Loss se kaisy bacha jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se kaisy bacha jaye
    Dear members jaisa k aap sb janty hein her month boht se traders ko loss hota hai aksar k account wash ho jaty hein agr aap loss se bachna chahty hein tu sirf currency pairs pe trading krein aur lot bhi 0.10 ya 0.15 use krein currency mein loss boht kam hota hai aur profit bhi lekin jo apko experience hoga woh increase hota rehega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se kaisy bacha jaye

    Dear brother forex trading men loss bhi ho jata hey kiun k yeh business ka hissa hota hey iss liay loss ki waja se tension nhi leni chahiay balkay achi learning aur experience hasil kar k ziyada mehnat karen aur ziyada profit ka lalach nah karen aur choti trade lagaen small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen iss tarah loss ko kam se kam kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Loss se kaisy bacha jaye

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start kardaa or hum ko chaheya ka hum lot of knowledge lanaa start kardaa or ha ager humko loss sa bachna ha to per hum ko apna trade ma greed ko use nhi kartaa hoga or hum ko apna trade ma stop loss ko zaroree use karnaa hoga...............
      • #4 Collapse

        Re: Loss se kaisy bacha jaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
        Dear members jaisa k aap sb janty hein her month boht se traders ko loss hota hai aksar k account wash ho jaty hein agr aap loss se bachna chahty hein tu sirf currency pairs pe trading krein aur lot bhi 0.10 ya 0.15 use krein currency mein loss boht kam hota hai aur profit bhi lekin jo apko experience hoga woh increase hota rehega.
        Agar Hum Forex trading melange ko white karna chahte hain sorry uske liye Jaroori hai ke naam proper planning Karke trading Karen aur Forex trading ki Jyada Se Jyada knowledge or experience Banaye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Loss se kaisy bacha jaye

          Loss se bachne k lye apko bahot ziada muhtaat ho k trading karna parti hai agar ap ka account 100USD ka hai to apko maximum .10 ki lot size k sath trading karni chaye and agar crude oil ya gold p krni hai to .01 k sath Jana ho ga is se ziada agar ap log trading k lye lot size use karein gay to ap ka account wash honay ka danger increase ho jata hai is lye market k best analysis k bad hi koi trade trading k lye select karein
          • #6 Collapse

            Re: Loss se kaisy bacha jaye

            dear friend ziada loss ata hy money mangment ka kheyal na rakhny say pahly hamen as par dehan dena chahye as k bad hi trading karen as say hum ziada loss say bach sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss se kaisy bacha jaye

              Position control karne ke liye mai long time kaam karte rehna chahiye otherwise main market Mein sport level bhi achha wala Na Mile To Hum yahan se Kuchh Bhi Nahin kar Payenge permanently hamein chahiye ki hum Yahan Par Apna Dil Ke type Ka hisab se ek Apne wala acche wala target Rakhe hisab se Karti Hai Jiska sabse Karen
              • #8 Collapse

                Re: Loss se kaisy bacha jaye

                Yes sir hamain as mien aa ker he rbar khud ko greed say safe rkhna hota hai or hamain as mien kabhi bee greed nahi karna hota hai aagr hum as mien aa ker greed kerty hien tu hum as mien kabhi bee success hasil nahi ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker kabhi gee greed nahi karna hota hai or hamain as mie aa ker fully try kerna hota hai or hamain as mien aa ker earning kerna hota hai jab hum as mien aa kr achi earning ker lety hien tu hamari life as mien set ho sati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se kaisy bacha jaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                  Dear members jaisa k aap sb janty hein her month boht se traders ko loss hota hai aksar k account wash ho jaty hein agr aap loss se bachna chahty hein tu sirf currency pairs pe trading krein aur lot bhi 0.10 ya 0.15 use krein currency mein loss boht kam hota hai aur profit bhi lekin jo apko experience hoga woh increase hota rehega.
                  Agar Hum Logon Se Bachana chahte hain toh iske liye Jaroori Hai Ke Hum Jab day trading karen to proper planning Karke trading Karen aur Bina planning kiye kabhi bhi trading na Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se kaisy bacha jaye

                    Humain agr bar bar loss hota ha toh humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat akrye thky humain iss main acha knolwedge ho or humain iss main acha experince ho thky hum apna loss ko kam sy kam kar sakiye or hum iss main achi earning kar sakiye humain chaiye k hum iss main learning k teraf zada sy zada focus rakye thky humain iss main kamuyaabi mil sakiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se kaisy bacha jaye

                      agar hum loss see bchnaa chhtaii haiin to us k liyee hmaain chahiyaii k hum ziada se ziaddaa aiseyy cheezon ko takashh kraiin jo kamzorr hain jis lee wajah sde hmaiin loss hota haai uss paay working start kraiin aur hmesha cool minded ho k trading krain autr stop oss ko hneshaa istimaal kraain tas k hnesha minimum nuqsaan ho hmaiinn
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se kaisy bacha jaye

                        g dear ap ke bt bilkul thek hy hamen lot size kam sy kam rakhna chaheay aur forex k bary me ziada sy ziada knowledge hasil karni chaheay taky ham ziada sy ziada earning kr saken jitna ziada expirence ho ga otna he profit hasil kr paen gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se kaisy bacha jaye

                          dear friend main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main loss se bachne ke liye hamen risk kam se kam lena cahiye or small small trades open karne cahiyen or lot size kam se kam use karna cahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se kaisy bacha jaye

                            Bht Acha sawal kia hai ap nay bhai ye Jo forex hai ye loss aur profit donu ku mila kar banta hai agar sirf profit hony lag Jay tu ye bussines chl bhi nahi sakta agar sab ku profit hoga tu loss kis ku hoga yahan kse ku loss aur kse ku profit hota hai yahan loss say bachna kay leey mehnat karn parti hai jitni zyada mehnat hogi utna zyada chances hon gay loss kam karny kay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se kaisy bacha jaye

                              Dear friend asalam u alaikum dear ap ny achi bat ki hai forex trading men loss se bachany key liye aham step lot size ka km huna hai agar ham chahty hain key loss key chances km hun to hamesha lot size km rakhen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X