Forex indicators and new traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex indicators and new traders
    Dosto aj hm baat krain gay k forex indicators k baray m mostly new traders ko smjh e nae ati k konsa indicator use kea jaey us say benefits kaisay lea jaey hm in sb indicator k haray m discuss krain gay sb say pehlay hm jis indicator ki baat krtay hain wo hay William percentage range , next thread m es k about details say bat kro ga
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex indicators and new traders

    Bohat achi baat she bhai new trader waqai he shuru main preshan ho jata hai k on sa indicator internal kray lekin mera mashwara ye k newbies ko shuru main he bata do k market indicator pe nahi chalti indicators just for helping to find where is now going to market indicator aap ko trade nahi bataye ga
    • #3 Collapse

      Re: Forex indicators and new traders

      bhai aik post me aik indicator k bary me hamen guide kren taa k aik post me kam sy kam hamen kuch to sekehny k leay mily thanks ap ny ye jo indicators k bary me information deny ki baat ki hy aik acha step hy is sy hamen bohot kuch seelhny ko mily ga aur is silsily ko jaari rakehn taa k hanen kuch seekny ko mily
      • #4 Collapse

        Re: Forex indicators and new traders

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
        bhai aik post me aik indicator k bary me hamen guide kren taa k aik post me kam sy kam hamen kuch to sekehny k leay mily thanks ap ny ye jo indicators k bary me information deny ki baat ki hy aik acha step hy is sy hamen bohot kuch seelhny ko mily ga aur is silsily ko jaari rakehn taa k hanen kuch seekny ko mily
        Sure brother , m post krta raho ga stay tuned for more information , information hasil krnay k bad usay use b krtay rahain phr maza aey ga
         
        • #5 Collapse

          Re: Forex indicators and new traders

          G han ye bat bilkul sahi hay professional traders (RSI, Moving average, momentum indicators) agar use karty hey to ye traders esy indicators ko fully understand karty hey aur esy indicators key result ko demo account me test be kia hota hay agar new be indicators ko understand kar lety hey to ye indicators un ko profitable result de sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Forex indicators and new traders

            Forex trading main jo new members hain mer khayl main uny indicaters ki itni maloomat e ni hai or kisi kisi ko tu pata e ni hai k ya hota kia hai tu mera khayl main senior members ko chaiya k wo apni posts main is ka bary main zarur baten r apna knowledge baki members sa share kren
            • #7 Collapse

              Re: Forex indicators and new traders

              G han bhi ap ki bat bilkul theek ha jab koi banda new kam start krta ha chahe wo forex trading ho ya koi aur kam ho to start use mushkilat ka samna krna parta ha us ko cheezon ki itni samj ni hoti indicators market prediction to ni krte but prediction mn help zarur krte han kisi b trader kelie chand buniadi indicators ko samjna lazmi ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex indicators and new traders

                FoRex Main kaamyaab HoNay k LiYe Or PrOfitabLe TeadiNg Karnay k liYe inDicators ka isTemaal Bhot ZarooRi Hai q k JiTna Zyaada Dehaan inDiCators ko Samajhnay main Lafaaya Jaaey fa UtNa Hii Aasani Se Or jaldi Na SiRf iNdicators ko samajh Saktay Hain BaLke IndiCatoRs ko Teades Main Apply kaR k BhoT Hii Achi AmoUnt Main ProFit bhi kamaaa Saktay Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex indicators and new traders

                  apny jis indicator ki bat ki hy wo hy villiam percentage.mery bhai wasy ye indicator work kerta ho ga .laikin mery kyal men kisi bhi indicator per depend nh kerna chye kun k koi bhi indicator 100 fesad work nh kerta ho ga.isliye hmen chye k ham apni traf sy kisi achy trader ko follow kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex indicators and new traders

                    Aap nay buhut acha topic start Kia hay lekin agar is thread may he is k baaray may koi detail dathay tho ye acha hotha kionka asay threads Jo uncompleted ho os say kise ko koi faida nahee mil sakhtha aap nay bas indicator ka naam he batha dia is k baaray may koi tafseel be post karthay tho ziada acha hotha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex indicators and new traders

                      new trqaader ko scheyae kae wo market ko smjna sekhaea us kae lyae apk ocheyae kae ap axe trah indficators ko smjna sekho or isi trah ap market ko smj skty han or kam kr skty ahn market m agr ap indicators ko smj kr kam ni krn gy tu apko is sae axe trah forex pr kamaybi ni ho skty ha apko cheyae kae ap axe trah mhnt kr kae kam krn or axe trah market ko smj kr kam krn
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex indicators and new traders

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Afnaan123 پيغام ديکھيے
                        Dosto aj hm baat krain gay k forex indicators k baray m mostly new traders ko smjh e nae ati k konsa indicator use kea jaey us say benefits kaisay lea jaey hm in sb indicator k haray m discuss krain gay sb say pehlay hm jis indicator ki baat krtay hain wo hay William percentage range , next thread m es k about details say bat kro ga
                        Assalamu Alaikum new traders ke liye Forex indicator ke bare mein Janna bahut zaroori hai Jab tak Tumhe Maloom Nahin Hoga Ki Hamein indicator ka use kaise karna chahie aur kab karna chahie Usko Kab Tak Ne Kamyab nahi mil Sakte iske liye Anushka learning sururi Hai Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex indicators and new traders

                          dear kuch log sarif analysis ko fallow kr k trading krte hein hume bilkal be esa nai krna chaiye trading main hume kafi cheezo ka knowledge lena parta ha analysis ka be ur indicotor ka be hume is main soch samj kr kam krna chaiye ye hamre liye acha business hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex indicators and new traders

                            Ji haan kya re dost aapne bahut accha thread Kiya ke trade mein indicator score New uses kis tarah use kar sakte hain tu hamare new user kois baat ka khayal rakhna chahiye ke unko zyada experience nahin hota to wajada indicators ko istemal Na Karen kyunki indicators unko loss bhi karwa sakte hain tu pahle iske bare Mai knowledge hasil Karen aur FIR is par kaam Karen yahi unke haaq mein behtara hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X