After losses take a rest then trade.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes its good approach to stay for a while after losing trade and then to start the trade its necessary to give the trade attention with a fresh mind.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee aap ki baat say main ittefaaq rakhti hoon kay aap ko losses kay bad rest karna chahiye trade laganay mein par aap ko posts kar kar kay apna balance banana chahiye taa k aap again zeyada profit haasil kar sakain
      • #18 Collapse

        dear loss aur profits zindagi kay sath sath hi hai .dear agar app ko kisi wajha say loss ho geya ho for you to dil chota na karey .ap bhi forex say daily devoid of loss achey say acha earnings earn kar skatey hain .dear app ko chahiye initial forex ko learn karey 2nd demo practice karey jab demo mein app full expert ho jaey in order to phir hi app forex mein without having greed trading karey inshAllah app forex bussiness say daily with no loss acha profits easyli kama saktey hain
        • #19 Collapse

          JEe Loss karny k bad hummain aram hi karna chahiya nahi tu jald bazi main or ziada loss ho jaye ga. hum is main jita jaldi jaldi karain gay k bus is say profite gain karain tu bus phir hum kabhi kamiyab nahi ho sakty hain. AIk trade main loss hony k bad rest karain or THori dair bad is main again tader karain...
          I Neend Good friends............ :confused:
          • #20 Collapse

            After losses then take rest and make good analysis in the market then we can make consistent profit. Always trade technically and with best technical knowledge in the market we can make good profit always and become successful.
             
            • #21 Collapse

              g bilkul starting me jb aap achi tarha expert nahi hothay forex trading me tho aap ko chahiye k km lot laghae trade me tha k aap ager loss bhi karay tho nuqsaaan zyada na ho oor zyada se zyda trade karnay k moqa milay oor jb aap loss karay tho phir apni loss ki waja doondy oor wo ghulthi avoid karay aeenda trades me
              • #22 Collapse

                G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hmen agr loss ho jaye tu hmen chahye k hm is business me rest karen or phr doabar trade karen agr loss k bad aik dam trade kar lyn tu hm tention ki wajah se doabar loss kar jaty hain yahan pr..
                • #23 Collapse

                  i think jb ap ko forex trading may loss ho jaye to ap heart na ho balky ye sochy k ap se asi kon si galti hui hai jis ki waaja se ap ko loss hua hai aur koshish kary k dubara wo galti na ho aur phr full confidence k sath trading kary ye soch kar loss is the part of business and he can do this.............
                  • #24 Collapse

                    After losses in the market we should take rest in the market and then make profit with start analysis again. Always respect the market trend in order to become successful in the market and therefore we become successful.
                     
                    • #25 Collapse

                      jee bilkul sahi kaha hai apne agar hum continous loss ho rha hai toh phir humain chahye kay hum apna mind change karain or kuch din trading na karain lekinphir hard working kar kay start karain.
                      • #26 Collapse

                        yes dear me ap ki bat se agreekrta hon ap ne bhot acha kaha ke loss hone ke bad ap rest kren aur achi learning kren aur bhot kuch sekhen jis ki waja se loss howa ha then ap work kren then inshallah sucess ho gi
                        • #27 Collapse

                          rest nai karni chiaye skills ko increase karna chaiye aur forex sab kay liye hay forex ko house wife bhi kar sakti hy aur achi trha trade kar sakti hay lekin un ko pehly forex ko seekhna hoga takay woh forex mein loss say avoid kar sakay aur forex mein bilkul lalach nahi karni hogi aur low profit bhi accept karna chayie .
                          • #28 Collapse

                            Forex trading min profit bhi he aur loss bhi jab hum profit leite hin to khushi mehsos karte hin magar loss ki sorat min humin mayosi bhi hoti he aur hum chahte hin k jeitni jaldi mumkin ho hum apne loss ko cover karin aur kafi bari earning kar lin es sorat min sakoon zarori he.
                            • #29 Collapse

                              Yes you are right. loss k baad apni mistakes ko samajhne k liye kuch time spned karna cahye taak next trade aap ki successful ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Hamesha soch samaj kr chalna chahiye loss ho jana koi bhari bata nahi. Lekin hamien sub se ziada zarurat is baat ki he ke hum apne rules banayien. ur ager loss ho b jata he. to us time hamien pareshaani to hoti he. lekin us time hamien trading bilkul b nahi krni chahiye. bus rest krien. ur pareshan naa houn . bus wait karien ur sahi time aanay per pana loss recover krne but thori throi profit kr ke.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X