forex main laalach krna bohat mehnga prta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main laalach krna bohat mehnga prta hy

    Ji bilkul bhai jaan. Forex Mein Jo Bhi lalach Karte Hain unko Aakhir Mein loss hi hota hai. Lekin bachon ka Jyada lalach Karne Wale Jyada profit bhi le Jate Hain. Kyunki Hua Jyada lalaj Ke Chakkar Mein Jyada Badi lot open Karte Hain aur Zyada Badi lot Jab Ropar Mein Chali Jati Hai To wo Jyada profit bhi le Jate Hain. Lekin Laut Hamesha Chhoti hi rakhni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main laalach krna bohat mehnga prta hy

      yes dear forex main lalch aik bohut he khternak bemari hai jiss say jan churana boht mushkil hota hai aur aik expereince wala trader bhi iss say bohut ziada loss karta hai iss leay kehty hain k ham ko aik target bna kar aur aik plan k sath kam krna chaheay aur jab apka target pora ho jay tu ap ko kam karna band kar daina chaheay phir app ko aik achy aur new level ka wait karna chaheay phir he ap success ho sakty hain.
      • #18 Collapse

        Re: forex main laalach krna bohat mehnga prta hy

        ji bhai aap na sahi baat ki ha forez ma lalach krna mehnga prta ha or hamen chahiye k hm forex ma lalach na mren kyunki lalach buri bala ha or hamen forex ma imandari sy kaam krna chahiye is hamara faida ha..thank y0u.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: forex main laalach krna bohat mehnga prta hy

          Dear forex member mere khyal se duniya men koi bi kaam Aisa nahi hai jis men risk na ho ap koi bi business start kr Lyn us men risk zroor ho GA lekin kamyab wahe hota hai jo risk se ghbrata nahi hai balky us se muqabla krta Hai aur us ko na sirf kam krta Hai balky is k sath sath apny business ko kamyab bnane ki koshish krta Hai is liye Agar khud ko kamyab bnana Hai to risk lyna sekkhen aur Un se muqabla kr k khud ko kamyab bnana seekhen.

          اب آن لائن

          Working...
          X