Helo dosto . meray khayal main trading ka aik bara asool ye hai k trading karnay k liay pesa chahiay hota hai to aap hamesha wo pesa trading main lagao jo k aap ki zarooriat se zaid ho . is se faida ye ho ga k zehni tooor pe aap fresh hon gay koi tention nahi ho gi aur koshiash krain k sb se pehlay jo pesa aap ne invest kia hai usay nikalnay ki . jab wo aap trading se nikal lein gain matlb k profit kar k to aur bhi zehni toor pe aap tentio free ho jayen gain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим