loss he hamara sabsay bara teacher hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss he hamara sabsay bara teacher hai.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends baaz ouqat hamara loss ho jata hai our hamein pta bhi nai hota is lay friends hamein yeh seekhna chy keh ager hamara loss howa tu kis waja say howa kesay howa iss lay hamein apni galtyan door krni chy . friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat ki kamyabi atta farmay AMEEN!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work start karnaa hoga laken ager hum ko loss hotaa ha to per hum ko chaheya apan loss ko recover karna start kardaa or hum ko apni mistake ko teak karna start kardaa to best hoga................
    • #3 Collapse

      Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

      Kia zabardast bat ki hai apny bilkul 100 percent aesa he hai ju banda loss say seekhta hai wo kse aur say nahi seekh sakta loss hamara sab say vara teacher hai ju hamen apni mistakes ku pechnny aur un ku kahtam karain sekhata hai ju bandaloss say sabak lena seekh jata hai wo forex me kabhi bhi loss me nahi jata aur kamib rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

        Forex mein agar hum apnay loss ka bhi hisab kitab kertay rahain tou iss sae hum bahut kuch seekh saktay hain forex mein apni mistakes ki wajah sae hi humain loss hota hai aur agar hum forex mein apni mistakes ko control ker letay hain tou yeh forex mein humari bahut bari kamyabi hai aur yehi humara profit hai
        • #5 Collapse

          Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

          kisi trader ko loss us ki kisi mistake ki wajha se hota ha ,jb kisi ko apni galti ka ahsaas ho jata ha to ye us ki kamyabi ki taraf phla step ha .kun ky wo galti jan jany pe dobara whi galti nahi kry ga ,jis ki wajha se use next time loss nahi krna pary ga .isi liye ap ki bat thk ha k loss hamara sbasy sbara teacher hah ,
          • #6 Collapse

            Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

            insaan hamsha nakami sesikhta hai jab tak wokisi kaam mai fail ni ho jata tab tak wo us kaam mai perfect ni hota kaamyabi hamsha nakami k baad ati hai or kaamyabi ki asal pehchan uisi time hoti hai ir trading mai to nuksaan aty rehty hanin se darna ni chiye balky in se sabak sikhna chiye asal kaamyab wo shaks hai jo apni nakamyaabii sekhuch seekna
            • #7 Collapse

              Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

              Loss hamain bahot acha sabaq deta hai lekin ham us sabaq ko bahot jald bhool jaty hain aur phir wohi ghalti kerty hain jis per hamain previous trades main loss ho chuka hota hai agar ham apni aesi mistakes jin ki waja sy loss hua ho note ker lain tou ham dobara in mistakes sy avoid ker ky loss sy bach sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                Dear members aapne Patki ke loss hi Hamara sabse bada teacher hai lekin Main Ek baat karta hoon ki Hamein teacher ki baat mein nahi chahi Tu Jab Hamara loss hota hai to hum trading co chote the hamein chahiye ki hum jo log karte hain usse seeken ya Hamara loss kaise hua aur dobara Kabhi Aisa Na Ho us Galti ko Khatam karne aur ek professional Jigar Ki Tarah thinking aur ek professional traders hi learning Hasil Karen Jab Hamesha Karenge to hum lifetime Nahin Karenge
                • #9 Collapse

                  Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                  Dear forex members assalam o alaikum, forex mein aam business ki tarha aik qadar mushtarka hai k es mein bhi nafa or nuqsan dono ka andesha hota hai, or loss se kabhi bhi pareshan na Hon bal k us se sabaq seekhnay ki koshesh Karen kiun k loss hi hamara Sab se behtar teacher hai or next time aisi ghalti na duhrayen Jis se loss ho
                  • #10 Collapse

                    Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                    Yes loss teacher ho skta hai agr hum usse seekhen to but Kya he acha ho keh loss hone se pehle he seekh jayen aur loss na ho kyon keh kbhi kbhi loss hone ke baad kuch Baki nahi rehta
                    • #11 Collapse

                      Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                      Asslam o alaikum g haan BhAi Jaan apne bilkul sahee hai k loss hamain Jo loss hota he wo aik bara teacher hota he k hm Zyada Mehnat Karin aur risk kabi bi na lain
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                        Bahut accha thread post Kiya Mere dost ne ke loss he hamara sabse bada teacher hai kyunki jab bhi hamen loss hota hai Hi tu Ham is par jyada se jyada focus karte Hain aur uski reason nikalty hain k hamein is par q loss hua aur hum wo baten hamein bilkul kabhi bhi nahin bhool ti isliye Agar loss ho jata hai Hi to Ham use loos ko recover karne ke liye jyada se jyada mehnat karte Hain isliye ye last se hamein main jyada sikhne ko milta hai hi aur jyada active ho jate Hain hum
                        • #13 Collapse

                          Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
                          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends baaz ouqat hamara loss ho jata hai our hamein pta bhi nai hota is lay friends hamein yeh seekhna chy keh ager hamara loss howa tu kis waja say howa kesay howa iss lay hamein apni galtyan door krni chy . friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat ki kamyabi atta farmay AMEEN!
                          Assalamu Alaikum losses sirf unko hi acche earning karne par Majboor kar sakta hai jo ke apne loss ki reason ko find karte hain aur usme mistake thik correction Karte Hain Wahi sirf loss se fayda Utha sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: loss he hamara sabsay bara teacher hai.

                            Dear forex members nakami hamara kamyabike taraf phla qadam hoti hai.Hum nakam ho kr he experience gain kr skty hain aur apnay knowledge ko wasee kr skty hain bhai jan forex mn experience aur hard work bht ahmiyat rakhta hai.Is say hamain ye sabak mil jata hai kh ainda ye mistake nhe krni.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X