Indicater ki maloomat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicater ki maloomat
    Forex trading main jitna v senior members hain un sub ko mn kehna chata hn k apna apna threads main indicater k bary main lazmi maloomat dein qk bhut sa new members asa hain jin ko is bary main kuch v ni pata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicater ki maloomat

    Bahi indicator ka bara mai maloomat lazmi honi chaya kiun ka indicator bohot important hai forex mai dear members forex mi main RSI ka indicator use krta hon bus mai na aj tk or koi use nahi kia RSI indicator ka hisab sb jub market 30 s necha ho tu buy or 70 s opper ho tu sell banti hai is lia forex mai RSI pr hum kafi acchi earning kr sakta hain
    • #3 Collapse

      Re: Indicater ki maloomat

      FoRex Main Kaamyaabi Afar koi Bhi Trader HaasiL Karna chaahata Hai to SabSe PehLay to Usay FoRex K Taaamaaam Tools k baray Main Achi Khaasi maaloomaat HoNi Chaahiyen oR Un k uSe K Baray Main Jaankaari HoNi ChaahiYe FoRex Main Kaamyaabi HaasiL Karnay k Liye ZarooRi Hai k IndiCatoRs ko Bhi Laazmi Use Kiya jaaeY.
      • #4 Collapse

        Re: Indicater ki maloomat

        dear members indicator aik qism ki trade leny men kafi help frahm kerta hy .kuch trader isko follow kerty hain kuch apni startegy bna ker chalty hain.aor indicator koi zyyada help full bhi nh hoty kafi sary indicators add kiye hoty hain mt4 aor dosry softwhere walon ny laikin in sy trading kerna itna zyqda acha nh ho sakta.
        • #5 Collapse

          Re: Indicater ki maloomat

          Bhai forex trading me jo log indicator use karte hen wo loss karte hen q k indcator lagging hota hai aor wo price move hone k bad hame batata hai indicator ko just divergence a overbought oversold dekhne k lye istmal karo na k buy ya sell k lye koshish karen k price action trading seekhen q indicator khud price read karta hai is liye indicator k peeche bhagne k bjai hum khud q na price read kar len jitne bhi professional traders hen wo unka chart apko clean mile ga without any indicator agr koi just support and resistance aor candlesticks ko hi smjh le to wo bhi bht acha profit kar sakta hai aor bht se log kr rahe hen.
          • #6 Collapse

            Re: Indicater ki maloomat

            g han dear bro main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae main bhe new hun mere khayal main indicator aik tool or software hae jis se hum market ka analysis kar sakte hain or market ke movement up ho ya down use ke mutabiq trading karne cahiye forex main indicator bahut important hae
            • #7 Collapse

              Re: Indicater ki maloomat

              G dear ap ki bat thek hy...indicators ko smjhna asan ni hota blky seniors jo use kr rhy hoty hn wahi smjhty hn specialy seniors ko chahye RSI indicator k bary min information zarur share krin q k ye kafi helpful hota hy trading min
              • #8 Collapse

                Re: Indicater ki maloomat

                Very good bahut acchi baat hai ki indicator ke bare mein bhi baat hui indicator bhi Hamare liye Forex trading market mein bahut jyada ahmiyat rakhte Hain Kyunki kuch indicator Aise hote hain Jin par market bahut jyada work Aati Hai Lekin Jab news Aati Hai Tu in indicator ko bhi toh kar deti hai tabah aur FIR wahi se a Wapas se Jati Hai Jahan Se by yourself Hui hoti hai lekin indicator par Hamein Bahut Si madad milti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Indicater ki maloomat

                  Yes sir mien ap say agree kerta hoon k hum ko as mien aa ker her bar indicatrs use nahi kerny hoty hien or mien as mien aa ker khud say analysis kerta or mien as mien aa ker her bar as mien earning kerna chahta hoon agar mien as mien aa ker kam kerta hoon tu mien as mien earning bee hasil ker sakta hoon as lye as mien aa ker her bar hum ko kam karna hota hai or as mien hamain he rbar earning kerna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicater ki maloomat

                    aapki baat thik hai member ke forex mein new member ko indicator ke bare mein batana chahiye waise to bahut se indicator hai lekin aaj Kal bollinger band ichimoku parabolicaur aur rsi hai jo behtarin indicator haiin indicator mein aap cheating kar sakte hain bollinger band main aapko bands batate hain aap Don aur movie leverage jab ke parabolic made out hote hain aur Digimon ko main sky sky aur 2 line kijunsin line Tekkensin line hoti hai jab bhi aapas mein cross karti Hain to moment banti hai bhai aur selfie
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicater ki maloomat

                      JI bhai both say easy new users hn jin ko abi forex k bary ma koi khass information ni hn to ap ap jinty b senoir membes hn vo time to time sab new users ko guid karty raha kary es say na to vo new users b both kuch seekhy ga blky apko b ya benifit ho gaa k ap klikes incesae ho gy or ya naki ka kam b hn es leya ap say requst hn k kindly new user ko updates keya kary ap sab seniors members ka both sukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicater ki maloomat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: bilo786 پيغام ديکھيے
                        Forex trading main jitna v senior members hain un sub ko mn kehna chata hn k apna apna threads main indicater k bary main lazmi maloomat dein qk bhut sa new members asa hain jin ko is bary main kuch v ni pata
                        Jyoti traders trading karne ke liye indicators Ho use karna chahta hai unko indicator uski information bhi Hona zaroori hai agar aap indicated score Sahi use nahi karenge to Unka fayda nahi hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicater ki maloomat

                          g han bhai a[pki tlkl thk ha indficators asal m market kae bary m hme knowledge dty han agr hm indicators axe trah use krn or axe trah unko smkj kr market ka analysis krn tu axe trah hm market ko analysis kr skty ahn hme cheyae kae hm market ko axe trah indicators sae smj kr usko forum pr share b krn taki oroon ko b faida o skae
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicater ki maloomat

                            Jmain senior member tu nhi Hoon mery Bhai lekin. Indicator ka mn my bhi suna hai Kay ye but acha kirdarr Ada karty Hain trading me ye trading me market ki pesheegohi karny Kay leey istimaal hoty Hain. Us Kay elawa ye bhi btaty hai Kay market ka trend oper hai ya nechy aur ya phr side pay ja Raha hai ye sab indicators Bata sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicater ki maloomat

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: bilo786 پيغام ديکھيے
                              Forex trading main jitna v senior members hain un sub ko mn kehna chata hn k apna apna threads main indicater k bary main lazmi maloomat dein qk bhut sa new members asa hain jin ko is bary main kuch v ni pata
                              Assalamu alaikum bhai G Forex trading Mein indicator ke bare mein maloomat Ka Hona bahut jaroori Hai baaki Tu Mujhe Maloom Nahin lekin r s i pool ke bare main Janti Hoon Agar Yeh 30 inch niche photo by aur 70 Anju par ho to Se Lagana Chahiye ya se Kafi acchi hai aur Nahin Ho Jati Hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X