lalach+jaldbaazi+risk=loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach+jaldbaazi+risk=loss
    Kiya ap is se agree hain give your opinion plzzz
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

    Forex trading Ek Aisa business hai jis mein agar aap lalaj Karti Hain yaris lete hain to Aapka loss ho jata hai iske liye Hame Apne emotions ko control karna chahie Agar Hum Apni motions control karen to Hamein bahut acchi earning Hasil ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

      lalaach jb hama kry gy to hama bhot zeada hama nakama hongy ya sab sy bri wjaa ahy hamari loss krny ki kbhi bhi hamaya lalach naia krna hy jo bji ho jaye ham ko is my lalacach kbhi bhi naia krna hy hanya is my mhnat krni hy lalach na kry mhnata kry our sabi sahhi kam kry apna ham to hamaya bhot zeada faida ho sgta hay is kam sy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

        Bilkul 100 percent aap ke baath say agree Hoon ke yahe theeno cheezay hamay loss karwathe hay kionka jab be hum loss karthay hay tho jazbaath may aakar ziada lot size rakh Kar trading karthay hay jab ke hamay os pair ka experiance be nahee hotha jis par hum trading Kar rahay hothay our yahee cheez ziada nuqsaan ka sabab ban jathe hay.
        • #5 Collapse

          Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

          G han sir humain inn chezo sy side laa kar trade karni chaiye woh be apna knowledge or mehnaat pr tab he hum iss main success hasil kar sagta hain humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat akrye thky hum iss main acha knowledge bana sakiye or hum iss main kmaiyaabi hasil kar sakiye humain iss main apna emotionals pr control rakna chaiye tab he hum iss main success hasil kar sagta hain
          • #6 Collapse

            Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

            As-Salaam-Alaikum dosto meet karte hain kya aap sab khairiyat se honge doston is bhai ne bilkul bahut acchi baat ki hai ki agar aap Forex mein jaldbazi karenge to aap loss ki taraf chale jayenge aur agar aap Forex mein laalach karenge tu bhi aap loss ki taraf se chale jayenge
            • #7 Collapse

              Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

              Dear friend business main kamyabi hasil karne k liye kabhi bhi lalach mat karen our business main lalach kar k ap jald baazi kar dete han jis ki wajah se hamein business main loss hota hai is liye hamein business ko aram sakoon our fresh mind k sath chalana hai jis main ap kamyab ho sakte han
              • #8 Collapse

                Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                Dear apki bat thek hai k ham ko is mein lalch jald bazi aur risk ham ko is mein loss deta hai ham ko is min riks nahi leana chaiue agar wo apna account wash kar wate hain uar ham ko is mein allchi insan nahi banna chaiye is mein ham ko kam profit ho to hi ham ko is mein tarde close karna chaiye aur ham ko chaioye k ham is mein bilkul bhi lalch nahi kare qk lalch buri bala hai ham ko is mein lalch se dor rahna chaiye is mein lalchi insan kabhi is mein kamyb nahi ho sakte hain qk lalchi lalch kar ta hain aur loss pan kamal dekhta hain is mein liy ham ko is mein lalcaor ham ko is mein lalch nahi karna chaiye jo is mein lalch kar te hain hi ghalti se bahi nahi karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb hjo sakte hain aur is mei profit hasil kar sakte hain is mein ham ko kabhi rsik aur lalch nahi karna chaieye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                  Dear member aapne bilkul right Kaha Garam jaldbazi Mein Aakar trading Karenge Tui se Hamein loss ho sakta hai isliye hamein chahiye ki hum Jab Bhi trade Karen wait kar ke aur best entry point Ka Intezaar Karke free trade Karen is Se Hum accha profit hasa kar Payenge aur Hamein loss bhi nahin hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                    dear average ka formulla to ap nay bahut acha nikala hay asal main hota bhi aisay he hay k sab say pehlay markeet k baray main ham laalch say kaam laitay hain us k baad ham bahut jaldi say sab kuch hasil krnay main lag jatay hain phhir usi jaldi say hamko kuch na kuch risk bhi laina parta hay in sab ko milnay say akhir hamko lose milta hay jo jis say ham markeet k baray main har ik umeed ko bhi kho daitay hain hamko in sab ko baatonko apnay mined main nrakhtay huvay kaam krna chaye aisay main he ham achi earning bhi kr saktay hain aur achay traders bhi bans aktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                      Investment Aane Wale Desh Mein aap ko Kafi Jyada aapke account ko strong Banegi aap ki system co-management ko bahut accha Kar Degi aapko chahiye kabhi bhi aapko backside ki taraf nahi dekhna chahiye aur accha kaam karke earning Karni chahiye properly Main To aapko Hamesha Yahi suggest Karunga ki Jab Bhi Aap Yahan Par investment Karte Hain Koi entry Lagate Hain To aap ko sabse pahle Yahan Par Jo Ek sabse Jyada important kaam karna hota hai woh Yahan Par stop-loss Lagana Hota
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                        Bhai jan humko is mein lalch nahi karna chahye aur humko is mein lalch karte hain to pher ja kar hum is mein earning kaer skate hain aur forex mein pher ja kar hum earning kar skate hain jaldbazi nahi karna chahye agar hum trade karne mein jaldbazi karte hain to pher ja kar humko loss ka samna karna parta hian
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                          G Han sahi bat hai boht zabardast scatch banaya ap ne, k lalch+jaldbazi+risk=loss bilkul drust hai yeh, Lalach apk liye nuqsan deh hai kiun k lalch buri Bala he or Hamen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen, usk bad jaldbazi bhi khatrnaak hai jaldbazi mein ap loss Kar detay hain or sabar nahi kartay, or phir jab ap risk le letay hain or had se ziada ke letay hain to phir automatically nuqsan ka khatra hota he
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                            G han sir humain chaiye k hum agr trading main kamiyaab hona chatye hain toh humain iss main apna emotionals pr control rakna chaiye tba he hum iss main successs hasil akr sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat karni cahiye tab he hum iss main glow kar sagta hain humain iss main jaldbzi kabi be nahi karni chaiye agr iss main kamiyaabi chatey ahin toh
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach+jaldbaazi+risk=loss

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                              Kiya ap is se agree hain give your opinion plzzz
                              Laalach aur jaldbazi Forex trading Mein kaam karne ke liye bahut jyada dangerous hote hain aur usse traders ko sirf loss hota hai trading karne ke liye traders ko risk Lena Hi padta hai uske trading Nahi Ki Ja sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X