G han aap 10$ assani say kama sakty ho lekan zarori nai k daily aap 10$ earn kar sako, ye aap ki strategy par depend karta hae. Mera kheyal hae ki aap daily ki bejay weelky target rakho q k daily target pora kar mushkal ho jata hae baz dafa market aap ki marzi ki position par punchany main time lagta hae. Aur kabi kabi Forex trading main wait karna boht zaori ho jata hae.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим