Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
    Dear brothers forex trading men her koi profit kamanay k liay hi aata hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men her koi chahta hey k ussay ziyada se ziyada profit hasil ho lekin her koi acha profit hasil nhi kar sakta jo log achi learning aur experience hasil kar letey hen aur phir mehnat aur lagan se kam kartay hen unn ko ziyada profit milnay k chances hotay hen
    As-salamu alaykum jahan tak Meri knowledge hai mujhe aisa lagta hai ki bilkul theek baat hai ki Har Koi he Forex trading Mein lalaj karte hain Kyunki Har Koi chahta hai ki hum Jyada Se Jyada profit Hasil Karen lekin Guzarish hai ki Humne Soch Samajh Kar Hi treat Karni chahiye Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?

      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Har Bande ki koshish karti hai jo zyada Se zyada profit Hasil Karen ki koshish Karte Hain Ziada profit Ke Chakkar Mein wa raato Raat Raat Aamir Hona Chahte Hain lalach Ke Chakkar Mein big size ki lot laga deta hai Jis wajah se usko loss ho jata hai Khul kabhi kabhi account b wash Ho jata hai wah kabhi bhi Kamyab nahi hote isliye agar aapne a Forex main Kamyab hona hai to aapko isme mahine se kaam karna hoga aur apne Andar Se lalach ko Khatam karna hoga Sabar Karenge to aap ko kamyabi zaroor milegi
      • #18 Collapse

        Re: Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?

        je ap ne thek bat ki ha k aksar log forex ma sirf aur sirf profit k chakar ma trading kartay rehtay hain baghair kisi knowledge aur experience k aur isi wajah se un ko loss hota ha, to forex aik risky business ha is ma greed karain gay to loss ho ga is lye agar ham is ko proper learn karain gay, aur is ki ashi tarah practice karain gay to ham is se ashi tarah earning kar saktay hain, thoday profit ko kafi samjhain, stop loss aur take profit ko use karain is lye k something is better than nothing. to greed se avoid karna chaye aur apnay emotion pe control rakhain is ma hi hamara fadiah ha, otherwise just waste of time and money also
        • #19 Collapse

          Re: Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?

          jo bhee iss kaam mein ataa haii hmaiin chahiyaii k hun ziada se ziadaa iss kaam mein profit ho aurrbis kee wajah se hee hm bhott dfaa aonaa loss kr detaii haiin hmaiin cchhiyaii k hmaain hmeshaa he situation o smjhnaa chhahiyaii agarr hum situation o sahee smjhaaii gyy too loss bhee kaam hogaa aur us k sth sth emotions r controle krnaa chahiayu taa k hum low profitt pyybhhe itifaqq kr laiin
          • #20 Collapse

            Re: Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?

            Ya Baat To Sab Ke zahan Mein Hoti Hai Ke profit zyada Hona chahie lekin jo experience rakhte Hain Log woa Is Tarah Ki Khwahish Nahin karte wo Apna target Apne balance ke mutabik rakhte Hain Jis Mein unko Zyada risk Na Lena Pade. Aur Aise log Seth trading ko Apnate Hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Kiya forex trading men her koi ziyada profit ka lalach karta hey?

              Assalamualaikum Dosto Forex trading Mein kaam karte hue aap ko chahiye k ziada sy ziada mehnat krain Soch samjh k kaam krain r ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar ni ki koshish krain take AP ko ziada sy ziada profit Hasil ho sake aur aap ko chahiye k ziada lalach na Karen balke Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Jyada Se Jyada time Forex trading Mein kamyabi K hasool k liy guzarain ...

              اب آن لائن

              Working...
              X