Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn
    Dosto jb ap thread post krty ho koi bhi tu spelling ka khas khayal rkha kryn ta keh dusro ko asani sy smjh a sky han mistake ho jati hai insan sy kbhi kbhi lekn thora sa gaur kr kr hr thread post kiya kryn kia pta forex business min is bat ko bhi kafi note kiya jata ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

    G ha sir apny kafi thick bola hai kio ka agar post ka speeling thick na ho tu bouns kam melta hai aur acha post karny pay acha bouns hasil hota hai aur zaida say zaida quality ki post karna chaiya tub acha say acha bouns mely ga
    • #3 Collapse

      Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

      Dear friend app bikal theak kha raha hain lakin main app sa khana cahta hoo ka kuch log asaa hota hain jo posty orr thread main apni mistake pr control nai krta plz humari app sa request ha ka apni mistake pr control karin tha ka kise ko kohi prsahani na ho forex main thread ya posty pharna main
      • #4 Collapse

        Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

        g han ap sahi kah rhy ha forum par posting karta howa ham logo ko is baat ka khal rakhna chayia ka ham log apni threads ma jo be baat lik rahya ha wo dusro ko samaj ani chayia aur is ka liya ham logo ko spelling ka khal rakhna chayia aur agr ham logo ki spelling ma koi mistake ho jati ha to is sa boht sara log0 ko hamary baat samaj ma nai ayti ha aur is waja sa wo hamry post ka reply nai karta ha
        • #5 Collapse

          Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

          G ap ki bat thk ha thread krty waqat hamaen es bt ka khayal rakhna chaye k ham Jo bhi type kr rahy hoon aik tu us k spelling wazih hn bht short bhi ni likh a chaye q k perhy wala pta ni us ko kiya perh jaye ya ap k likhny k andaz ko na samjh saky. Dosra ye k ap Jo bat krna chah rahy hoon us ko sada alfaaz se biyaan krean ta k ap ki bat ko agla band samjh saky. Bht complications mein ni perhnea chaye sada aur asaan tareeqa use krna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

            g han ap ki baat bilkul theek ha ham logo ko forum par posting karta howa ham logo ko apni spelling ka kahl rakhna chyaia ku ka agr ham logo ki spelling sahi nai hogi to ham logo ki baat dosro ko samja nai aya gi jis ki waja sa boht sara trader hamary post aur thread ko ignore kar daya ga aur hamary post delete be ho sakhti ha is tyra sa
            • #7 Collapse

              Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

              Han ji spelling ka khas khayal rakhen main app sa khana cahta hoo ka kuch log asaa hota hain jo posty orr thread main apni mistake pr control nai krta plz humari app sa request ha ka apni mistake pr control karin tha ka kise ko kohi prsahani na ho forex main thread ya posty pharna main
              • #8 Collapse

                Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                G bilkul aisa hi he forex mein thread ko post kartay waqt spelling ka khas khayal rakhen or achi achi posts Karen or jo bhi word likhen wo saaf or read full ho ta k sab ko samjh aye or sab thanks karen
                • #9 Collapse

                  Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                  Assalamualaikum dear friends Forex trading 1 online business hai isme Hamein bahut Itihas se kaam karna Hota Hai Ham form par Jo post aur thread share Karte Hain Hamein Unka Khaas khayal rakhna chahi Kyon Ki share karte waqt spelling ki bahut zyada mistake ho jati Hain Jis wajah se a read Karne Wale Ko samajh nahin aati Aur va Hamari post ko ignore kar dete Hain Jis wajah se a Hamari post delete bhi ho sakti hai isliye Hamein share karne se pahle apni post ko read kar lena chahie Taake Koi Galti Ho Tu Ham thik kar sake Is Tarah read Karne Wale Ko samajh mein aa jayega aur Hamein thanks Bhi Milega aur Hamein bonus Bhi Milega aur phir Hum trading Karke achha profit Hasil kar Sakenge Is Tarah Hamara time bhi zaya Nahin hoga Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                    G bilkul ap ny sahi kaha hai agar ap sahi sy kaam kary gy or jab ap sahi sy posts kary gy to ap ko bonus b acha mily ga or agar ap spelling mistake kary gy to ap ki posts ki smjh nahi aye gi or bonus kam hi mily ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                      G ha ap ny Tk bt ki ha ky thread or post krty waky hm ko both he khas khayl rakha chaheya q ky Jo spelling hoty a Na wo ager galt ho jaty ha Na to pher post delete Kr daty ha to hm apni post ko bAchana Chaya ha Na to hm ko is my koei he galti ni krni Chaya
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                        G dear aap ki baat bikul theek hay ky forex main threads oor post kerty Hain too spelling ka khas khal rakha kerain kun ky ager aap spelling sahi nai hoty too akhsar members reply bhi nai kerty oor aap ka paygham poora nai pouchta.
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke we will call Agar Hamesha Main Jab Bhi trading karte hain aur Jab Bhi post Karte Hain To hamein chahiye ki Hamesha main sleeping Ka Khyal Karen aur sleep na AJ humei Kyunki Agar Hum ismein sleeping Karenge Aur Paschim ke Waqt ooha Mera galat ho jayega
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread posy krty time spelling ka khayal rkhyn

                            Thread post kertay wakat ya post kertay howay jab ham kisi bhi thread ka reply dy rahy hotay hain to hamen apnay post ya thread kay spelling ko zaror check kerna chahye baaz dafa aisa hota hay kay jaldi main ham jo likh rahay hotay hain spelling mistake ki waja say wo nahi perha jata jis ka na likhnay walay ko koe fida hota hay aur na hi study kernay walay ko.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X