Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss
    Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss
    Ziada tar traders ke yeh kafi bari weakness hoti hai ke jab b trading mai loss ho jiye tu iss kay baad traders emotional ho jatay hain . iss trah ke sorat haal mai age mazeed trading ke jye tu loss ko jaldi recover karny ke chakar mai traders jazbati trading Karin tu iss say mazeed loss honay ka risk aur b increase ho jata ha . iss liye aik loss kay baad apny app ko control karna aur relax ho kar trading karna bohot zaroori hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

    Zayada loss hota hi eai waja sy h k jb thora sa loss hua to us ko cover krny k ly baghair soch samjhy dobara trade lga di jo k mazeed spread bi dain gy aur loss ho ga. To esi waja sy account wash hota h. Esly kbi loss ho jay to preshan na hun q k ye bi forex ka hisa h. Khud pr control rakhain
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

      forex main hamein emotional ho kar work nahi karna chahiye kyon k ye ap k business k liye kharanak ho sakta hai is liye hamein chahiye business main hum josh se kam len our kabhi bhi hamein forex main loss ho jata hai to aksar log emotional ho jate han our himmat har bethte han jis se woh business main interest lena chor dete han is liye hamein chahiye k hum trading aram sakoon our fresh mind k sarh karen
      • #4 Collapse

        Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

        dear friend ziada tar log asi bat par apny acont ko wash kar dety hain woh ak bar loss kar k imotion ho gaty hain aur pher barabry k chakar main apna acount wash kar dety hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum ko jab loss hotaa ha to per hum us ka baad emotion walaa trading na karaa q ka ager hum wo use kartaa ha to per hum ko or be loss he hoga or hum ko profit nhi hoge or hum ko trading ka doraan apna emotion ko control rakna chaheya to best hoga..........
          • #6 Collapse

            Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

            Jee brothers forex forum main business pe loss to basic chez hay oar loss ki waja sey emotional ho kar aksar oakaat mer apna ziyaada loss kar lety hain,forex business main sabar zaroori hay agar loss ho to emotional mat hun balky ziyaada mehnat karain oar forex business ko study karain oar soch samajh kar trading karain
            • #7 Collapse

              Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

              Jihad dear aapne bilkul theek kaha hai Nimbus Ko Jab loss hota hai to Hua emotion Mein Aakar Apne loss ko jaldi se jaldi recover karne ki koshish karte hain aur jab Jazbaat Mein Aakar market Mein Kaam Kiya Jata Hai Tu Kahin na kahin mistake ho jati hai aur forex market Mein Chhotisi mistake se loss Ho Jata Hai Kabhi Bhi Apne loss ko jaldi recover na Karen balke aaram se planing Banakar Apne loss ko recover kiya jaye...
              • #8 Collapse

                Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                g han bhai apki b tblkl thk h abht sae log han jo forex pr axe trah mhnt kr kae kam krty han or loss kae ho jta a unko us kae bawajod b is sae apko gabrana ni cheyae na hy zyda fkr krni cheyae apko cheyae kae ap mhnt kr kae kam kro ro axe trah market ko smj kr kam kro or loss ki fkr na kro or glty sae bachkr dbara market ko smj kr trading kro
                • #9 Collapse

                  Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                  ye apn bht hi achi bat ki h mein apki is bat se agree krta hoin k jb hamein los ho jae to ham gose ho kr is p phr mazeed trading k nashe mein a kr apna noksan na krein blk hosle k sth kam krein or mmahol ko dekh k trading krein or is se faida uthaein or saeh or acha profit haSIL krnwe ki koshish krein
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                    forex aik online business hain is main kam karty howy jab ham sy koi ba galti ho jaye to hamy loss ho jata hain agr ham is main next emotional ho kar trading kary gy to hamy zada loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota hamy apni galtio ko avoid kar ky is main sabar or mehant sy kam karna chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                      DEAR ap ki bat sahi hai as main hamen kabibi aesa nahio karna chahiy hai as main hamen emotional ho kar kabi bi as main trading nahi lagana chahiy hai aor hamen chahiy hai kee ham as main jab bi kam kare tu hamen as main trend ko dekh kar market ko analysis kar kee bad main hi as main trade open karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee as main
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                        Friend ap nay sahi kaha hai,forex ke business me kaam karna easy nahi hota hai,ye businness bahut he mushkil hota hai,esme trader ko ache se pehle market me sabb learn karlena chahiye,esme trader ke paas jetna acha market ka knlwedge aur analysis power hoga wo esme utna he acha market me kkaam kar sakenga ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                          right time k oper right decision lena kamyab hony k ly bhot lazmi hota agr forex me koi bhi decision emotion ki bunyad py lalch ki bunyad py lia jay to wo ulta loss ka sabab bn jata hy isi ly agr aik bar loss ho bhi jay to phy emotions ko side py kr k telax ho kr next trade ka faisla krna chahiye aur agr nxt trade ka decision bhi emotions ki bunyad pr kiya to result loss ki shakl me mly ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                            Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi, mera nae khial k Forex trading muskil business he lakin itna assan b nae he agr isay aik proper business ki trah kro ge to ye aik easy business ban jaye ga lakin agr sirf time pass k leay kro ge to fir ye business app k leay hmesha mushkil e rahay ga aur app kabii b is se acha profit earn nae kr sko ge,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss kay baad emotional ho kar trading mai ziada loss

                              Dear main ap ki baat say mutafiq hon,forex trading business main trading karna koi difficult nahi hay, but es trading earning karna difficult hay, jab tak trader kay pass good experience and good trading stragely nahi ho gi towo earning nahi kar sakta, es liay es main working kay liay practice karna zaroori hay ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X