Trading may jaldi n.a. kary.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may jaldi n.a. kary.
    Trading may jaldi n.a. kary q k agr ap market ko dakhty ni ho to trad n.a. karo aur n.a. he jald bazi karo as may loss may kay chans boht zayada hoty ha trad ko soch karo know dakho loss ki resho zayada a rahi ho to step laga let's karo.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may jaldi n.a. kary.

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum hard work ko start kardaa q ka agerhum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hum ko trading ma koye jald bazi nhi karni chaheya warna hum ko loss he hoga..........
    • #3 Collapse

      Re: Trading may jaldi n.a. kary.

      Forex trading men ziyada tar loss jald bazi ki waja se loss bhi ho jata hey kiun k jaldi men ghalt trade lag jati hey aur phir bara loss kar deti hey aur jab aik pair pe trade laga detey hen aur agar trade loss men jati hey tu ziyada loss k dar se jaldi trade close kar detey hen jiss ki waja se loss increase ho jata hey agar jaldi nah karen aur wait karen tu ho sakta wohi trade profit men aa jay
      • #4 Collapse

        Re: Trading may jaldi n.a. kary.

        dear friend go log bageer samgy sochy trading karty hain woh kabhi kameyab nahi ho sakty woh hamesh loss ka samna hi karty hain as leye kabhi bhi gald bazi na karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading may jaldi n.a. kary.

          Forex trading mn zayada nuqsan hota hi jaldbazi ki waja ay h. Agr hum log thora sabr krna seekh jain to humari bht si trade profit mn close gun gy.zra zra sy loss pr hum apna mazeed loss krwa kety hn. Agr ek bar TP aur SL lga di h to bar bar trade ko change na krain q k es sy koi bi strategy kaam ni krti h.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Trading may jaldi n.a. kary.

            Dear friend asalam u alaikum dear sir mere Khaiyal se jaldbazi kesi bhi kam men ki jae us ka nuksan hi hota hai esliye forex trading men bhi jaldbazi nhi karna chye bilky soch samjh kar desion Lena chye .
            • #7 Collapse

              Re: Trading may jaldi n.a. kary.

              dear friend main ap se agree karta hun ap ne ache bat share ke hae hamen trading karte waqt bilkul bhe jaldy nhe karne cahiye balke sabar se kam lete howe or apne emotions par control karte howe intezar karna cahiye q k market ke movement ka koi pata nhe chalta seconds main up down ho jate hae to members trading main sabar se kam lo
              • #8 Collapse

                Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kamyab Rider Banna chahte hain toh isliye Mai bahut hi jyada mehnat karna hoga Har Waqt Hamein trading Soch Samajh Kar Kar nahi hoga Agar Hum Soch Samajh Kar trading Karenge To Ham Pakistan Forex Mein achha profit Hasil kar sakte hain aur Hamein market ko bhi bahut jyada analyses karna hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                  Kisi b trade mai entry lainay k lye bilkul b ap jaldi na karein kuen k Jo trade b jaldbazi mai LGA jaye GI woh 90% chances k sath loss mai hi jaye GI is lye market k best analysis and planning and mony management k bad hi trading entry lain Jo k ap ko acha profit day gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                    dear friend ap ne the kaha ke trading ne jaldi na karen ku ke jaldi karne se hare sare trade kharab ho jate hen or hum nukhsan kar dete hen is leye hume apna kam aram se karna cahye take hum ise behter tareke se kar saken or zeyda bounes kama saken or us se behter trading kar ke behter results hasil kar sakeb is ke leye hume sabar se kam lena pare ge or posting ka kam tez karna hoga ku ke posting ke kam me hume bohat fida he ku ke posting se zeyda bounes mil jata he dear friend ap ne the kaha ke trading ne jaldi na karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                      G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko trading karne mein jaldi nahi karni chahye aur humko forex mein sabar se kam karna parta hain aur pgher ja kar hum is mein earning kar sakte hain aur ius mein zada jaldi nahi karnai chahye jolog jaldi karte hain wo apna loss karwate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                        Dear frnds trading ma jaldi krain balky apko chae phly ap market ko analyse krain achi trah sa market ki movemnt to daikhen phr ja k trade krain issy apko bht faida hoga or ap achy sa trade kr pae ga bs trading ma jald bazi na kren
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Javed 786 پيغام ديکھيے
                          Trading may jaldi n.a. kary q k agr ap market ko dakhty ni ho to trad n.a. karo aur n.a. he jald bazi karo as may loss may kay chans boht zayada hoty ha trad ko soch karo know dakho loss ki resho zayada a rahi ho to step laga let's karo.
                          Jo traders trading karte hue jaldbazi karte hain woh apna hi nuksan karte hain Kyunki sometimes market ka trend kaisa chal raha hota hai ki Bahut Paas hota hai aur use time Hum cranky against trade Bata Dete Hain sirf jaldbazi ki vajah se
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                            g haan bha jaan apne thek kaha k as main ham ko chahiy hai kee ham as main jab bhi traing kare tu achese trade kare aor ham as main jab bhi trade lagae tu ham ko as main soch samjh kar ham ko as main trade lagana ho gaa aor ham ko as main har trade lagane se pahle ham ko as main ache se soch kar as main apne senior se poch kar ham ko as main trade lagana chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor ham ko chahiy hai kee ham as main har wakt ach se trading kare aor ye forex trading aik acha business hai as liy ham ko as ko chorna nahi chahiy hai aor ham ko as main hamesha take profit aor stop loss ka istmal karte rihna chahiy hai ta ke ham ko as main na zayada loss ho aor na hi as main zyada profit aor hamra profit safe ho sake hamara as main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading may jaldi n.a. kary.

                              G han sir bilkul thek kaha ap ny humain trading main kabi be jaldbzazi sy kam nahi lana chaiye agr hum iss main kamiyaab hona chatye hain toh humain iss main zada sy zada mehnnaat krni ho ge humain iss mann jaldbazi nahi karni chaiye tab he hum iss main success hasil kar sagta hain humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat akrye agr hum iss main success hasil kar sagta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X