gold ka hal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold ka hal
    dear forex membr aj mein apse is k bare mein pochna chahta hoin k gold k bare mein to kaFI sare membr kaehte the k ye zyada se zyada 1365 tk ja skta h is se zyada ni jae ga to gold n to 1406 ko tkr lgai h or kafi membr k acond wash kye hain to pochna ye h k ab kahan ntk jae ga gold iska kkoi andaza h t btao
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold ka hal

    Dear agar app ko gold ki movement ka andaza nahi ho raha ho app ko chaye key different time frame me support and resistance level key base par market ko deka jaye, aur large time frame key base par hi support level se buying entries aur resistance level se selling entries ko place karen es se app ko loss be kam ho ga aur big profit earn ka muqa be mil saky ga.
    • #3 Collapse

      Re: gold ka hal

      Dear aap ne sahi kaha gold ne unbelievable move kia hai aur last 5 years ka record break kia hai mery khayal mein yeh sb condition is liye hvi jo Iran ne America ka drone giraya hai is liye usd gold k against boht down ho gya hai lekin ab shyd gold mazeed up move nahi krega kionkeh America ne tahamul ka muzahira kia hai aur koi military action nahi ly rha Iran k against.
      • #4 Collapse

        Re: gold ka hal

        Dear aap bas dekhtay jao next gold karta kia hai mujhay kahan tak lag raha hai gold ab 1500 k pas bhi jaye ga kiun k pichlag 5 salo ka record break karna koi chothi baat nahi hai aur kuch consequences bhi aisay chal rahay hain k ye 1500 k qareeb jaye ga
        • #5 Collapse

          Re: gold ka hal

          assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki gold is a best pair Kyunki Maine khud I see trading kiye aur yh 1 best pair hai
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: gold ka hal

            assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai aur main aapka Baat Ko Marta Hoon Agar Hum Puraskar kab karte hain tu chahiye kya Hum Apne trading co best banaya tha kya main Jyada Se Jyada Bana sake aur gold Mere Liye Hai Kya Hum Apne Ghar Ko best car
            • #7 Collapse

              Re: gold ka hal

              dear friend gold ka koy bharosa nahi hy ab yeh 1526 ak bhi ga sakty hy ya pher 1500 say nechay bhi ger sakty hy fel hal as main trade lena reski ho sakta hy aur ak achay time ka intazar karna hy best hy
              • #8 Collapse

                Re: gold ka hal

                forex ke karoabe mein gold aik risky pair he is mein experience rakhny walay traders he kamyabi hasil kerty hein kunk un ko tezi se move kerny wali market ko control kerna ata he forex aik international karobar he jis mein hum lalach ko jaga na tab he profit gain ho ga forex aik ehtamad deny wala karobar he jis mein hum earn or learn sath mein kerty hein forex aik online karoabr he
                • #9 Collapse

                  Re: gold ka hal

                  forex aik wasee busienss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain gold mai hum live chat kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: gold ka hal

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saimkhan پيغام ديکھيے
                    dear forex membr aj mein apse is k bare mein pochna chahta hoin k gold k bare mein to kaFI sare membr kaehte the k ye zyada se zyada 1365 tk ja skta h is se zyada ni jae ga to gold n to 1406 ko tkr lgai h or kafi membr k acond wash kye hain to pochna ye h k ab kahan ntk jae ga gold iska kkoi andaza h t btao
                    Gold Mega long term trading Karte Hain To gold ka filhal bi wali site ka hi friend hai lekin Agar gold Mein short term trading karni hai to aap usmein friend ko understand Karen aur free trading kar len
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: gold ka hal

                      Goild ki trade forex market mai bohat zada important hai. Gold market mai jo trade krta hai tou wo es market mai big profit earn kr sakjta hai likan agr es ki strategy styrong na ho tou trader ka account bhe wash hota hai. Gold market mai earning big hai tou loss bhe big hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: gold ka hal

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saimkhan پيغام ديکھيے
                        dear forex membr aj mein apse is k bare mein pochna chahta hoin k gold k bare mein to kaFI sare membr kaehte the k ye zyada se zyada 1365 tk ja skta h is se zyada ni jae ga to gold n to 1406 ko tkr lgai h or kafi membr k acond wash kye hain to pochna ye h k ab kahan ntk jae ga gold iska kkoi andaza h t btao
                        Forex trading market Mein gold sabse Jyada risky commodity hai agar aap old Mein trading karna chahte hain to aapke a analysis hundred percent right Hona chahie Kyunki agar aap gold Mein trading kar rahe hain aur ek Sambhal mistake bhi kar di to Aapka account was hone mein time nahin lagega

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X