Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai
    Forex mein aisay bahut sae log kaam ker kay chir jatay hain kay unn ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai insaan kay lye koi kaam mushkil nahin hota agar woh dil jami sae mehnat kerta rahay aur zahen mein iss baat ko rakhay kay jub aur log kamyab ho saktay hain tou woh bhi zaroor kamyab ho ga apni mehnat ko jari rakhain tou aik din aap ko bhi zaroor kamyabi ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

    G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain forex mein humko samjhne mein kafi time lag jata hain aur humko is mein forex samjhne mein kafi time lag jata hain aur humko is mein koishish karni chahye k forex ko samjhe chahye aur humko is mein forex ko smajhna kafi muskal kam hota hain
    • #3 Collapse

      Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

      Dear brother ap ki baat teek ha kuch logo ka iq level es tarah nahi hota k vo forex ko jaldi seek ly lakin kuch log aisy bi hoty ha jo buhut jald seek lety ha our jo log jaldi nahi seek sakty us ko himmat nahi harni chaheye our mehnat karni chaheye jis sa k vo bi forex ko seek lengy thanks
      • #4 Collapse

        Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

        dear friend kuch log asay hoty hain go forex ko samaghny main kafi time guzar dety hain leken on ko hemat nahi harni chahye bal k forex k bary main knowlldge hasel karty rahna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

          forex ko mushkil business nahi hai bus hum sub ne is business ko bate kar kar k mushkil bana diya hai or agar ap koi bi kam dekh lo to koi bi kam mushkil nahi hota ku k agar koi kam mushkil ho to wo kam hi nahi hota or agar forex ki bat ki jay to ye ek international business hai jis me lakho log kam kar rahe hain so ap ko chahiye k ap kabi bi forex ko mushkil na samje balke apni mehnat ko mazeed increase kare ta k ap forex me kamyab ho sake.
          • #6 Collapse

            Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Jee bilkul bahut Sare log Aise Hote Hain Ki unko Forex bahut Mushkil lagta hai lekin main Yahi kahunga Agar Jo Forex Mein mehnat Karenge Hua Forex ko Asan bana sakte hain aur unko Asan bhi lagne lagega Jo Forex Mein mehnat Karenge Aur Dil Laga kar kaam Karenge to
            • #7 Collapse

              Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

              G han forex ek learning business Hai is ko strt syy proper trikyy syy learn karyy gy tuo is ki smjh ayyy gei warnaa ni atty gei forex business ko seekhy learn kiyy bgr is syy kuch ni hasl Kar sktyy Forex trading business ko Samjhana mushkil nahi hai agar is Mein Thode mind aur mehnat se kam kiya jaye to....
              • #8 Collapse

                Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                Dear member aapne bilkul right kaha hai kuch member Aise Hain Jo Pakistan Forex ko samajh Nahin paate Aur Woh is mein sirf loss hi karte hain wah surface liye loss Karte Hain Ki unke Paas knowledge or experience Nahin Hota Aur Woh Dil Laga kar kaam nahi karte Jiski wajah se apne loss ka Samna karna padta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                  Dear Fox 1 minded business hai is ko time Dena padta hai jo log time nahi dete aur mehnat nahi karte Unhe Fox ko samajhna Mushkil ho jata hai Forex ko Samjhana mushkil nahi hai agar is main daily routine se apne aap Mein improvement Lai Ja a daily kuch na kuch knowledge Hasil kiya jaye to kamyabi Jarur mil Jati Hai....
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                    Bilkul teek kaha aap nay dear brother kuch log buhut mushkilaath face karthay hay forex trading ko samajnay may our oske waja maray khyal may ye hay ke oskay pass koi senior member nahee hotha Jo oske rehnumaai karay ya per would senior members k threads say apnay knowledge may izafa nahee karthay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                      nahi bhaijaan frocks ko samjhane mein mere khayal mein Koi mushkil nahi honi chahiye kyunki Pakistan frocks from ko samjhana bahut aasan hai aur usme kaam karna bhi bahut aasan hai isme agar main knowledge nabhi Ho to Ham post ko read karke thread korad karke is knowledge or experience learn kar sakte hain aur wahan se knowledge lekar hum tradingnet demo practice kar sakte hain aur knowledge se Ham post aur aur chat bhi kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                        G bhai ap ne bilkul sahi bat kahi he forex trading me hame kam proi mehant aor shoq se karna chaie jo log ye kam pore shoq se karte hen aor khoob dil laga kar mehnat karte hen wo phir isme kamyab ho jate hen unko success mil jati he,lekin isk lye hame apne mind me apne k lkye positivty rakhni chahie aor phir apne kam par hard work karna chahie uske baad hame apnme kam me failures mile gen lekin ye failures hi hame kamyabi ki traf le kar jai gen aor phir apne kam per sabr karna chahie qq k forex market me sabr bht zarori he.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                          Hanji bilkul aap main theek kaha hai ke Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke Dillagi Ke Saath kaam Karen aur Hamesha Soch Samajh Kar trade Karen Forex trading main jyada tum logo ko Samjhane mein Mushkil Hoti Hai Kyunki Hua Posto ko read Nahin Karte Aur Is Tarah unko knowledge kaam hota hai aur woh demo account be used Nahin Karte Jiska Shankar experience bhi kaam hota hai aur woh Jyada loss Bhaskar ho Jate Hain isliye hamein chahiye ke Jyada Se Jyada posting Karen aap Hamein experience bhi Haseen Ho Aur knowledge aur uske sath sath time account to use Karke Jyada Se Jyada usko practice Karen Taake Hamein Jyada profit Hasil ho aur knowledge Hasil Ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                            Dosto new trader ko shoro shoro may forex ko samajhnay main mushkil hoti agar senior aur expert log sub ki madad kar thay to her aik ko fida hosakta hai forex k kuch rules mushkil be hain lykin mahnat kar k un ko handle kia ja sakta hai mahnat k bena koi kameyabi hasil nahi hosakty apne mahnat jari rakhain zarore kameyab hon gy......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kuch logoun ko forex samajhnay mein bahut mushkil hoti hai

                              Dear sir aap ne sahi keha he agar hum Dil or jaan se mehnat karte he to kamyabi zaroor milegi lekin agar hum ye soch k baith jaate he k Bonus aaeiga us se earning hogi to ye galat baat he Her kaam me kamyabi usi ko milti he jo mehnat kerta he hamari mehnat sirf or sirf Posting tak mehdood nahi honi chahiye bal k Forex Trading k her tarah ki learning kerni chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X