Humay chahiye keh agar hum nay trades lgai hoi hay aur weekend aa raha hay to humay chahiye keh market kay halat ko daikhty huway friday ko humay apni trades ko ya to close kar dena chahiye ya to humay enko safe kar dena chahiye kyun keh market main aisa bhi ho jata hay keh gap bhi mumkin hota hay aur us gap kay chakar main hum nuqsan na utha lain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим