Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han
    Dear all members jaisa k hum jante han business main loss our profit ane jane ki cheez hai ye business main hota rehta hai kabhi kabhi hum business ko serious nahi lete han our us main interest bhi nahi lete jis ki wajah se hum business main fail ho jate han jis se hamein loss hota hai our is loss ki wajah se hamare ander ahsaas paida ho jata hai jis main hum business ko bahut ziyada serious lete han our is main apna intetrest pada karte han our hum mehnat our lagan se is business main kamyab ho jate han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal sy forex trading business me hamen loss ho ya profit dono sorton me hamen experience he hota hai agr hamen profit hota hai us me hamen earning ka faida hota hai or agr hamen loss hota hai to us me hamen ye pata chal jata hai kah yahan sy ya ye mistake karny sy hamen loss hota hai to ham dobara isko nhe karen gay
    • #3 Collapse

      Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

      G dear ap n bikul seah Kha h bussiness m kabi kabi hm loss ki as kamyab ho jaty h is it hmy far kr trdng ni krni chyee q k forex aik technical business zoror h Likn hmy is m mehnt kr k kamyab ho sktay ho
      • #4 Collapse

        Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

        Yes brother Ap ke bat kafi ahd tk theak a busseness m loss aur profit hota rehta a aur kbi kbi loss Humy ehsa lesson dy jata a to humy ehsas o jata a k trading m puri study k sath jana chiey agr hum apny loss ko postive ly aur next time k liey carefull rhy.
        Insan galteoo se mar ni khata galteoo ko repeat Karny se loss m jata a
        • #5 Collapse

          Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

          Forex mn jo trader apny loss sy seekhta nj h, wo kamyab bi ni hota q k start mn to sb ko hi loss hota h jis sy kuch log learn krty hn aur apni mistakes ko clear kr k agli bar achi trade open krty hn. Lakin jo log bar bar loss krty hn, wo ek hi stage pr ruky rehty hn. Es ly loss hona koi issue ni, lakin bar bar loss hona fikr wi bat h. Eska matlb yahi h k trader market ko samjh ni rha jo k forex mn zaruri h
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

            dear hum ko pta hona chaiye e business hamre liye sab se acha ha is main do hi kam hote hein ya tu hume profit hota ha ya phr lose lose se hum bach be sakte hein os k liye hume dori se menat krni parti ha hume is main knowledge lena parta ha market ka market ka knowledge hoga tu success lene main asani ho gy
            • #7 Collapse

              Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

              Ji haan aisa hi hai Business mein kabhi-kabhi loss ki vajah se bhi fayda ho jata hai job market Mein Hum kaam karte hain interest nahi lete a to Hamein loss ho jata hai FIR Hamare andar Vishwas Paida Hota Hai Ki a Kyon Na mehnat ki jaye aur Forex a profit nikala Jaye aur FIR mehnat Karke a Forex Mein Aage badhte Hain....
              • #8 Collapse

                Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                G han dear ap ny bilkul thk kaha hai kabi kabi loss bi behtri ka sabab bann jata hai forrx main jb interst ni.lytyy loss ho jata hai bad main ehsas hotaa hai phr hum apni mistkess ko contrl kryyy hai mehnt kartyy hai forex main apnaa confidencee knowladge increase kartyy hai ...
                • #9 Collapse

                  Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                  dear friend ap ne bil kul thek kaha ke kabhi kabhi loss ke wajha se hume kamyabi mil jate he is kelye hame thori se mehant se kam karna parta jis se hame marke ke othar carhao ka pata cahl jata he or hum yaha pe ache trades laga ke ache inocme kama lete hen ku ke yaha pe mehnat karne wale he kamyab hote he or kam ko kam samj kar kana cahye ku ke jo kam khule zahen se keya jae use me he kamyabi milte he or mehnat se kam karna zaro hota he
                  • #10 Collapse

                    Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                    Dear friends my ap ke bat say agree karta ho k jub be hum ko forex may loss jo hum ko caehyh k us ko sir pay nahe charna caehyh kau k us ek loss ke waja say hamra account be wash ho sakta ha es leyh better ha k hum us loss ko bol kar trading ke tarif tawaja dain
                    • #11 Collapse

                      Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                      loss hamay bhot kuch sekha dyta ahy ham us my mala nia krty hy agr ham loss sy hi sekhna shori kr dy to ham kafi zeada is my ham apny pesy bna sgty hy ham kafi zeada is my mhnata kr sgty hy our ham bhotzeada kamyab ho sgty hy is kam my
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                        yes dear jaaaab start main koi b kaaam start kiya jy tu start main bhto loss hota hain par pher time k sath sath samjh jate hain kaaam ko k ksy kaaam karte hain asi tara forex ki trading b hain k start main bhot mushkil ka samna karna hota hain par jaaab time ghuzarta hain tu pher time k sath sath forex main kamyabi nazar aati hain dear
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                          Lucknow pent karna hota hai kaise kaise kaam karti hai agar market Yahan Par regular method ke saath kaam Karti Hai To Hame Yahan Par party Colony working with experience and knowledge ke saath kaam karna chahie Jab Hamara knowledge increase Hota Hai Hamari management Hamara support and resistance level achha ho jata hai Forex ki learning Kabhi Khatam nahi ho sakti Hum isko Jitna Diya Gallan Karenge Hamare liye Apna achha hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                            G han sahi bat hai, forex mein loss or profit dono hotay rehtay hain es liye loss se ghabrana nahi chahiye bal k loss se apko boht kuch seekhnay ko milta he or kabhi kabhi aisa bhi ho jata hai k loss ki waja se bhi hamen kamyabi mil jati hai kiun k loss ko jo challenge k tor pe leta hai wo kamyab hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Business main kabhi kabhi loss ki wajah se hum kamyab ho jate han

                              Forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum mehnat kartay han aur dil laga kar kaam karain gay aur forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur agr hum mehnat see kaam nhi kartay aur dil laga kar kaam nhi karain gay tu agr loss hota hy tu hum is mein mehnat karain aur dil laga kar kaam karain aur experience aur information hasil karain tab hi kaamyaab ho saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X