Desion Lene men der na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Desion Lene men der na karen.
    Assalam o Alaikum
    Dear Members kesy hain ap sab umeed hai khairiyat se hungy mere Khaiyal se forex trading duran agar ap ko kui desion Lena par jE to us men der na karen der karny se ap ko bara los hi sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Desion Lene men der na karen.

    Bahi busieness mahi decision bohot metter krts hain agr hum forex mai decision na la sakta tu hum kabi ak acchi trade ko open nahi kr sakta hain decision lana bohot zarori haj or time pr lana tu bohot hi zarori hai is lia dear forex mai ap decision jaldi lain ta ka ap ko forex mai acchi or time pr entry mil saka or fida ho
    • #3 Collapse

      Re: Desion Lene men der na karen.

      Jab market main apko earning ka clear chance lag raha ho tou aesy time main trade open kerny ky liay dair nehi kerni chahiay ky aesa na ho bahd main sochty rehain ky agar trade laga dety tou profit hasil ho sakta tha lekin sirf market ki movement dekh ker trade open kerny ki bhi jaldi nehi kerni chahiay jab market bari move ky bahd hold ho jaey tou trade open kerain
      • #4 Collapse

        Re: Desion Lene men der na karen.

        Dear member Yeh Baat bilkul theek hai market Mein Jab apko signal Mile To usko Lagane Mein der nahi karni chahi matlab yeh decision Lene Mein der nahi karni chahi Kyunki market aap ko Bar Bar chance Nahi Deti Asal Mein Forex trading Mein Mere Khayal Se yeah just marketwatch Ki Baat Hai Jo Koi Banda orix ko 24 ghante time Deta Hai To Hua is main Hamesha Kamyab ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Desion Lene men der na karen.

          Bhai aap bilkul theek kah Rahe Hain ki hamein decision lene mein dar aur khauf nahi hona chahie confidence ke sath emitted karni chahiye kyunki jab Tak hum conference ke sath date karenge to achi earning karenge agar hum conference loose kar denge aur decision making sahi nahin hogi to loss hi hoga koi bhi tate open karne lage to delete kar deta open Karen aur decision le le ja na ho kya aap doublemint hokar trade Karen aur FIR loss ho jaaye.
          • #6 Collapse

            Re: Desion Lene men der na karen.

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ok Agar Hum is Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye ki hum Forex Mein Kabhi Bhi Dar ke kaam na Karen Kyunki Agar Hum is main dar ke kaam Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge isliye hamein chahiye ke Ham is main Aise kaam Karen Jaise ke Forex Mein Hum bilkul sweet hokar kaam Karen FIR Ham Forex mein kamyabi ho jayenge
            • #7 Collapse

              Re: Desion Lene men der na karen.

              Jb ap kisi trade ko analysis kr laen aur ap ko pta chal jaye k ye achi trade ha Jo mujhy profit de sakti ha tu us k bad dair lagany ka jawaz hi ni banta q k agr ap dair krean ge tu ap entry point se door chaly jaen ge jis se ap ka stop-loss Big ho jaye ga es liye forex mein ye sb se berhi kamyabi ha k ap trade ko intime pakrean dair ho jaye tu phr wo trade utla ap ko nuqsan daiti ha.
              • #8 Collapse

                Re: Desion Lene men der na karen.

                G haan friend es men kui shak nhi sahi time pe sahi desion AP ko bare loss see bacha hai es liye hamesha apny mind ko relax rakhen ur waqt pe desion Len .
                • #9 Collapse

                  Re: Desion Lene men der na karen.

                  hamy forex mai kam karny ky faisly mai dar nahi lagane chahey forex aik online or kabe be band na hony wala busness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is maifull time be kamkar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Desion Lene men der na karen.

                    forex aik online business hain hamy fresh mind ky is main jald fasila lena chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai east or wast main phel raha hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X