Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat
    Dear member meray khayal se trading main loss ki aik bari wajah ye bhi hai k hum har 5 minute baad apni trade ko dekh rahay hotay hain . price ki movment k saath hamaray dil ki dharkan bhi uper nechay ja rahi hoti hai . isi kashmakash main ager trade profit main ho to dimagh main ata hai k band kardu yaar bohat hai itna he lekin ja loss main ja rahi ho to duaen kartay hai k ya ALLAH profit main ajaye ye trade so koshish kia krain k sl aur tp set kar k trade ko bhool jaya krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

    Dear bro jab aik dafa ap trade laga dain to koshesh Karen k usko Thora time dain or bar bar na dekhen, kiun k Agar ap bar bar dekhtay rahy to ap ka nuqsan ho ga or ap tention mein raho gay es liye es chez se bachna chahiye or aik dafa trade laga k relax ho k wait Karen usk k bad ap check Karen
    • #3 Collapse

      Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

      Bhai jan trade ko bar bar dekhne k koi bhi dkhne k koi bhi nuqsanayat nahi hain aur humko apni trades ko dekhe se apni trades ki smajh aa jati hain aur humko ismein sabar se kam karna parta hain aur humko forex mein zada mehnat se kam karna pareta hain aur apni trades ko bar bar dekhne se sakoon milta hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

        koi bhi nuqsanayat nahi hain aur humko apni trades ko dekhe se apni trades ki smajh aa jati hain aur humko ismein sabar se kam karna parta koshesh Karen k usko Thora time dain or bar bar na dekhen, kiun k Agar ap bar bar dekhtay rahy to ap ka nuqsan ho ga or ap tention mein raho gay es liye es chez se bachna chahiye or aik dafa ki aik bari wajah ye bhi hai k hum har 5 minute baad apni trade ko dekh rahay hotay hain . price ki movment k saath hamaray dil ki dharkan bhi uper nechay ja rahi hoti hai . isi kashmakash main ager trade profit main ho to dimagh main ata hai k band kardu yaar bohat hai itna he lekin ja loss
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

          ji haan doston hamein chahiye Ke Apna trade Laga kar befikar ho Jaayen aur bar bar trade ko dekhna ap k liy nuqsaan ka baisbais bn Santa hy is liy hm ko chahiye k soch samjh k trade krain r ziada sy ziada mehnat kr k apna waqat trade ko dain take ziada profit hasil kr sakain.
          • #6 Collapse

            Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

            Yes brother ap na teek kaha ha jab hum apny trades baar baar open karty ha our us ma sa jo trades loss ma hoti ha jab un ko dekty ha to us sa tension bharti jati ha our per tendion k halat ha humain aksar loss wali trades ko close karna par jata ha es leye humain baar baar apny trades ko open nahi karna chaheye thanks
            • #7 Collapse

              Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

              dost Mera bhi yahi khayal hai Ki trade ko bar bar dekte rahana chahiye jyada dekhne se Koi nuksan nahin hai kyunki Agar hum use jyada dekhenge to hamein market ki up down ki samajh aayegi tu ISI tarah Agar hum usko nahin dekhenge to hamein kuch bhi experience nahin hoga isliye jaroori hai ki hum trade ko dekhte aur check karte rahen taake hamein jyada se jyada knowledge aur information aur experience hasil Ho par kis taraf market ja sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

                dear friend main ap se totally agree karta hun ap ne acha mauzo chera hae jab hum aik bar trade open kar lain to phir hamen bar bar check nhe karna cahiye ese tension bhe hote hae balke hamen aik bar trade open kar ke kisi or kam main busy ho jana cahiye is tarah hamare trade bhe ache simat jae gy or hamen pareshani bhe nhe ho gy
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

                  G belkul Bhai app sahe keh rahai Hain aksar ham bar bar trade ko daiknay o waja say trade ko km profit Mai close Kar daitay Hain Jo blkul ghalat hai hamai chaye ke trade ko open karkai ossay rhnai dai jab to tp ya sl hot naho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

                    forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamra koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

                      trade ko bar bar dahkny sy hum confuice ho jaty hain hamy relex rahna chahey or hamy trade open kar ky market ky sat toch rahna chahey forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real busienss hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ko bar bar dekhnay k nuqsanat

                        agar hum trade laga kar usy bar bar ahky gy to hum doblue mind ho jy gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X