Islamic point of view sa forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Islamic point of view sa forex

    Dear ap nay bahut acha sawal kea ha aur sawal har trader k mind mn ata ha. Mera bhi zehn clear nai tha ic baray lekin abi bhi bahut say log forex ko haram samjhtay hain. Jahan tak mera zati khayal ha forex halal ha kyun k yeh aisa business ha jis mn profit bhi ha aur loss bhi so mera nai khayl yeh haram ha. Aj kal k jadeed dour mn yeh business ha aur jinho nay fatwa dia ha fore k halal honay ka unko ic baray lim to ho ga.
    Kinza789 Trading Journal
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Islamic point of view sa forex

      Dear mere khawal ma asa business jis ma profit or loss k braber chance ho wo jahiz hai. Kiu k ye business asa ni hai k hamy bena mehnat k bhot faida ho jae pehle ham mehnat karty hai phr luck py depend krta hai bilkul asy he jsy kurbani k janwar leyty hai log or unki mehnat hoti hai k zayda sy zayda faida ho jae mgr es ma b wo janwar ly lyty hai agy unki luck hai profit ya loss??
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Islamic point of view sa forex

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ubairch پيغام ديکھيے
        Dear frnds abhi aik dost ki post daikhi ha us ma forex k bary ma fatwa tha k forex halal ha or ya bat kai dino sa mery zahan ma thi ap log b ya sochty hongy mainy socha apko b bta dooo forex aik halal business ha
        forex merey khyal say halal he hai is main ap apnay paisay invest kartay hain or koi currency khardetay hain or mehngi honay par baichtay hain is main ap ko nuqsan or faida dono hotay hain.. haram wo chez hai jis main ap nay aik jaga paisay jama karwaye hon or wo ap ko aik fix income day raha ho.. baki Allah bahtar janta hai kay kya chez halal hai or kya haram.

        اب آن لائن

        Working...
        X