Account wash hony ki wajohat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hony ki wajohat
    Dear members, ziyada tar traders ka account wash us time hota hai jb wo gold per trading karty hain.gold ki movement bahut fast hoti hai jaisy keh pichly kuch dinon main gold 5 min main 1365 sy 1393 tak chala gaya jis ki wja sy kafi logon k account wash ho gaya hain..Agar hum bonus sy kisi dosry pairs per jitni ziyada over trading q na kar lain hamara account wash nhi hota hai q keh bonus account per leverage kam hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash hony ki wajohat

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery khyeal me forex trading business me kuch pear aesy han jin pe agr ham trading karty han to un pe account wash hony kla khtra hota hai dea hamra account us time wash hota hai jab ham stop loss use nhe karty han tab zeyada chance hoty han account wash kay
    • #3 Collapse

      Re: Account wash hony ki wajohat

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma stop loss or take profit ko use karna start kardaa q ka ager hum es ko use kartaa ha to per hamara account wash nhi hoga or ha hum ko lot size ko low raknaa hoga.................
      • #4 Collapse

        Re: Account wash hony ki wajohat

        Dear friends forex aik munazam idara hai jo rules aur regulations k mutabiq Kam karta he, es mein jo dhoka dahi se Kam karta hai ya forex k rules and regulations ko follow nahi karta or double cross karta hai to uska account band ho jata he, or aik bat yeh bhi hai k trading k Duran jab ap stop loss nahi lagayen gay to us mein bhi khatra hota hai account wash honay ka,
        • #5 Collapse

          Re: Account wash hony ki wajohat

          Balance kam ho tou gold main trading ka sochna bhi nehi chahiay ky ab tou gold main movement itni zyada hoti hai ky kam balance wala account bahot jald wash ho jata hai lekin agar ham gold per trade kerty huey bhi stop loss lagaty hain tou hamain beshak loss ho jata hai lekin hamara account wash nehi hota
          • #6 Collapse

            Re: Account wash hony ki wajohat

            g dear main ap ki post sy agree ho gold bphat hi dangerious pair ha q k is main movement bohta ki taizi k sath hoty ha kuch traders ko is main trade krny k main analysis k pata ni hota or wo apni equity sy big lot ko use krty ha or toka system trading krty ha jis sy sirf 5% account doubel hota ha or 95% account wash hoty ha is lia traders ko chahiya k wo agr un pass equity kam ha to wo gold k pair na trade na kry or dosry pair main trade kry or or equity k hisab sy trade kry or analysis ko lazmi use kry phr 95% profit hoga na k loss or na hi account wash hoga
            • #7 Collapse

              Re: Account wash hony ki wajohat

              Mary khyal m account wash hona no boot sari wajohat h jis m ap over trdng se ap ka account wash hota h dosra ap apny account se ziada lot utna ki try m apna account wash karwA laty ho is trah or koi wajohat h
              • #8 Collapse

                Re: Account wash hony ki wajohat

                Jee han last days gold ki movement fast hvi hai jiski waja se aksar traders k account wash ho gaye gold pe trade boht risky hai agr hum currency pairs pe trade krein tu hum lot size bhi ziada use kr sakty hein aur ziada trades bhi open kr sakty hein currency pairs mein bhi acha profit ho jata hai agr hum in baton ko mind mein rakh k trading krein tu hum kamyab ho sakty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash hony ki wajohat

                  Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke ji sir Accord was hone Ka Yahi Wajah Hoti Hai Hum isme lalas karte hain jaldbazi karte hain isliye Hamara Kondhwa so Jata Hai hamein chahiye ki Hamesha main account was hone se bacche toh I'm a lot size kam Rakhna Hoga aur jaldbazi Kabhi nahin karna hoga main Sabar karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash hony ki wajohat

                    Account was hone ki bahut vaju Hath hai Jisne sabse pahle Ya Hai Ke Forex card knowledge na hona Uske bad money management na Hona Excel Na Lagana aur Forex trading main demo kaun se practice Na Karna aur sattebaji karna aur Billa budget reading karna aapka account par koi signal Nahin bhi Bana to aapne trade karni hai karni hai Is Tarah nahin karna chahie Bol Ke Jab trade Bane tabahi trade Karni chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash hony ki wajohat

                      India friendship Forex trading main account ke vaaste hone ki badi Wajah ya hai ki hum Apna trade Badi lot size ka Lagate Hain aur Jab Hum loss Mein Chale Jate Hain Tu Ham Kuchh Nahin Karte Aur Hum lalach Mein Pad Jaate Hain Ki Ab hum ko thodi der wait kar ke Ja wapis apni position par aa jayega aur Hamara glass recover hoyega aur ham trade band Nahin Karte aur is wajah se Hamara account was ho jata hai ya Hamein wash karna pad Jata Hai Kyunki Hamara Lash recoverable Nahin Hota Aur Hum Is Tarah Apna bonus waste kar Baithe Hain thank you
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash hony ki wajohat

                        Ji haan jyadatar account is wajohat se he was hote hain members gold par trading karte hain aur open trading Karte Hain Koi stop loss ya take profit ka istemal nahi karte Jab take profit aur stop loss ka istemal trade Main Na kiya jaaye tu kisi Waqt Bhi market musalsal losss Mein jakar account was ho sakta hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash hony ki wajohat

                          G sahi kaha meray dost nay k jab ap gold pe trading kertay hn to gold ki movement bohat fast hoti ha is liay account wash honay k chances bohat zeyada ho jatay hn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash hony ki wajohat

                            Account wash honay ki bohat si reasons ho sakti hain. Jin main knowledge ka kam na hona ya km hona. Us ky baad demo py practices km karna ya serios ly k na karna jiss sy skills and experience level increase nahi hota jo trading k liya chahiya hota hai. Market analysis ka week hons aur money management ky rules ko follow na karna bari wajuhaat hain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account wash hony ki wajohat

                              G han forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey aur agar risk nah liya jay tu acha profit hasil nhi kar saktay aur jo log risk lenay se dartay hen woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay risk zaroor lena chahiay agar acha profit lena chahtay hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X