friends chlo namumkin ko mumkin bnayein .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    friends chlo namumkin ko mumkin bnayein .
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham mehnat krein gay hamein aik na aik din zaroor kamyabi mily gi friends ju banda mehnat krta hai wo na mumkin ko mumkin bna deta hai us kay samny har mushkil kaam mehnat krny say asaan ho jata hai friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat ki kamyabi ataa farmay AMEEN!
    Last edited by ; 21-06-2019, 12:28 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: friends chlo namumkin ko mumkin bnayein .

    Forex mein koi kaam namumkin nahin hai lakin mushkil zaroor hain aur mushkil kaam ko aasaan banaya ja sakta hai aap sub log forex mein mehnat sae kaam kerain soch samajh ker trade lagain market kay analysis kya kerain tou forex mein kuch bhi mushkil nahin rahay ga

    اب آن لائن

    Working...
    X