forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko din raat krty rehna loss krwata hy
    dear members jaisa ky ap janty hain kay forex market duniya ki sb sy bri market hy yeh 24 hours open rehti hy lekn agr ap sara din computer kay agay bethy rahain gy and profit kay lalach main trading krty rahain gy to ap apna account wash krain gy apko jab market chance dy tb trade laini chahye agr market ap k khilaaf chl rahi hy to apko chahye kay wait krain jaldbazi na krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

    Aap nay bilkul teek kaha forex trading ek asa business hay jis say agar aap ko faida Lena hay tho sab say pehlay is ka experiance hasil karna hay our jab aap is business may expert ho jathay hay tho aap har waqth trading nahee karthay balke aap apne marze ke trade laganay ka wait karthay hay our jab aap ko market say faida utanay ka moqa nazar aatha aap trading karthay hay.
    • #3 Collapse

      Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

      G han is sy ye hota hy k hum din raat sakht mehnat karty hain aur iski waja sy diprestion main aa jaaty hain aur buhat dipressed ho jaaty hain isi waja sy humy apny trade main loss ka samna karna parta hy agar hum is main apni sehat ka bhi khayal rakhy aur is main time table k saath trade karain to is sy kaafi faaida ho sakta hy aik to humari sehat ka aur duara humari profit ka
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur din rat trading kartay hen unn ki health jaldi kharab ho jati hey kiun k unn ki rest aur neend poori nhi hoti iss liay apnay time ko adjust karna chahiay ta trading bhi ziyada ki jay aur health pe bhi koi effect nah ho
        • #5 Collapse

          Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

          bohot he ziada aur ghair zaroori toor per forex market mai har time per active rehna aur ghair zaroor toor per trading karty rehna aksar loss ka sabab banta hai. forex market kafi risky market hai aur traders ko sirf iss time he trading karna chaiye jab inkay knowledge kay mutabiq profit hasil karny ka acha chance ho.
          • #6 Collapse

            Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

            Main Aaap Ki iS Baat Se itefaaq Nahi KaRta q k foReX MaRket Main Kaam KaRnay k LiYe ZarooRi HoTa Hai K Zyaada TiMe market ko DeN or RiGht TiMe Py hii Trade OpEn Bhi KaReN oR cLoSe Bhi KaRen iSsi Waja se HuMen KoShiSh Karni ChaahiYe k JiTna Bhi FRee TiMe ho Market Ko Den Or news Py Bhi Zyaada deHaan DeN.
            • #7 Collapse

              Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

              yes dear profit ki lalach kay liey humainy 24 hours computer kay agay nehi bethna chahiey is se stress me akar hamari trading loss me ja sakti ha ap ko chahiey kay ap apna aisa time table select karay jis wakt market aik achi movement daay or ap profit earn kar sakay dear aik baat yad rakhainy market 24 hours ap ko achi movement nehi daay sakti ha is liey time table or best chance par entry lay kar profit lay or phr next day ka wait karay
              • #8 Collapse

                Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

                G bilkul forex trading ak asa business hai jis ki market 24 ghanty khuli rehti hai or lakin is main hmy din rat trading ni krni chaiya bhalkyl trading ko time dena chaiya r hmesha sahe waqt k intzar krna chaiya jab ak achi entry mil rahe ho jis mian risk kam ho tu trading krni chaiya jo hmry lea best ha
                • #9 Collapse

                  Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

                  G janab ap ne sahi kaha forex market mein enter hony ka aik time hota ha esi liye time frames diye jaty haen mt4 mein k ap apni asaani k liye koi time frame choose kr laen aur us hisab se trading krean. Ab jb ap hr waqat 24hrs mein se 16 hrs forex market k samny baith k guzaro ge tu definitely ap short time frame ka use kro aur short time frame pe Jo week signal ap ko nazar aye ga ap trade lagai ge tu ap apna nuqsan kro ge es liye behter yehi ha k aik proper time k sath trade krean achy time frame ki selection krean aur us pe Jo achi trade mily wohi trade lagaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sadaf184 پيغام ديکھيے
                    dear members jaisa ky ap janty hain kay forex market duniya ki sb sy bri market hy yeh 24 hours open rehti hy lekn agr ap sara din computer kay agay bethy rahain gy and profit kay lalach main trading krty rahain gy to ap apna account wash krain gy apko jab market chance dy tb trade laini chahye agr market ap k khilaaf chl rahi hy to apko chahye kay wait krain jaldbazi na krain.
                    Forex trading made Railways job bahut jyada trading karte hain aur Raat Din chatting karne mein hi Lage rahte hain tu unke loss ke chances increase hote hain Kyunki kaam ka bartan bahut jyada ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

                      hum raat mi ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasal kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala unique busines hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ko din raat krty rehna loss krwata hy

                        g ha forex trading asa kaaam hain k is main merket 24 hour opan rehti hain dear agar merekt move karti rehti hain tu log forex say earning karte rahy hain agar merekt closs ho jati hain tu earning b closs ho jati hain forex online asa kaam hain k life time kar skte hain and long time

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X