Islamic point of view sa forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Islamic point of view sa forex
    Dear frnds abhi aik dost ki post daikhi ha us ma forex k bary ma fatwa tha k forex halal ha or ya bat kai dino sa mery zahan ma thi ap log b ya sochty hongy mainy socha apko b bta dooo forex aik halal business ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Islamic point of view sa forex

    Dear friend forex trading men mere khyal se Ap sell krte hai ya buy or is men Ap ko loss ho ga ya profit Yeh bi dosre business ki hi tarah hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Islamic point of view sa forex

      Mery pyary bhai ap nay bht Acha sawal uthaya hai ye sawal har any way new member kay demagh me hota hai kay ham halal kam kar rahy hainya phrr haram kam kar rahy hain. Mn khud bhi kafi Dino say yahi soch raha tha. Mjhy lagata hai ye hala kam hai q kay es me na koi sood hai na kch ghlt aur hum kch chezeen buy karty hai ya sell aur jab fiada hu usy dobara sell ya buy kardety hain
      • #4 Collapse

        Re: Islamic point of view sa forex

        Buhut ache baath hay ke aap nay kise say pocha hay ke ye halal business hay dear maray khyal may hum is business may barpoor mehnath karthay hay our apna waqth is may lagathay hay tho ye investment hay our loss our profit be hotha hay is lay Mera zameer mukamal muthmain hay our mujay kise say pochnay ke koi zaroorath nahee knye halal hay ya haraam.
        • #5 Collapse

          Re: Islamic point of view sa forex

          mre khyal mai to forex 1 hlal busniess ha koe k ap aias mai investmen krte ha or sath sath human capital ka bhe istimal hota ha insan 2 busniess ki traha aias mai bhe mehnat krta ha forex gumbling thore ha jo k haram ha aias mai ap mehnat krte ha sath sath capital bhe invest krte ha
          • #6 Collapse

            Re: Islamic point of view sa forex

            Islamic point of view se Agar dekhna chahta Forex bahut jyada restrictions Hai Hum kaam hai isliye nahi kar sakte hain jab kaam karna hota hai tu sabse pahle Mein Soch kar Samajh Kar Islam ke rules and regulation ke sabse karna hota hai FIR Hum Log Yahan Par investment kar sakte hain Darwaza yahan par kaam Karenge Tu Jo wo thik Kam Nahin Hoga Yahan Par
            • #7 Collapse

              Re: Islamic point of view sa forex

              Dear hume is main demo account main zada se zada menat krni chaiye ye hamre liye sab se important hai ur pak forex forum main hum islamic tapy main be bat kr sakte hein hume is main experience ur knowledge k sath kam krna hota ha acha bonas hasil krne k liye hume aoni post qulitey ko be acha krna hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Islamic point of view sa forex

                g han dear bro main ap se itefaq karta hun ap ne sahi bat kahe hae forex aik halal business hae q k islamic point of view halal business woh hota hae jis main insan ko loss bhe ho or profit bhe ho or us main insan mehnat bhe kare like that forex main bhe insan mehnat karta hae or usko loss bhe hota hae or profit bhe
                • #9 Collapse

                  Re: Islamic point of view sa forex

                  Dear brother mery point of view k mutabiq rizq aik halal business hai..forex aik pure business hai jis main trader ko profit k sath sath loss bhi hota hai aur forex main profit aur loss ki ratio bhi fix nhi hai.bahut sy log forex sy related mukhtalif aitrazat karty hain.lakin mery mutabiq forex sy acha business koi aur hai hi nhi
                  • #10 Collapse

                    Re: Islamic point of view sa forex

                    Dear kisi mufti sy fatwa lena pry ga k forex kaisa business h. Baqi normal soch k mutabiq jis businesscmn loss aur profit dono factor shamil hun. Wo business theak h. Lakin esko juwa type ki cheez bi ni samjh lena chahiey q k profit aur loss tobus mn bi hoty hn.
                    Just view ???, Like kon kry ga???
                    • #11 Collapse

                      Re: Islamic point of view sa forex

                      agr dekha jae tu islamic poitn of view sae forex ka kam ksi b lhaz sae bura ni ha agr hm forex pr axe trrah mhnt kr kae kam krty han tu us sae hm axa profit bnaty han o ragr ni krty tu wo loss ho jta a tu is lehaz sae ya bussiness bnta a jis m loss bhota or loss apni mrzi sae ruka b ja skta a skills kae mutabik is laye ya thk kam ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Islamic point of view sa forex

                        Bohat best ha islamic lehaz se forex business wajah ye ess mey koe sood nahe ha humary lye sab profit halaal ha yani yahan haraam bhi kuch nahi ha fix income nahi iss lehaz sey islamic lehaz se forex bohat he ideal business mana jata ha so humey iski care kerni chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Islamic point of view sa forex

                          islamic point of view sy forex aik halal business hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye best job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Islamic point of view sa forex

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ubairch پيغام ديکھيے
                            Dear frnds abhi aik dost ki post daikhi ha us ma forex k bary ma fatwa tha k forex halal ha or ya bat kai dino sa mery zahan ma thi ap log b ya sochty hongy mainy socha apko b bta dooo forex aik halal business ha
                            Islamic point of view Savi Forex trading thick business hai isme bus Jab aap apna Forex trading ka account Banaye to vasvya free account Banaye ab aapka wala account bilkul theek Hoga aur aapki trading bhi Halal Hogi
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Islamic point of view sa forex

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ubairch پيغام ديکھيے
                              Dear frnds abhi aik dost ki post daikhi ha us ma forex k bary ma fatwa tha k forex halal ha or ya bat kai dino sa mery zahan ma thi ap log b ya sochty hongy mainy socha apko b bta dooo forex aik halal business ha
                              Islamic point of view SEBI Forex trading achol all business Hai Bus Aap Ko Itna karna hai ki Jab aap apna Forex trading ka account Banaye to bore swap free account Banaye is aapki trading bilkul Jaise Hogi aur Halal Hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X