Trade main humain loss kis wajha say hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade main humain loss kis wajha say hota hy
    G mara yah sawal hy kay forex trading business main humain zayada tar loss kis wajha say hota hy is ki kiya wajha ho sakti hy or hum is say kaysay bach sakty hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

    Jab trade proper traikay sey nahi ki jay gi bagair analysis aap entry lo gay aur aap ki trade bagair money management hogi aur blindly trade karnay ki wajah sey loss mumkin hota hay maximum reason traders ki loss ki yahi hoti hay kay wo care nahi kartay jo main wajah banti hay loss karnay ki.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

      Dear member trading main loss ki koi aik waja nahi hai is ki bohat sari wajoohat hai jesay k
      Without knowledge trading karna
      Patience ka na hona
      Bina sochah trade le lena
      Fundametal ko ignor karna
      Ziada ki lalach karna
      Trade laganag k baad darna k loss na ho jaye etc...
      • #4 Collapse

        Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

        dear trades main lose honay k bahut saray reasons hain jin ki wajha say ham apnay aapko khud lose main daltay hain har kisi ko lose sirf uski mistakes ki wajha say he hota hay warna markeet main jinko experience hay unk liye is main say earning krna koi mushkil kaam nai hay wo yahan say aisay earning krtay hain jaisay markeet unki apni banai hue hay agar ham markeet k rules ko follow krna nai jantay hain to ham jitna marzi is main time guzaar lain hamain is main achi earning aur success ka milna mushkil he nai balk na mumkin bhi hay ,lose forex marmeet ka aik bunyadi juzw hay jisay har haal main har kisi ko hona hay laikin ham winner tabhi hain jub ham is say apnay aapko bachatay huvay is main say profit gain krnay main kamyaab hotay hain is say bachnay ka aik bhaut asaan tareeka hay k is main say lalach ko nikaal dia jaye aur jitna ho sakay wait k baad entery laina lose say chutkaara hasil krna hay.
        • #5 Collapse

          Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

          Dear friend business main aksar hamari mistakes ki wajah se hamein loss hota hai our trading main hamein tab loss hota hai jab hamein trading k mutaliq complete knowledge our experience na ho our hum market ko analyse bhi nahi karte han jis se hamein market ki movements ka pata nahi chalta hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

            DEAR hamen as main trading main loss as liy hota hai q k ham kam tu karte hain likn as main ham greed bi karte hain as kee sath sath as liy hamen chahiy hai kee ham as min greed se bache tu hi ham as main loss se bach sake gee aor hamen as main risk bi nahi lena chahiy hai as se bi hamen loss hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

              Bhai jan hum jab bhi is mein trades ko open karte hain to humko is mein loss hona start ho sakta hain aruyr humko is mein sabar se kam karna parta hain aur humko forex mein zada himamt se kam karna arta hain aur is men zada trades ko open nahi karna chahye agar hum zada trades ko open karte hain to humko is mein loss hone k chances zada ho jate hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                g han dear main ap se agree karta hun trading main loss ke wese to bahut se wajohat hain laikn kuch yeh hain traders main sabar na hona lalch main a kar galat trade open karna bina analysis ke trade open karna or risk lena se hamen loss ho jata hae jo ke aik bare waja hae
                • #9 Collapse

                  Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                  Forex trading ma humain her us trade ma loss hota ha jo k hum baghair kisi analysis k jaldi ma open karty ha ya hum neend sa utty ha our market open karty ha kisi tarh samjy baghair trade open kar lety ha es qism k trades sirf loss hi hota ha thanksvery much
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                    Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai na isliye Kitna Kahana Chahunga ke loss Ki Yahi waja Hota Hai Hum isme jaldbaazi kar Jate Hain isliye lekin Hamein isme galat baat hi nahin karna chahiye FIR Ja karwa Kamyab hote hain Agar Roj Hum isme jaldbaji karte rahenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                      Forex trading man loss Ki Sabse Badi Wajah aapka overconfidence aur lalaj hai agar aap dragoness ko ek side par kar dena Tu aap ke bahut se losses control ho sakte hain aap ko chahi aap Jab Bhi trading start karne lage Hain sabse pahle analysis Karen aur uske bad trade lagayein Kyon Ki Ishq Raha aapko overconfidence Nahin Hoga aapne proper channel citrate lagayenge to last hone ke bahut kam chances Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                        hi kaha hai na isliye Kitna Kahana Chahunga ke loss Ki Yahi waja Hota Hai Hum isme jaldbaazi kar Jate Hain isliye lekin Hamein isme galat baat hi hota ha jo k hum baghair kisi analysis k jaldi ma open karty ha ya hum neend sa utty ha our market open karty ha kisi tarh samjy baghair trade open main loss ke wese to bahut se wajohat hain laikn kuch yeh hain traders main sabar na hona lalch main a kar galat trade open karna bina analysis ke
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                          assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai kya Mein Pakistan Parasparam Mein Kafi loss Hota Hai Iski Wajah kya ho sakta hai ki Yahan Tu Hamara experience knowledge kaam hai ya To Humne trading Soch Samajh Kar nahi ki hai isliye Hamesha hi Qayamat Jab Bhi trading karen to senior se Mashwara k mutabik Karain
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                            Sir trade main hum loss sirf us soraat main karwatye hain jab hum iss mainn mehnaat nahi karta yeh phir koi asy mistake kar data hain humain iss main iss bat kah kahyaal rakna chaiye tab he hum iss main kamiyaab ho sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye thky humain iss main success mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho sakiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade main humain loss kis wajha say hota hy

                              trade m hme loss honae ki wja mostly lalch hoty ha ya market ko axe trah na smjnaa hota a or jaldy m trade krna hota a agr hm apnae mind ko hazir rkh kr trading krn tu axe trah kam kr skty han hme cheyae kae hm market ko smj kr kam krn or isi trah hm profit bna skty han or kam kr skty ahn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X