New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty
    Esy traders jen ka trading experience aur Forex se related knowledge kam ho ga esy traders kabi be big capital ko manage karny me kamyab nahi ho saky, loss ki recovery aur good trading ki techniques key ley learning aur news ko understand karna bahot hi important hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai new traders kay pas planning kernay ki salahiat nahin hoti jis ki wajah sae woh bara capital bhi handle nahin ker saktay aur kuch hi dinoun mein loss ker kay account wash kerwa letay hain
    • #3 Collapse

      Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me new trader big capital ko is lye asani sy handle nhe kar sakty han qk wo trading karty hoy lot size ka use zeyada karty han jis ki waja sy un ko jab loss hota hai to account wash ho jata hai 2nd aesi sort e hal me wo stop loss bhi use nhe karty han to account ka wash hona to banta he hai
      • #4 Collapse

        Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

        G bilkul new traders ache se account ko manage nahi Kar pate aur loss Kar dete Hain is ki waja un ke pas knowledge aur experience ka na hona hai agar trader ke pas market knowledge nahi hai to us ke liye market mein stand karna buhat hi mushkil kaam hai kyon ke wo emotions ko bhi control nahi Kar payen ga aur loss Kar Jaye ga is liye pehle achi c practice karain aur learn karain then real trading karain
        • #5 Collapse

          Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

          Sahee kaha aap nay baai forex trading may new members to buhut ihthiath say trading karne chahiay our osay apna ziada that focus apnay trading experience par Dena chahiay our trading may jaldh baazi bilkul nahee karne chahiay kionka ye buhut complecated market hay jis par buhut mushkil say oboor hasil hotha hay.
          • #6 Collapse

            Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

            Yeh bhi sach hai new traders k pas itna experience nahi hota is liye woh koi na koi aisi mistake zaror kr dety hein jis se unka big capital bhi loss ki nazar ho jata hai is liye tu forex trading ko risky business kehty hein agr acha experience ho tu woh trader situation ko handle kr leta hai.
            • #7 Collapse

              Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Esy traders jen ka trading experience aur Forex se related knowledge kam ho ga esy traders kabi be big capital ko manage karny me kamyab nahi ho saky, loss ki recovery aur good trading ki techniques key ley learning aur news ko understand karna bahot hi important hota hay.
              Capital ko manage karna bahut hi difficult kaam hota hai bahut Sare achche traders bhi capital ko manage nahin kar sakte capital ko manage karna address se liye Kafi difficult kaam Hota Hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                Dear big capital ko mangrr karnaa itnaa asann ni haii khass toar new trader tuo bilkul big capital ko.manger ni kar sktaa new trad ko chiyee apna captil k syy kam rahyy markeet main new trader syy boht sari mistkss hotii rahi hai dehaann syy sochs smjhh kar chlnaa chiyeee ...
                • #9 Collapse

                  Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                  Friend ap nay sahi kaha hai,Trading uske liye difficult hai jiske pas knowledge and experience nai hota hai aur usy boht tension aur depression hota hai ke main kaise profit hasil karon ga kahin loss na ho jaye isliye hamain chahiye ke hum khud par confidence rakhen aur hardworking karen aur forex se faida uthayen ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                    TR member aapne bilkul right kaha hai jo bhi new member Pakistan Forex konjoin karta hai aur use achha profit Mil Jata Hai To Hua Use Sambhal nahi pata Kyonki uske paas knowledge or experience se kam se kam Hota Hai aur woh Apna profit Kiya Hua trade loss Mein kar deta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                      Aap Ki Baat bilkul sahi hai new traders Shuru Nahin big capital ke sath read karna chahte hain lekin experience na hone ki vajah se a lack of knowledge ki vajah se Woh Apna Tamam capital 10 kar dete Hain Asha traders ko pahle a demo kaun se achi Tarah Se practice karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                        g han ap sahi kah rhy ha forex par new trader ko aksar boht zada problem hoti ha sab kuch manage karna mgr un logo ko chayia ka wo llg mehnat karya aur forex par new trader ko big capital ko manage karna ma problem hoti ha is liya un logo ko chayai ka wo log sMALL capitalk ka sath hi trading karya aur demo accoun t par zada sa zada pratice karya
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                          Yes as mien her bar new trader ko greed nahi karna hota h aur as mien apne accunt ko bacha kar as mien kam karna hota h aur traders forex mien lalach as lyee kerte hien k wo as mien kuch na kuch kama len magar as mien ham kuch na kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar dakh ker as mien kaam kerna hota h agar ham galat waqt per trade kerte hien tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien aik ala trader ban ker ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jo b as mien lalach kerte hien un mien sy aksar as mien sirf apna nuqsan kerte hien aur nuqsan k sewa wo kuch b nahi kerte hien as lyee agar thora profit b hota h tu ham ko qabol ker lena hota h aur kamaee kerna hota h.
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                            Keya Seth proper earning kar sakte hain guideline Le sakte hain Agar strong Vishwas hoga to Hamein Yahan Par strong profit to generate Hoga otherwise Yeh Shaher Mein Kuch Bhi Nahin Milega aur Hamare Haath Mein Kuch Bhi Nahin aayega aap logo ko chahiye kya Forex Main Agar kisi ke Sankar aapne participate Karna Hai 22 aapko chahi Yahan Par Kisi Ki Sab Ka grahan kal ka information Koi Yahan Par share na Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders big capital ko asani se manage nahi kar sakty

                              Asslamoalekum mere aziz dosto me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke new traders big captial ko manage nahe kar pate ku ke unhe apna kam karna he nahe ata or loss pe loss karwate rehte hen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X