Currency Setting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency Setting
    Mene apnay account par US Cent currency set ki hay. To kaya main Gold main trading kar sakta hoon k nahi....??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    main is baary main kuch nahi keh sakti kiyun k main ny kabhi currency py kuch set nahi kia hai is liye main is baary main kuch nahi bata sakti
    • #3 Collapse

      g bhai jaan ap gold kia silver mai kissi mai b trading kar sakte hai ye ap per depend karta hai k apko best currency kis mai chaiye basically ap jis per b trading karna chahu per apko paise just usd dollar mai he apko mela kare gay
      • #4 Collapse

        I think pair or a commodity that is very dangerous for traders who have little capital is Gold because a very large price movements every day requires a trader who wants to trade should have a great balance in order to survive.
        • #5 Collapse

          dear aghar ap ne usdcent select ki hai to is ka maltab ap ka account cent mai hai or ap bilkul trading kar sakte hai lakin ap ko chahiye tha ke ap usd ka account open karte ap ko profit bi acha hota or kam karne mai maza ata .........
          • #6 Collapse

            dear friend ap jis merzi mcurrency main setting kerayain is say fara nahain perta hai ager usd hai to phir b ap trading ker sktay hain.
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum bhai jan ap ney jo be currency set ki ho ap gold me trading kar saktey hen aur is ka gold ki trading key sath koi taluq nahi hey lakin me ap ko ye btana chahta hoon key gold me trading aik bohat bara risk hota hey.
              • #8 Collapse

                yes my dear is me koi problem nahi hai ap gold per trading ker saktey hain and also ap kisi b currency per b trade ker saktey hain is me koi b masla nahi hai.
                • #9 Collapse

                  i often see the trading contest winners out there if interviewed indicators are in use most one or two only, and even then the standards do not vary, learned only one indicator alone and faithful to our trading systems, learn warts and then perfected think that's the key traders were successful times
                  • #10 Collapse

                    aap nay usdcwnt select kiya hai to iss ka matlab aap ka account cent main hai or apabilkul trading kar sakty hailekin aap ko chahiye tah kay apa usd ka acount open karty aap ko profit bhiacha hota or kam karne mein maza ata hai.
                    • #11 Collapse

                      Sure of course my dear brother.Forex trading business mein humain hardworking say work kerna chahye.Forex trading business meain hardworking kerna bhot important hai.ager hum hardworking nahi karenge to success bhi nahi mile gi.
                      • #12 Collapse

                        my dea rmene abhi tak cent account k sath trading nahi but ap gold k sath trade open kr k dekh lo ap ko patta chal jaye ga k cent accpount pe gold trading hoti hai ya nahi but agar ap ka account balance km hai to gold k sath trade na kro
                        • #13 Collapse

                          Currency ki Setting to es waja se hoti hay k app deposit or withdraw kes currency me karna chahty ho trading to app har pair me kar sakty ho
                          • #14 Collapse

                            my dear jis kam ki ap ko samj aa jay or jis kaom may ap trust karty ho k yei ek on linae good pair hai ap us ko join kar sakty ho.but ksi kam ko krny say paly trust bohat muskial hai but forex py trust keya ja sakta hai or es sy best pair koi nai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bilkul bhai jaan hum apne acount mai usd he currency setting ki hai tw mai jis pairs per b chahu trading kar sakta hu lekin mje profit and loss usd currencies ma he hasil hoga issi waja say loag ziyada tar gold per trading kar rahe ha kiu k gold per unhe acha khasa profit hasil hota hai uski main waja yahe hoti hai k gold ki markets bhot fast hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X