es mein har waqt soch mein rehna parta hai Jis se apki physical fitness boht ziada mutasir hoti hai es liye sab se pehle ap apni sehat pe tawajoo dain or usk sath trading Karen kiun k jab tak apki sehat achi nahi ho g tab tak ap sahi Kam nahi Kar Saktay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading and physical fitness

                      g han bhai yah bat ap ny boht achi ki hai q k ajkal log forex k liye apni sehat ka bhi kyal nahi rakh rahy hain qk wo pahly tu forex main akm nahi karty hain or jub karty hain tu sari sari rat bet h kar karny lag jaty hain o r jin ko lalach parh jta hai wo bhi boht kam karny lag jaty hain jin se wo khud bemar bhi parh jaty hain es liye kbhi bhia yse kam na karen jis se apki sehat khrab ho or ap apni trading main fail ho jay limited way main rahty howe kam karen or apni sehat ka bhi khyal rakhen
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading and physical fitness

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein apna sara waqt bhi trading main nai lagana chy balke kaam kay liy aik time table bnana chy jis kay mutabiq banda sakoon say kaam ker sakty ager ham sara din forex pe bethy gay tu hamari sehat per bura asar par sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading and physical fitness

                          g han dear main ap se agree karta hun ap ne ache bat share ke hae lagatar forex p bethe rehne se hamare fitness mutasir ho sakte hae to hamen time table banana cahiye or use ke mutabiq subah or dophair main forex ko time dena cahiye q k agar hum forex main sham ko kam karte hain to hamare eye sight mutasir ho sakte hae or har waqt forex ke bare main soch soch kar hum zehne dabao ka shikar ho jate hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X