must try to trade with own analysis.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jitna ho saky ap utni had tak apni statigy apnaty huy market main kaam kary insan jab tak risk nai lyta tab tak usy market k utar charhao ka pata nai chal sakta is lia hamsaha kisi k balboty py trade kany ke bajay apni statigy apnaty huy trade kary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g ha bhai is main 3 types k analyse hoty hain market k and hamain chaye k hum kissi ek ko he pick kar k us main grip karain and us main perfect ho kar trade main use karain...
      • #33 Collapse

        g han bahi app theak keh rehay ho hamain analyses kay sath hi trading karni chahiye q kay agar ham analyses kay sath trading karain gay to ham is business main successfull rahain gay so analyses say trade karna forex trading business main important hay.
        • #34 Collapse

          gee ha bilkul hame chahiye ke hum treading kary apni hi tareko par q ke aghar hum khud treading karengy to hum kuch seekhty hai or practice or experience bhi hasil karty hai
          • #35 Collapse

            Agar koi bhi aadmi apney analysis ki buniyad pe koi kaam kerta hay to us mein usey zaroor kamyaabi hoti hay is leay insaan ko chaheay ko wo apney analysis ki bunyad pe hi trade karey, so usey is mein zaroor success miley gi.
            • #36 Collapse

              ji bilkul aisa hi hona chahy .. agr ap trading karny ja rahy ho to apka mind jo analuze kr ra hy to usk mutabik ap order lgao ta k easily apko profit ho sky .. is lye zrori hy k insan ko market ko analyze karna ana chahy
              • #37 Collapse

                forex ma ap khud hi mehnat karo gy to kam ko sekh sakte ho hume bss iss ma hard work ki zarort hai jab asya kare gy to hume forex k bare ma ziada samj aye gi or hum kamyaab ho jaye gy ,
                • #38 Collapse

                  yes dost forex market main ham ko apny technical analysis pe decision le kar he trade karni chahiye is tara ham ko market ka experience hasil ho ga aur ham day by day ak good trader ban jae gay
                   
                  • #39 Collapse

                    trade krnay kay liye khod ko smjhna chahe aor khod hi trading kay order lgaa kr kam krna chahe aor tradign main experience sy kam krna trader ko profit data ha aor is main us wqt trader boht faida otha lata ha jb is main woh expert aor market ko analysis kr kay work krta ha
                    • #40 Collapse

                      assalam o alaikum g bhai jan forex me humen apne analysis ko zaror use karna chahiye or is ka humen sub se bara fida ye hoga k humen loss nahin ho ga or humen is k sath sath planing k sath bhi trade karni chhaiye
                      • #41 Collapse

                        assalam,o,alaikum my dear brother mere khayal se aapne bilkul theek kaha hai must try to trade with own analysis hmen khud trade krni chahie kisi k aasre me na behte
                        • #42 Collapse

                          mara khyal hai app ko kis ki help layni chy ky wo trade kasa karta hai taky app ko bi ilam hoo jy ky appko kasy trade karni hai or kha karni hai ....is thara app ko market ka analysis bi karna aajy gaaa thnx
                          • #43 Collapse

                            g apne thk kha k agr hum apne analysis se trade krengey toh bht acha hoga lekin humey apni stretegy bna ne k liye bhi forex ko phle achi tarhan se learn krna ho ga or forex mein hard work krna hoga.....
                            • #44 Collapse

                              aap nay theek kaha k is main aap ko apni analyse say hi is main trade karna chahieyy agar aap kisi k brosay is man trade karo gay to aap ko is main loss ho ga or aap ko is main earning nai ho sakay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g bhai jaan apne bhot he ache baat kahe hai and mai b ap say agree b karta hu and mai samtja hu humay is business mai ache say pehle experience gain karna he chaiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X