Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.
    Kafi saray new traders jab forex trading start karty hain tu woh market ko bohot he ziada time observe karty rehty hain ya phir har time per he trade open karny kay chakar mai rehty hain. iss trah karny say aik tu traders ke sehat b damge ho sakti hai aur dosri baat yeh ke trading ke hisab say yeh aik kafi risky cheez hai jis say traders ko door rehna chaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

    Gee haan aap ki yeh baat bhi theek hai aur risk ko kam kernay kay lye agar hum forex market mein apni trade laga ker aur uss mein take profit aur stop loss laga ker chor dain tou humain forex market sae faida ho ga aur loss kay chances bhi kam ho jayain gay aur risk bhi kam ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Kafi saray new traders jab forex trading start karty hain tu woh market ko bohot he ziada time observe karty rehty hain ya phir har time per he trade open karny kay chakar mai rehty hain. iss trah karny say aik tu traders ke sehat b damge ho sakti hai aur dosri baat yeh ke trading ke hisab say yeh aik kafi risky cheez hai jis say traders ko door rehna chaiye.
      Yeh Baat aap ki bilkul theek hai traders ko Har time market Manta Nahi Rahana chahi Kyunki sometimes market ki condition bahut kharab hoti hai agar traders Aise time pe trading karte hain tu sirf loss hota hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

        Forex trading ak asa business ha h jis ki market 24 ghanty open rehti ha is lea hmy chaiya k kabi v zyda daur market main na rahen qk zyda market main rehna risky hota ha or losses k chance barh jafy han is lea hmy chaiya market main us tim enter hon jab risk kam ho r profit k zyda chances hon
        • #5 Collapse

          Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

          bohat khoob baat ki hy apne main apki baat sy agree krti hon kay agr ap yeh lalach krty howay kay main ek din main ameer ho jaon ga and din rat ya har waqt market main in rhain gy and sara din computer py trading krty rahyn gy to ap loss kro gy ap pehle market ko watch kro analyse kro agr market apko koi chance daiti hy to trade kro agr nahi to wait kro jaldbazi na kro .
          • #6 Collapse

            Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

            Ye baat ap ki teek ha brother jab hum her waqt dekty rehty ha to us ma per humain trade open karny ki hwahish bi hoti ha es leye huamin tora sa sabar o sakoon sa kaam lena chaheye our her waqt market ma in nahi rehna chaheye ta k kuch na kuch sakoon ho our jab hum market open kary to dimagh bi kaam kary thanks
            • #7 Collapse

              Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

              ok thankx bhai apki bt pr amal kiya jay gha lkn jo new traders ay gha wo isko time de gha to hi is kam ko sikh pay gha lekin jo new trader aate hai wo fazool main screen par mouth jama kar baithe hai jis ki wajah se us ki sahat par bura asar parta hai aisa nai kana chayie
              • #8 Collapse

                Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

                forex aik bohat bara business hain hamy expert ban ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex aik real business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

                  beshak har time market main in rehna trader ko risk main rakhta hay. is liye trader ko time per karen aur time per hi exit karen. kabi bhi trading ko be waja shoro na karen aur na hi us ko hold karen ager trading ko hold hi kerna hay to trader ko chaye kay wo trade ko risk free ker lay aur apnay profit ko secure ker kay hi trade ko hold keray.
                  • #10 Collapse

                    Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

                    Mery kheal say to markeet ko analyze karty rehna koi buri habit ni hy na yh risk ko barhati hy bal k is say narkeet k lamhay lamhy k attitude ka pta chalta hy or hamary knowledge men izafa hota rehta hy so esa to bilkul b ni hy k is say risk bhar jata hy may be new traders loss dekh kar esa feel karty hon
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Har time market mai in rehna risk ko increase kar daita hai.

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna cahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profot gain kar saky gy forex aik asa busuiness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X