Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna
    bhajan Mera Sawal Hai Ki agar aap gusse mein hai to aap ko Sahi Kaise Ghana Kare Kyunki aap gusse Mein Aakar trading Karenge to aapko loves Hoga profit kabhi nahi hoga aur aap iss main Kabhi Kamyab bhi nahin Ho Payenge
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

    G bilkul forex trading ak asa business ha jis main emotions ki koi jagha ni ha is main agar ap. Emotions sa kam. Lein ga tu ap. Kabi bhe forex trading main kamyab ni ho sakty or ghusa main kea gay fasila hmesha nuqsan dety han or sharmindgi k sabab banty han is lea hmesha forex trading main sakoon waly mind sa kam lein
    • #3 Collapse

      Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

      Bahi gusa mai ah kr agr ap trade open karian gain tu acchi trade open nahi ho saka gi ap ko ap ko loos ka samna krna pahra ga dear members agr ap forex mai entry lata hain tu cool mind s entry lain tention mai trade open na karain aram s sakoon s kam karian ta ka ap ko loos nahi profit ho is lia tu kahta hain gusa mai kiya jana wala kam kahrab hi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya main kabhi bhi gussa nahin karna hoga Agar Hum usse Mein Aakar trade open Karte Hain To Hamein bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isiliye Hamein Har Waqt trading karni ho to Soch Samajh Kar trading karna hoga thanks
        • #5 Collapse

          Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

          Salaam Walekum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai hamein chahiye ke gusse Mein Aakar Hum iss main kabhi bhi le lete naamkaran Kyunki Agar Hum Ho ismein gusse Mein Aakar jaldbazi Karenge trading Karenge to hamesha main Kabhi Kamyab Nahin Honge Hume Har vakat loss hota Rahega aur is main Kabhi Kam yaar Nahin Honge Agar Kamyab Hona chahte hain tu hamesha main gusse Mein travel nahin karna chahiye aur Sabar Kar Ke trading karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Jee bilkul Army gusse Mein Aakar kabhi bhi nahin Karni chahiye Kyunki Agar Hum isme gusse Mein Honge to hum kuch galat kar baithenge aur Shera Mein loss ka Samna karna padega isliye Hamesha hi ki Hame achche mood mein ho kar FIR Reshma trading Karen
             
            • #7 Collapse

              Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

              Assalamualaikum Ji Na Bhajan aapne bilkul theek kaha hai ki Hamein gusse Mein Aakar kabhi bhi trading nahin karna chahi Kyunki Agar Hum Na Karenge to hum Apna account was karwa sakte hain isliye Agar Hame gussa Aa Jaye to Hame chahiye kya Ham Sabar Karen aur apne anger ko control karne ki koshish Karen
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                Brother gussey se koi business ho us per bura asar parta he agar aapko kissi baat per gussa aaya huwa he to pehle apne gussey per control kare or us k baad trading kia kare ta k aapko trading me koi pareshani ka samna na kerna pare kio k gusse me aap koi galat trade open ker sakte he jis se aapko loss hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                  hamy kabe be guusy mai aa kar kam nahi karna chahey q ky hum is tarha kam sahe sy nahi kar saky gy or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai usa or china or new yok jasy bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                    Trading kernay kay liye trader ko sab say pehlay emotion less hona chahye. ager koe ghusa hay ya koe tension hay to kabi bhi trading nahi kerna chahye is say loss honay kay chances hotay hian. jab kay kuch log market kay sath fight ker rahay hotay hian jab un ko kisi trade main loss ho jata hy to wo har hal main apna loss pora kernay ki koshish kertay hian. is trah say loss hi ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                      bhai jaan aap jis cheez se bhi gussa Karenge is chij mein aap bahut jyada loss ka Samna karna padega Kyonki Hamein gussa hume sikhata hai Kyunki gussa haram hai ESI bhi Hamein gusse ko Dur Karke fresh dimag se a kaam karna hoga
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                        Aap sab trading sirf us wQt karain jab apk ka mind set ho mera matlb hai kay relax hu q kay us waqt mind zyada chl raha hota hai aur profitable trading kar sakta hai aur jab ap gussy me hon aur aoka demagh garam hu wo hamary leey sab say burra time hota hai trading ka us waqt koi trade open nahi karni wo loss me ja sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                          Main market ki direction kabhi bhi kisi bhi time par change ho sakti hai VK start par market ke Ham predictions nikal sakte hain the market Kaise aur kis site par Jyada acche se mood ho sakti hai business planning karne ke liye Hamare Paas control business Hona bahut jyada important hota hai kaam ka andaja market ki movement Se Hum Laga sakte hain ki market ki movement kis ke sath Jyada acche se ho rahi hai hum kaam bhi accha kar sakte hain market Mein kaam karne ke liye Hamare Paas
                          • #14 Collapse

                            Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                            TR member aap ne bilkul right Baat kahi gusa mai ah kr agr ap trade open karian gain tu acchi trade open nahi ho saka gi ap ko ap ko loos ka samna krna pahra ga dear members agr ap forex mai entry lata hain tu cool mind s entry lain tention mai trade open na karain aram s sakoon s kam karian ta ka ap ko loos nahi profit ho is lia tu kahta hain gusa mai kiya jana wala kam kahrab hi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gusse Main Aa Kar KaBi Trading Nhi Karna

                              Trading huMsha cool mind sy karni chahye or forex my kamyabi sirf mehnati or damag waly trader k liye hi profitable ha ku k forex trading k liye Master mind ka hona bht zarori ha jo k mehnat kar k forex trading my acha profit earn kiya ja skta ha is liye hir trader ko chahye k wo ziyda sy ziyda mehnat kare or kbiii b guse my akr trading na kare ku k guse my hmsha galt fasla hota ha or is wja sy loss ka smna karna prh jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X