Open your trading terminal with a cool mind.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Open your trading terminal with a cool mind.!.
    We should open our trading terminal with a cool mind. Because, we have to trade with a cool mind. We should not trade in Forex market with more serious and more hard mind. If we can trade properly we will make money .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haan aap bilkul thk ka rha haan trading ko humasha thanda dimag sa karna chaiay kun ka is ma bhut sa nuksaan bhu hoo jata haan aap is ma koi bhi kaaam nai kar skta
    • #3 Collapse

      g han hamain mind ko fresh kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur trade karny say pahly hamain demo main practice karni ho gi ta k achi trade kar k market main sucess ho skay gay aur greed ko avoid karna ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hmein apne forex trading mein cool mind se apne trading krne hote he aur hm apne forex trading mein jldbaze na krein aur emotions ka istemal na krein phr hmein apne trading se boht acha profit hota he aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein
         
        • #5 Collapse

          Yes ye bat to hai ka app trade cool minded hn ga to achai trade lava salty gain warna app ka snag kam ni kray ga or app galat trade lava betho ga or loss kr betho ga PhD pachtao ga so jab app bilkul relax hn tab app trade lagaen or bilkul relax ho ka kam Karen cool minded PhD app acha soch saken ga or acha faisla LA saken ga or profit be ho ga.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne forex trading mein cool mind se apne trading krne he aur hm apne trading mein mhnt krein aur apne trading mein sahih experience se apne trading krein phr hmein apne trading se acha faida milta he aur hm apne trading profitable krte hien
             
            • #7 Collapse

              ji han mt4 open kryn lekin cood mind ky sath fresh ho kr fresh mind ky sath trading kryn. agr ap ky mind me kuch aur hai fresh nhi hai to trading se door rhyn.
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #8 Collapse

                Trading key doran cool mind ka hona zarori hota hy. Yeh mind ka business hy aur is main emotions ka koi kam nahi hy. Trading sey pehlay apney mind ko cool rakhain aur agar aap tension ya depression feel kr rahay hon to trading na karain aur wait krain. Jo decisions cool mind key sath leye jatey hain, woh aap ko success tak puhanchatey hain.
                • #9 Collapse

                  forex asal main ek aisa buisness hai jahan pai apko cool mind se he kam karna parta hai kyun k agar ap ka mind fresh ni hoga to mera ni khayal k ap forex main kbhy bhe achye anring kar sakte ho ya achy trader ban sakte ho
                  • #10 Collapse

                    ji sahi kaha aap n hum jub bhi mt4 ko open krtay hai tu hume aik cool mind ki traha kaam krna chahiye aur har waqat chukana rehna chahiye jis k liye hume mehnat krna hu gi jo k sahi hai aur time bhi darkar hu ga iss k liye
                    • #11 Collapse

                      Forex trading kay doran mind ko fresh rakh kar hi traders achi trading kar sakty hain warna nai . Forex market mai trading kaay doran cool aur fresh mind ka hona bohot lazmi hota hay har trader kay liye . Traders ko chaiye ke ager woh tension feel kar rahay hon tu iss time trading na karain .
                      • #12 Collapse

                        yes forex main cool mkind rena bohat zarori hai is lie forex jab bhi kare to fresh mind ho kar kare aor bare sabr k saath trading kare jald baazi naa kare kiu k jaldi main kiy gae kaam kahi theek nahee hote hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          yah forex main wohi trader kamyaab hota hai jo k us main apni lot size ko control ker k our cool mind k sath proper technical and fundamental analysis ko check ker k trade kerta hai who kamyaab hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X