Hamesha sabar say kaam lai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha sabar say kaam lai
    Dear dosto assalamualaikum
    Ham Mai say aksar log trade laganai Mai jald bazi say kaam laitay Hain Jo ke belkul ghalat bat hai hamesha market ko aram say analyse Kar Kai aur jaha hamari entry bante hai price waha Tak anay ka wait Kar Kai trade lagana chaye Matlab hamai sabar say kaam karna chaye jald bazi nahe karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha sabar say kaam lai

    dear friend forex mn kamyabi k liay sabr sa kam krna bahot zroori ha aksr traders profit k chakr mn trade lganay mn jald bazi krtay hn jis sa hmesha nuksan he hota ha lekin achha trader market ki movement ko read krta ha aur jb market ki smjh na aa rhi ho to sabr sa kam leta ha aur achhay waqt ka wait krta ha
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha sabar say kaam lai

      Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh sabar sy kam liya jaye.jo log sabar sy kam lety hain wo forex main zarur kamyab hoty hain.aur jo log forex main jaldi karty hain ya greed sy kam lety hain wo forex main nakaam ho jaty hain q keh wo perfect trade ka wait nhi karty hain aur ziyada sy ziyada earn karny k chakar main market k darmiyan sy trade open kar lety hain jis ki wja sy un ko loss hota hai ya account wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha sabar say kaam lai

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne k business main hamein sabar k sath kam lena chahiye our jald bazi bilkul nahi karni chahiye kyon k jald bazi business main insaan ko loss hi deti hai our sabar insaan ko business main kamyab kar deta hai is liye chahiye ap ko loss ho ya profit business main sabar bahut zarori hai
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha sabar say kaam lai

          Dear apki bat thek hai k ham ko is mein sabar se kam karna chaiye aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare qk mehnat mein i azmat hain aur ham ko is mein sabar se kam karna chaiye is mein ham ko jaldi nahi karna chaiye uar is mein mehant karna hoga aur nham ko is mein kamybi asani se nahi milta hain ham ko is mein kamybi hasil kar ne kliy is mein mehnat karna chaiye aur mehnat mein hi barkat hain aur ham is mein sirf mehnat ki waja se ham kamyb ho te hain aur ye aik aesa business hai jo hamare mehnat par hi depend hote hain jo mehnat kar ta hain wo kayb hota hain uar jo mehnat nahi kar ta hain wo is mein kamy b nahi ho sakta hain.
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha sabar say kaam lai

            G bilkul humain iss main humesha sabar sy kam lana chaiye tab he hum iss main kamiyaab hain humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye tab he hum iss main success hasil akr sagta hain humainn iss main humesha sabar sy kam lana chaiye agr hum iss main kamiyaabi chatye hain toh humain sabar sy kam laa kar iss main hum success ko hasil kar sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha sabar say kaam lai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              Dear dosto assalamualaikum
              Ham Mai say aksar log trade laganai Mai jald bazi say kaam laitay Hain Jo ke belkul ghalat bat hai hamesha market ko aram say analyse Kar Kai aur jaha hamari entry bante hai price waha Tak anay ka wait Kar Kai trade lagana chaye Matlab hamai sabar say kaam karna chaye jald bazi nahe karni chaye.
              Assalamu Alaikum Forex trading business mein agar aap fully Tor par patients se kaam nahi karte to aap kamyabi Hasil nahin kar sakte Forex trading Jaise critical Business mein patience ki bahut jyada importance hai
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha sabar say kaam lai

                G han trading mein sabar bhot zarori hy ap jab bhi trade lagaty hen to usy tahamal k sath continued rakhyn jald bazi mei aksar nuqsaan ho jata hy jab profit mily to bhi next trade opan karny mein jaldi na karen wait karen market ki sahee direction mein any ka kyun k ap sahee trade lagaen gy to hi apki trade profit mein jae gi
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha sabar say kaam lai

                  Planning ke sath sath ke business ke sath sath Hum Log Apne daily basis ke business ko bhi increase kar sakte hain daily planning bhi generate kar sakte hain information ko part time bhi generate kar sakte hain Itna achha hamara kaam Hoga Itni achi Hamari management aur Hamare Yahan Par planning hogi uske sath Jyada earning Tu Kar Na Hoti Hai Lekin kiske saath saath Mein Apne aur manage Rakhna Jaruri Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha sabar say kaam lai

                    G Han bilkul sahi kaha ap ne main apki bat se agree karta hun, forex trading mein nafa or nuqsan dono ho saktay hain esi liye agar loss ho jata he to tension na len or jaldi mein koi ghalti na Karen bal k sabar se Kam len kiun k sabar ka phal meetha hota hai or sabar se apko kamyabi ho sakti hai Agar ap jaldbazi Karen gay or jaldi mein koi trade lagayen gay to loss mumkin hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha sabar say kaam lai

                      G han sir hum agr trading main kamiyaabi chatye hain toh humain iss main sabar sy kam lana ho ga tab he hum iss main success hasil kar sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye thky humain iss main success ahsil kar sagta hain humain iss main sabar sy kam karna chaiye tab he hum iss main koi acha decision laa sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat akrni chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha sabar say kaam lai

                        G hain bhai jan humko is mein sabar se kam karnba chahye agar hum forex mein sabar se kam karna chahye aur humko forex mein zada mehnat se kam karna chahye aur sabar se kam karna chahye agar hum sabar se kam karte hain to pher ja kar hum is mein earning kar skate hgain jo log sabar se kam karte hain to pher ja kar wo is mein earning kar skate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamesha sabar say kaam lai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                          Dear dosto assalamualaikum
                          Ham Mai say aksar log trade laganai Mai jald bazi say kaam laitay Hain Jo ke belkul ghalat bat hai hamesha market ko aram say analyse Kar Kai aur jaha hamari entry bante hai price waha Tak anay ka wait Kar Kai trade lagana chaye Matlab hamai sabar say kaam karna chaye jald bazi nahe karni chaye.
                          Trading karte hue Hamesha Sabar se kaam lena aur Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen Jab aap trading karte hue jaldbazi Karte Hain To aapke decision mostly time long hi hote hain aur Aisi trading Karke aap phone launch ke jaan se jyada ho Jate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamesha sabar say kaam lai

                            Forex ak critical job ha agar ko sahee yareeqy sa samj k na keya jaye toes sa faida lena buhut hi mushkil forex trading ma humain aksar kafi din wait bi karna pharta ha kisi achy sa point sa entry dalny ka agar hum sabar nahi kar sakty to per forex ma tradin k douran humain loss hi hoga thanka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamesha sabar say kaam lai

                              G han dear humain chaye kay hum jub bhi trade lagain ager wo lose mai ho tu humain sabar se kam laina chaye aur ager profit mai ho tu bhi aisa karna chaye kiyu kay wo khaitaye hain na kay sabar ka phal meetha hota hai tu humain kamyabi sabar se he milaye gaye waisaye tu namumqin ho jata hai kiyu kay ager sabar na ho tu kam ni chalta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X