Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye
    Bahot se traders learning karny par tawajo nahi dety esy traders agar learning nahi kar sakty to un ko trading me loss ko face karny aur afford karny ki himat rakni chaye, without learning ki trading traders ko bahot zeyda loss be deti hay aur es business me kamyab be nahi hony deti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

    yes dear agar hum forex k bary main knowlldge bhi hasel na kren aur yeh bhi momkin ho k hum profet hasel karen dear yeh to na momkin hy ya to knowlldge hasel karo ya pher loss ko bardasht karo
    • #3 Collapse

      Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

      Yes sir ap ki bat belkul right hai k hum ko as mien aa ker her bar learning kerna hota hai aagr hum as mien aa ker learning kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye as mie hum ko aa ker her bar kam karna hota hai or hum ko as mien aa ker agar learning nahi ker sakty hien tu hum ko loss ko afford kerna bee seekna hota hai as lye as mien her bar kam karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

        Ye bat bilkal thek khi hai ap me hume is main lerning se hi success milti hai daily hume chart analysis ko check krna chaiye demo account main hume daily practice krni hoti hai agr hum is main knowledge hasil nai kr sakte hein tu phr hume lose lena ka be samna krna parta hai
        • #5 Collapse

          Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

          G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain agar hum loss ko afford nahi kar sate hain to humko is mein koi bhi faia nhi hota hain aur humko uis mein learning achi rtarah se karni chahye agar hum zada learning nahi karte hain to humko is mein loss ka samna karna parta hain
          • #6 Collapse

            Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

            Dear friend mere Khaiyal se forex trading men kui bhi member y nhi chahta key osy loss hu ab loss se bachany key liye hame learning ki importance ko samjhny ki za hai agar ham successful treader banna chahty hain to hame learning karna hugi.
            • #7 Collapse

              Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

              Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye Hamen bahut hi jyada learning Karni chahi Agar hum bahut hi jyada learning Karenge to hum bahut accha earning bhi kar sakte hain Varna Hamein bahut hi jyada nuksan ho sakta hai aur Hum Kabhi Bhi accha profit Haasil nahin kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                dear bro main ap se agree karta hun ap ne ache bat ke hae forex main jo member ache learning kar ke trading main utra hae woh kamyab howa hae agar ap forex ke learning nhe kar sakte to phir jab ap ko forex main loss hot hae to ap ko us ka bhe koi afsos nhe hona cahiye balke phir to kamaz kam ap main yeh confidence to ho keh main yeh loss afford kar sakta hun
                • #9 Collapse

                  Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                  Loss ki main waja hi hamari learning hota hai ky ham apni learning ko complete hi nehi kerty aur investment per bari lots use ker ky trades open kerna start ker dety hain tou hamain open trade main loss hota hai jo agar trade ko continue rakha jaey tou loss increase hoty hoty account hi wash ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                    Gee haan bhai jo forex mein learning nahin kerta iss mein mehnat sae kaam nahin kerta tou uss ko forex sae kuch bhi hasil nahin hota woh forex mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakta tou phir aap ko forex mein kaam bhi nahin kerna chahyea aur agar kuch hasil kerna hai tou phir mehnat kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                      Jee han jo traders learning k bajaye earning pe focus krty hein unko aksar loss hota hai isi loss ki waja se unki himmat jawab de jati hai aur woh trading chor dety hein jo log loss k bawajod trading nahi chorty woh phr learning pe focus krty hein jis mein unko kamyabi milti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                        G han sir bilkul thek kaha ap nuy humain chaiye k hum iss main jab be trading akrye toh soch samj akr market main inter ho humain iss main learning ko zada sy zada karna chaiye thky humain iss main acha profit ho sakiye hum agr iss main learning nahi akrnta hain toh humain iss main loss k be afford zaroor rakni chaiyee tab hum hum iss main kamiyaab ho sagta hain jab hum iss main mehnaat karta hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                          Learning ziaad zaroori ha sab k lye traders learning k bajaye earning pe focus krty hein unko aksar loss hota hai isi loss ki waja se unki himmat jawab de jati hai aur woh trading chor dety hein jo log loss k bawajod trading nahi chorty woh phr learning pe focus krty hein jis mein unko kamyabi milti hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chaye

                            Gee dear aap ki baat bikul theek hay ky forex main Agar learning nahi kar sakty to loss afford karny ki himat rakni chahay kun ky jab koi trading ky loss ho afforted kerny ki bhi hamaat kerni chahay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X