News time main trading aur is ky effects!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News time main trading aur is ky effects!!!
    News market ki movements py bohat zyada effective hoti hain. Lakin agar kisi trader ko upcoming news ka pta na ho aur trading start rakhy to news ky kya effects hun gy uski trading py....??
    News time main market ka behavior kaisa ho jata hai is main trading karny sy roka gya hai.....?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News time main trading aur is ky effects!!!

    Bahi news market pr bohot asar andaz hoti hai jub news ati hai tu market mai movement bohot tazz hoti hai market mai entry lana s pahla news ko lazmi study karian agr market mai hum news s pahla entry lata hain tu huma loos ho sakta hai agr loos s bachna hai tu huma news ahna ka bad market mai entry lani chaya tu huma ak accha profit hasil ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: News time main trading aur is ky effects!!!

      Main tou news time main trade sy avoid kerta hun ky kabhi kabhi tou bahot acha profit ho jata hai lekin aksar account wash bhi news time per hi hota hai ya phir loss itna zyada increase ho jata hai jis ko recover kerna mushkil ho kata hai tou behter yeh hai ky profit thora hi sehi lekin continue rehna chahiay jo account wash hony per khatam ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: News time main trading aur is ky effects!!!

        Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke bhaijaan Nagar news ho to Hamein trading nahin karna chahiye Kyunki kal main jaldbazi Mein Aakar trading kar diya hai do trade laga diye the gold par lekin main sell kiye hue the gold bahut jyada Ban Gaya Hai Tu Mera account was Ho Gaya isliye Hamein jaldbazi Mein Aakar chatting nahi karna chahiye Jab news ho to
        • #5 Collapse

          Re: News time main trading aur is ky effects!!!

          Jeb bhi kisi pair ky related koi high impact news ati hy to us pair ki volatility berh jati hy. News trading ki ager koi achi strategy ho to teb hi trading kerni chaey werna is se door hi rehna chaey. Keon kuch news aisi hoti hain jinka effect long term tek rehta hy aor woh trend ko bhi change ker deti hain. Main to news ky waqt sirf market ko watch kerta hon.
          • #6 Collapse

            Re: News time main trading aur is ky effects!!!

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai ki agar Hum news ke Waqt trading Karenge to use Waqt risk Lena padta hai ki Yahan to market Upar Chali Jayegi ya Neeche Ja Tu Hamein bahut jyada profit De Jayegi ya Hamara account was Kar Dega
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: News time main trading aur is ky effects!!!

              Dear brother jab News aane wali hoti he to us time trade opne nahi kerna chahiye kio k pata nahi News ka affect kis side per market ko move kerta he is liye News aane k baad hi trade open kerna chahiye or jab news ka confirm ho to sub se pehle ye dekhna chahiye k ab market kis side per move ker sakti he to phir trade open karni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: News time main trading aur is ky effects!!!

                forex aik bohat bara business hain hamy is mai news ko dahkna chahey hum news mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik international or legal business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: News time main trading aur is ky effects!!!

                  news time main trading kernay kay kuch fiday aur kuch nuqsanat hain. fiday yeah hian kay trader ko boht jaldi acha khasa profit mil jata hay aur aur trade kuch hi der main tp hit ker jati hay aur nuqsanat yeah hian kay trader ko market main loss jaldi ho jata hay aur wo mazeed trading kernay kay kabil nahi hota. aur market main volatility ki waja say trader ko move ki samag nahi ati.
                  • #10 Collapse

                    Re: News time main trading aur is ky effects!!!

                    forex aik online business hain hamy best experience or knowledge haisl kar ky market ko achy sy learn kar ky is ki news ko follow karty howy is main hard eork or mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News time main trading aur is ky effects!!!

                      forex aik online business hain is mai news ke bohat ahmeyat hain hamy is mai mahnet sy kam karna chaehy forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakt yhain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News time main trading aur is ky effects!!!

                        Newstime ke dauran market ki moment bahut jyada ho jati hai aur isse Jyada moment ki vajah se brokers ka spread bhi bahut jyada ho jata hai Tu Agar aapka account chota hai aur aapki trade badi hai aur news a Gai aapki trade open Rahi separate Jyada hone ki vajah se aapka account wash bhi ho sakta hai isliye newstime ko zaroor check kiya Karen aur uske bad trade Kiya Karen ke Kahin Mein newstime ke dauran to trade nahin kar raha.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: News time main trading aur is ky effects!!!

                          news ati hai tu market mai movement bohot tazz hoti hai market mai entry lana s pahla news ko lazmi study karian agr market mai hum news s pahla entry lata hain tu huma loos ho sakta hai agr loos s bachna hai tu huma news ahna ka bad market mai entry lani chaya tu huma ak accha ky kabhi kabhi tou bahot acha profit ho jata hai lekin aksar account wash bhi news time per hi hota hai ya phir loss itna zyada increase ho jata hai jis ko trade opne nahi kerna chahiye kio k pata nahi News ka affect kis side per market ko move kerta he is liye News aane k baad hi trade open kerna chahiye or jab news ka confirm ho to sub se pehle ye dekhna chahiye k ab market kis side per move kerna mushkil ho kata hai tou behter yeh hai ky profit thora hi sehi lekin continue rehna chahiay jo account wash hony per khatam
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X