Trading mein hedging kaisay ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein hedging kaisay ki jaye
    Forex trading mein agar kisi ko profit nahin ho raha hai tou woh forex market mein hedging ker kay profit hasil ker sakta hai lakin hedging kernay kay lye aik sae zayada trade kabhi open na kerain aur thoray thoray profit mein trade close kertay rahain lakin khayal rahay kay 5 minute sae pahele koi trade close nahin kerni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

    hadging sy zeada bhter hy k ham wasy kam kry our ayk bi bar ham sahi trade ly us my hadging my faida naia ahota ahy ya hamaya naia krni chiya is sy bhot zeada hamaya tention hoti hy hamaya ya naia krna chiya hamya is ka nuksan ho jata ahy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

      Meray khayal se hedging bohat mushkil aur tention wala system hai is k liay bohat ziada experience ki zaroorat hai wesay bhi hedging sird sun nay main bohat zabardast method hai otherwise meray khayal ae hedging time Aya karnay wala syastem hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading business me jahan tak me janta ho hedging kary sy account bhi block ho jata hai jis time pe ham with drawa kay kye apply karty han so hamen aesy treaqy sy hamesha door he rahna chhaye jis me hamry account kay been hiny ka khatra ho
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

          Agr hedging ka option use krna h to mery khayal sy CL sb sy best pair h q k currency pr lot size increase krain gy to kuch profit ho ga jb k oil continue move m rehta h to lazmi 8-10 pip top ya bottom sy opposite move krta h to us point pr profit lia ja skta h.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

            Asslam o alikam freinds hedgein be eil honor hota ha hume is main jab lose ho rha hota ha tu phr hume hedgein krni parti ha lekin kam lose pu hedgein nai krni chaiye agr zada lose ho rha ho hamra account bachey k chances kam ho tu phr hume hedgein krni chaiye hedge be knowledge hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

              Bhai jan ap to itne seniors members ho k bhi ye poch rahe hain k hedging kese hoti hain ye to wohi bat hain ap is mein apne sirf aur sirf threads ki place banna rahe hain aur aisi threads kare jis se humko knowledge mein izafa ho sake aur humko is mein fazool threads na kare meherbani kar k ap to itne seniors hain ap to isa na kare
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

                dear aapki baat thek hain par mujhy ziyda hedging ka nhe pata hain par man itna kaho gi k thora thora profit b milta hain tu bas accpcet kar lena chahiye merket ki move ka kuhc pata nhe hota hain merekt kabi b kahi b move ho skti hain dear merekt main thora thora profit le kar cashotu karna b thek hain is say ye hota hain k weekly apne terget ko easy pura kar skte hain or forex trading main b kuch ziyda learn kar skte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

                  ji haan aur aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum bahut jyada trade open karte hain aur Hamein bahut bada nuksan ho jata hai jo hum hygiene karte hain isiliye Hamein hygiene bilkul bhi nahin Karni chahiye Agar Hum hygiene Karenge to hamare account ko bahut bada Katra ho sakta hai aur Hamara account bhi band ho sakta hai hygiene Pakistan Forex ke rules ke khilaf hai thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

                    Dear brother aap ke baath sahee hay ke hedging say aap profit Kar sakhthay hay lekin os may be aap ko expert in chahiay kion agar aap ko hedging ka experiance nahee hoga tho aap per is may jaldh baazi ka muzahira karthay hay our wahe loss ka sabab bantha hay our ye prectically maray saath ise maheenay may hua hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein hedging kaisay ki jaye

                      ji haan Sara aapne bilkul theek kaha haihadging sy zeada bhter hy k ham wasy kam kry our ayk bi bar ham sahi trade ly us my hadging my faida naia ahota ahy ya hamaya naia krni chiya is sy bhot zeada hamaya tention hoti hy hamaya ya naia krna chiya hamya is ka nuksan ho jata ahy
                      Quick reply to this message Reply With Quote Multi-Quote This Message

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X