Ghalat direction Mai kabi be trade na karay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghalat direction Mai kabi be trade na karay
    Dear dosto assalamualaikum
    Mai ye batana chahunga ke fore Mai agar app new hai ya abi appko itna pata nahe hai to kabi be retracement ko trade na karay Matlab ke trend ke against kabi be trade na karay kiun ke ye aik risky kaam hai aur aisay trade ko sirf wahe log manage aur handle Kar patay Hain jinko experience ho lehaza hamesha trend ke sath trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

    Han bhai ap ki bat sahi hai ghalat direction me trade karny ka matlb hai khud ku loss me choor dena. Ap analysis karain kay ab market ks side par jaygi aur analysis ju ay aur apku laggy kay analysis thek nshi mera soch a thek hoga tu ye ghalat direction Mr trade karny kay brabar hai aur ghalt direction me jany say nuqsan ho sakta hai es bat ka khyl rakha jay
    • #3 Collapse

      Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

      trade karny ka matlb hai khud ku loss me choor dena. Ap analysis karain kay ab market ks side par jaygi aur analysis ju ay aur apku laggy kay analysis thek nshi mera soch a thek hoga tu ye ghalat Mai ye batana chahunga ke fore Mai agar app new hai ya abi appko itna pata nahe hai to kabi be retracement ko trade na karay Matlab ke trend ke against kabi be trade na karay kiun ke ye aik risky kaam hai aur aisay trade ko sirf wahe log manage
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

        Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai galat direction Mein trade nahi karni chahiye forex market main Chhotisi mistake se Bada loss ho jata hai Bade Itihas se kam karna chahi market Mein use taka tak trade na lagayein jab tak acchi entry nahi mil Jati jaldbaji Nahin Karni chahi Sabar kar lena loss se behtar hai...
        • #5 Collapse

          Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

          Forex main galat direction main kabi bi trad na open ktenn forex markeet main choti sei mistks syy bara loss ho jata hai bary ihtiyt syy kam karnaa chiyer markeet ko.anaylsis kar kyy trad open krenn agr analysis kartyy waqat markeet ki smjh ni a rahi tuo sabr kar lenn trad mat open krenn sbr kar lenaa behtr hai galt trad lagny syy ...
          • #6 Collapse

            Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
            Dear dosto assalamualaikum
            Mai ye batana chahunga ke fore Mai agar app new hai ya abi appko itna pata nahe hai to kabi be retracement ko trade na karay Matlab ke trend ke against kabi be trade na karay kiun ke ye aik risky kaam hai aur aisay trade ko sirf wahe log manage aur handle Kar patay Hain jinko experience ho lehaza hamesha trend ke sath trade karai.
            Market ke trend Ko Dekhkar trading karna bahut jyada important Hota Hai jabbe trading karentu proper analysis Karen aur Market ke trend ko samajhne ki koshish Karon is se achi trading karne mein help milegi
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

              G dear Ap n bikul seah Kha h forex m hmy kabi bi ghlat direction m ni krni chyee q k is se hmy loss hoga or hmra account wash bi ho jay ga is ly ghlat direction se trdng krni se beachny or apna account wash hona se bi beach's lay
              • #8 Collapse

                Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

                G wrong trading kabhi nahi karni chahiye kyon ke is se loss hota hai agar AP earn karna chahte Hain to AP ko har soorat mehnat karna ho gi jis ke liye AP ko is ki practice pe focus karna ho ga agar AP learn karain ge strategy ko filter karain ge to AP achi trading karain ge aur earn Karen ge aur achi trading ke liye ap ko time Dena ho ga jitna AP time dain ge utna hi AP acha knowledge gain karain ge jis se AP earning mein faeda ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

                  Dear frnds forex ma ap trading us wakt krain jb apko trading ki smjh ajae ap k pas itna experiance ho k ap market ko analyse kr sken apko trend ka ptaa ho kch log ya kam krty hain k trend k opsite trade open kr laity hain jiska reasult ya hota ha wo loss uthaty hain iss liye hmem trade smjh kr lgani chae
                  • #10 Collapse

                    Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

                    Dear dosto assalamualaikum
                    Mai ye batana chahunga ke fore Mai agar app new hai ya abi appko itna pata nahe hai to kabi be retracement ko trade na karay Matlab ke trend ke against kabi be trade na karay kiun ke ye aik risky kaam hai aur aisay trade ko sirf wahe log manage aur handle Kar patay Hain jinko experience ho lehaza hamesha trend ke sath trade karai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

                      forex aik bohat bara businesss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy is mai kabe be galt trade opne nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

                        G bilkul apne boht nice bat ki agar ham trend matrade kerte he or wo agar loss ma chali jati he to no problem ek na ekdin nikal hi jae ge pfofit ma leken agar against trend trade kr di samj len kya to kam profit ma nikalni pare ge ya loss ma nikalni pare ge or ya apka account wash kr jae ge es liye trade hamesha trend mahi kren.or kbi bhe out of trend ka riskna len.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ghalat direction Mai kabi be trade na karay

                          Ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hamein galat direction Mein Kabhi Bhi trade nahin karna chahie Agar Hum galat direction Mein tried Karenge to hamare account Kowash Ka Khatra sakta hai isliye hamein chahiye ki hum ghalat direction Mein Kabhi Bhi trading Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X